kya mein mobile par trading kar sakta hoon

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #241 Collapse

    g han app mob par bhi trading karni seakte hain opr is k elawa apa ios am yaopr bhi tareeqo se trading akr asaktehin

    is se ap ko bohat hi ziada fiadah go ga keep working hard
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #242 Collapse

      not in money management, but the psychological management was indeed very necessary. simple example, many people who have abundant wealth but their lives difficult psychologically.
      • #243 Collapse

        G ahn ap apne mobile par bhi trading kar saktey hen likin is k llite zaruri hey k is mobile ka monitoring acha ho or bil kul clear ho agar lur ya internet mey koi problem hota hey tou trading karne mey maza nhe ata. Or kafi pareshani bhi hoti hey.
        • #244 Collapse

          well my dear friend, Forex trading kay business humein bohat si facility aur benefits provide karta hai ta kay hum Forex mein easily working kar sakain, aur unn he mein say aik facility mobile phones kay through trading karna hai, iss kay through hum kabhi bhi aur kahin say bhi online ho kay apni trades ko watch kar saktay hain ager hum computer pey available na ho tou...
          • #245 Collapse

            yes my dear hy not and thats the power of mt4 but you need a smart phone for doing this business.if you have a smart phone than you can easily do it ..ma b krta hn baaz time but i prefer it on laptop or system
            • #246 Collapse

              اصل پيغام ارسال کردہ از: sami35 پيغام ديکھيے
              kya hum mobile par trading kar saktey hain ?
              kya advantage hoon gy mobile par trading karney ky ?
              explain please.
              mobile par trade ki ja skti h lekin fast internet ka hona zaruri h is ka faida ye hota h k ap jahan b jao ap ka kaam asani sy ho jata h r us men koi hurdle ni ati r pc r laptop ki zarurat ni parti
              • #247 Collapse

                ji bhaei ye to bilkul asan he aur mumkin he k hum es business min se kafi bari earning bhi le sakte hin aur humari knowledge aur information humin kamyab bhi bana sakti he es business min hum mobile pe jab bhi trading karte hin to hum asani aur azadi se trading kar sakte hin aur ghoom phir bhi sakte hin.
                • #248 Collapse

                  yes my dear hum mobile per trading kar sakte hain ye bht hi comfortable business hai jese ap easy feel karain wese ap trading kar sakte hain mobile trading k bht se faide hain jese hume light jane ki tension nahi face karni parti plus hum kahin bhi hun trade per nazar rakh sakte hain jab k pc per trading hum ussi surat me kar sakte hain jab hum ghar me hun.
                  • #249 Collapse

                    ge han bahi ap mobile per be trading ker saktey hean is say koi farak nahi perta mobile per trading kerna ya kisi laptop pay ap jis say bi chahean forex trading ker saktey hean ya ap ki marzee per depend kerta ha
                    • #250 Collapse

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: sohaib khan پيغام ديکھيے
                      G han dear ap mobile pay bilkul trading kar saktay hain is k liye ap ko mobile pay account open karwa na pharay ga phir easily trading kar saktay hain lekin pc ya laptop par trading karna best hai.........
                      g haan bahi jaan ham loog kar saktay hain lakin hamaray liye ye behtar ho ga k ham loog p c ya lapto use karain q k is se hamain asani hoti hai aur mobile main kahi apps unsported hoti hain is liye
                       
                      • #251 Collapse

                        han g aap mobile par trade kar saktay hain lekin is par aap ko is ki stragety ka theek say pata nai chal sakay ga is liay is ko aap laptop ya is ko computer par hi karian
                        • #252 Collapse

                          g han mobile par trading kar sakty hain lekin is k liye ap k pass acha mobile hona lazmi hy tb hi ap us main trading kar sako gy.sub say acha yahi hy k computer par kia jaye.
                          • #253 Collapse

                            اصل پيغام ارسال کردہ از: aqeeb007
                            Gi han borther mobile par trading ho sati hay agar aap kay pass acha mobile hay to app trading us par kar saktain hayn lekin trading computer par karna asaaan hay
                            ham mobile per utna kaam nhi kar saktay jitna ham pc ya laptop per karain gay q k ham ja\ntay hain k mobile ki speed bohat slow hoti hai haan agr koi acha sa mobile ho to phir lakin us per b net us tarha nhi chalta
                               
                            • #254 Collapse

                              اصل پيغام ارسال کردہ از: sohaib khan پيغام ديکھيے
                              G han dear ap mobile pay bilkul trading kar saktay hain is k liye ap ko mobile pay account open karwa na pharay ga phir easily trading kar saktay hain lekin pc ya laptop par trading karna best hai.........
                              g haan bahi jaan ham loog kar saktay hain lakin hamaray liye ye behtar ho ga k ham loog p c ya lapto use karain q k is se hamain asani hoti hai aur mobile main kahi apps unsported hoti hain is liye
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #255 Collapse

                                G bhai ap mobile pr b trading kr sktay hai ismay kisi trha ki koi restriction nhi hai.lakin mai apko suggest krna chahoo ga k k ap Mobile pr trading krnay say acha PC ya phir laptop pr trading kray Q k jitnay benefits hmay PC/laptop pr hotay ahi utnay mobile pr nhi jesa k ap Mobile pr complete chart ko read nhi kr sktay or chart ko analyse krnay mai b difficulty hoti hai.
                                https://t.me/pump_upp

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X