lose hona ke wajah

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    lose hona ke wajah
    assalam o alaikum dear trading ak bahut acha online business haibus main ham ko kam krna ka lya experience ke zrorat hoti hai jab tak hamara pas experience nea hota hai tab tak ham acha trader nea ban sakta han aur lose ke sab sa bri wajah hai lake of experience matlb experience ka na hona lose ke bri wajah hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Forex trading m knowledge and experience peramount hen.inki value ko ignore nhi kia ja skta.keun k hmen jitna zyada knowledge hoga utna hmari trade m shining hogi.forex business utna easy business nhi k aik week ya month m seekh liya jaye.forex business aik worldwide online business ha jisko seekhny k liye sakht mehnt krna prti ha.so pehly achi trah mehnat kren usky bad trading kren.
    • #3 Collapse

      Dear brother ap ki bat bilkul theek hey forex trading aik bahot hi acha business hey aur iss men loss bhi hota hey aur loss ki bahot c wajoohat hen aik weak learning no practice aur experience ka nah hona bhi loss honey ki waja banta hey
      • #4 Collapse

        forex man trader ku loss honay ki weja trader ki apni ghalti or lake of experience hota ha. trader ku sahi or complete experience na honay ki weja say forex business man hamesha loss othana perta ha.
        • #5 Collapse

          Walakam islam brother aap bilkul thek kaha rahay hain main aap ki baat sa itafaq karta hoon k instaforex trading aak bhot he difficult tarha ka bussniss hay iss main zayada tar trader lose kartay hain iss ki sab sa bari waja exprence k na hona ya kam hona hay aur exprence hum ko hasil hota hay prectice sa knowledge sa jitni zayada aap prectice karan gaya utna zayada exprence hasil ho ga
          • #6 Collapse

            Forex market mai loss ki different wajah hai. En ajoohat ko control krna hai aur earning krna hai. Tou ap ko sub say phely forex ki learning krna hai tab ap en wajah ko maloom kr sakty ho jis say ap ko regular loss hotey hai. Aur ap en ko asani say control kr sakty ho.
            • #7 Collapse

              Dear loss ki bht sari waja ho sakti han jaise k hum jb market chart ko analyise krty han tb bhe agr koi ghlti ho gai to loss ho sakta hy agr hamare pass knowledge na ho ziada tb bhe loss ho sakta hy or agr hum jaldi me trade lgatay han tb bhe ghlti k chancess hoty han or tb bhe hamen loss ho sakta hy
              • #8 Collapse

                Loss hony ki bht c wajoohat hain akser log tuky pa trade lgaty hain or loss ho jata hai market trend ko analyse nhe krty or stop loss ka use nhe krty jis wajha se akser sunne m ata hai k account wash ho gaya hai etc etc or kuch log without experience overconfidence ho k trades lgaty hain tb bhi loss ho jata hai.
                • #9 Collapse

                  loss hone ki waja lake of experience and lake of information ha. Sab se pehly zrori ha k ap ziyada se ziyada information hasil kr len. Phr sath sath kam kren or sath sath or ziyada information hasil krne ki koshish b kren. Ia ka faida ye ho ga ap ko future me loss nhi ho ga
                  • #10 Collapse

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: hamza007 پيغام ديکھيے
                    assalam o alaikum dear trading ak bahut acha online business haibus main ham ko kam krna ka lya experience ke zrorat hoti hai jab tak hamara pas experience nea hota hai tab tak ham acha trader nea ban sakta han aur lose ke sab sa bri wajah hai lake of experience matlb experience ka na hona lose ke bri wajah hai
                    Mere Khayal Mein tone loss hone ki sabse pain reason Yeh Hoti Hai Aankhe Nam trading and karte hue trading ki knowledge nahi lete aur lack of learning day trading main loss karne ki ek what were the reason Hota Hai
                    FRD 07 TRADING JOURNAL
                    • #11 Collapse

                      bhai forex may loss honay ke waja yh ha k hum jaldi say trade put kar dayty hain aur proper money managment ka khyal nahe rakhty jis ke waja say hum ko loss ho jata ha aur jub hum ko loss hota ha wo hum jazbat may a j bari loat lay layty hain jis say hamara loss recover hinay ke bajaya e aur kam balance ho jata ha es leyh hum ko caheyh k hum emotion ko controal karty hoe trade karin .
                      • #12 Collapse

                        Loss hony ki bohat sari wajoohat hain sab se pheli waja to lack of experience aur knowledge ka na hona hai log iss ko beghair practice k shuru ker laity hain aur phir loss kerwa laity hain. Loss ki aik aur waja demo practice k na hona hai jo log demo practice nahi kerty unko trade kerna aa hi nahi sakta. Lalach bhi loss hony ki aik bohat berrri wja hai.
                        • #13 Collapse

                          Bht sy logo ki losse krny ki sab sy bhari waja ye ha k wo lalach kr lety hain or apny acount ko nahi dekhty or lots apny acount sy bhari laga lety hain q k market ha jab mrzi ja skti ha ap k agains tu sab sy bhari waja ap ka laalch ban jati jo banda trading ma lalach krta ha wo kbhi b kamyab nahi ho skta is lye ap ko is ma bilkul b lalach nahi krna chahea bht he sabro tahamul k sath trading krni chahea or is sy profit gain krna cahhaea is sy ap ka he faida ha or bht he faida ha
                          • #14 Collapse

                            loss hony ki wjha ye hy k ham account ki worht k mutabiq ham lot size use nh kerty .ager ham account ki worth sy zyyda lot use kren gy to kuch trades aisy hoti hain to wo phly reverse jati hain pher kuch pips reverse move kerny k bad phr favour men ati hain.isliye hamen chaye lot siza ka munsib use kren.tak ham ara account wasy na kisi bhi trade k reverse hony ki wjha sy.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              aj ka sawal ye he k loss hone ki kya wajuhat hen to bhai logo loss hone ki kai wajuhat hen ek to ye he k practice k baghair kam karna or wrong knowledge hasil kara dusri waja se he k greed se kam lena yani jub ap trading karte he or ap ko thora profit ho raha hota he to ap lalach kar k zayda profit hasil karne hi koshish karte ho jis ka nateeja ye nikalta he k ap ka loss ho jata he or profit bhi ata ata reh jata he.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X