Forex mein serious attitude hona zaroori hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex mein serious attitude hona zaroori hai
    Forex trading aik proper busines hai iss ko humain serious ho ker kerna chahyea kyun kay yeh aik life changing system hai agar hum issmko as a fun lae ker chaltay hain tou iss sae hum kabhi bhi acha earn nahin ker sakain gay jab tak hum iss ko serious ho ker nahin seekhtay aur samajhtay hain tab tak hum aik achay trader nahin ban saktay hain aur hum phir iss per time waste hi ker rahay hotay hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Dear brother ap ki bat bilkul theek hey forex trading aik bahot hi acha aur reliable business hey aur iss ko easy bhi nhi lena chahiay yeh thora sa mushkil bhi hey jab tak hum serious ho kar trading nhi karen gey kamyab trader nhi ban saktay
    • #3 Collapse

      Gee haan brother aap ki baat theek hai jab insaan koi kaam seekhna cbahta hai tou jab tak uss ka uss kaam mein interest nahin ho ga woh nahin seekh sakta issi tarah forex ko bhi seekhnay kay lye bahut zayada waqt darkar hota hai aur aap ko iss mein mehnat aur tawajah sae kaam kerna hota hai tab hi aap iss mein kaam ker sakain gay aur experiance gain kerain gay
      • #4 Collapse

        Je ha bilkul sahi kaha apny hamy Pakistan forex ko serious lena chahye na ke funn samjh kar trade karna ager hamy kamyaab trader bunna hai to hamy Pakistan forex per hard working karna zrori hai tabhi ham kamyaab trader bun sakty hai
        • #5 Collapse

          bilkul sahi baat hai forex trading asan kaam ni hai iss main aap ko serious hona chahiye aap ka attitude serious hona chahiye takay aap iss main kamyabi hasil kr skay ye koi game ni hai jo online khail rahay hai ye a serious business jiss main kamyabi itni asani sa hasil ni ki ja skti hai.iss k liye mehnat krna parti hai.
          www.instaforex.com/?x=HFVY join instaforex by my link
          :1f609: and get free signals 90% accuracy
          Add me on skype furqan.ramey
          • #6 Collapse

            g bilkul ap na theek kaha kay forex ma serious attitude hona chaye agar serious attitude nai ho ga to hum forex pay kabi bi kamyab nai ho saktay kuy kay yeh bohat bari market ha aes ko samjanay kay laye bohat experience chaye hota ha to hum tab tak nai samaj nai sakhtay jab tak hum serious ho kar kam na kare. kaye log asy hi time pass karaty hain aes par or phir aun ko loss hota ha
            • #7 Collapse

              forex mei aap ka serious attitude ka big role hota hay kyun kay jab tak aap apni trading mei achi tarah sanjida nahi hogay aap kay liye
              achi trading karna possible nahi kyun kay sab kuch aap ka best interest hota hay jiskay lye aap ko achi mehnat karna hoti hay
              aur aap serious ho kar he working ko proper working samjho gay..
              :1f60e: IBRAHIM BILAL TRADING JOURNAL :1f60e:

              PLEASE VISIT HERE
              • #8 Collapse

                Baai Jaan aap bilkul teek keh rahe hay forex trading ka business ek buhut he complecated business hay our is may serious attitude ka hona ek kamyaab trader ke nishaani hay kionka is business may har member ko indevedualy profit hotha hay our successful traders wahe hotha hay Jo serious hokar is fourm par business kartay hay
                • #9 Collapse

                  forex trading business ko serious kar karna cahaiye aur agr hum forex trading business ko serious ho kar nhi kartay tu hum forex trading business ki learning knewledge aur experience hasil nhi kar saktay forex trading business ki learning knewledge aur experience hasil karne k liye zaroori hy k serious ho kar karain
                  • #10 Collapse

                    Mery khayal se to jab tak ap kisi b busness ko serious nhe lety ap ko sahee output nhe milti lehaza ap jo b busness karty haen usy sahee time dain aur pori dilchaspi se kam karen to hi apko sahee output mily gi agar ap mehnat nhe karty to out put molna bhot mushkil hy,
                    • #11 Collapse

                      G bilku forex mai serious hum raheghe tab e hum ek acha business kar sakhte hai hame is mai serious hoker kam karna chahiye mazak samjhege to apna nuqsan kar bethege serious hoker is mai kam kiya jae to faida hota hai
                      • #12 Collapse

                        Assalam alaikum bhai forex ak bahut acha online business hai us main ham ko amasha serious rah kr trading krni chaya us trah he ham profit earn kr sakta han ya ak bahut acha business hai us ham ko blkul patience ka sath trading krni chaya us kabhe bhe trading ko un serious nea lana chaya lose hota hai
                        • #13 Collapse

                          agar hum forex trading main sahi say mehnat karty rahy gay to he hum esmain achi earning kar sakty hay es business main apny capital ko theak say use main la kar he kam karna chahiey aur humay esmain blind trade nahi karni chahiye es trha hum market main earn karnay ki bijaye market main nuqsan he kar sakty hay
                          • #14 Collapse

                            Re: Forex mein serious attitude hona zaroori hai

                            G friend ap bilkul thek kah rahy hai forex trading ek boht acha online business hai forex trading me serious attitude ka hona zarori hota hai .....agr hum serious attitude me trading kary gay toh hum achi learning ka achi earning hasil kar sakhy gay forex me hum agr serious ho ka work nahi kary gay toh kamyab b nahi ho sakhy gay...
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Forex mein serious attitude hona zaroori hai

                              G forex trading ma attitude hona zaroori hai agr ya na hoo too ap bohat zayda earning nai kr sakty agr hoo too pir zayda earning easliy kar sakty hyn soo iss business ko serious lana chaye

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X