Usage of lots in forex trading.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Usage of lots in forex trading.
    Dear friends aj m apko ye btany jarha hun k hmen during trade lots ka use kis trah krna chahye.
    Friends yad rkhen lots ka istemal hmesha apny account balance ko samny rakh k kia jata ha.agr apka account balance zyada ha to tb bhi ap itni Bri lots ka istemal na kren k jb loss hoto usko recover krna bhi mushkil hojye.
    Hamesha small lots ka istemal kren.uska sub se bra faida ye hoga k apko market movement smjhny m bht asani rhy gi aur apni trade ko achy triqy se utilize kr sken ge.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    absolutely right ya boht achi technique hain kay humain khoshis kerni chiya kay small lot size lagana chiya aur specially new traders kay liya mini lot boht ehmiyat rakhti hain iss nay innay currencies pairs ku samjnay main b asani hoti hain Small lot lagan say app ku extra leverage be available ho jata hain aur iss main loss risk be kum hota hain
    • #3 Collapse

      Gee haan brother aap nay theek kaha hai forex mein lots ki selection bahut aeham hai aap kay pas balance jitna bhi ho aap koshish karain kay aap ka lot selection size small hona chahyea kyun kay behtar yehi hai kay aap apna balance mehfooz rakh ker kam income per guzara karain bajaye iss kay kay account wash ho jaye aur kuch bhi hasil na ho
      • #4 Collapse

        Dear friends hum ko forex may lot size apni money management k hassab say he use karni caheyh. Ager hum proper money managment k use karty he trade karin say to humra account kabi wash nahe hoo ga. Aur secound ek sub say achi cheez jo k sub traders ko yaiad rakhni caheyh k apna loat size kabi be increase nahe karna cahyh mutlib k ager hum regular 0.10 ke lot say trade karty hain to ap ko cayehe k esi say trade karin money managment ko samany rakhty hoe. jub ap apni lot ka size increase karty hain to loss zada ho jata ha jo bad may recover karna mushkil ha
        • #5 Collapse

          اصل پيغام ارسال کردہ از: samikhan2379 پيغام ديکھيے
          Dear friends aj m apko ye btany jarha hun k hmen during trade lots ka use kis trah krna chahye.
          Friends yad rkhen lots ka istemal hmesha apny account balance ko samny rakh k kia jata ha.agr apka account balance zyada ha to tb bhi ap itni Bri lots ka istemal na kren k jb loss hoto usko recover krna bhi mushkil hojye.
          Hamesha small lots ka istemal kren.uska sub se bra faida ye hoga k apko market movement smjhny m bht asani rhy gi aur apni trade ko achy triqy se utilize kr sken ge.
          achi trading karne ke liye trade Gal lot size bahut bada karta hai isliye traders ko chahiye ki Jab Bhi trading current Usman lot size use kar k trading Kare aur Kabhi bi trading karte huye Big Lot size use Na Kare
          FRD 07 TRADING JOURNAL
          • #6 Collapse

            Forex trading mein hum lot size apnay account balance kay hisab sae adjust kertay hain kyun kay agar hum bara lot size lagain gay tou humari trade agar loss mein jati hai tou humain account wash ka samna kerna per sakta hai iss lye hamesha lot size itna rakhain kay agar market aik hazar pips bhi move ker jaye tou aap ka balance khatam na ho
            • #7 Collapse

              forex trading main lot size agar hum theak say set kar kay use karen gay to he hum market main safe earning kar sakty hay humay big lot size ko use nahi karna chahiye kyun keh es ki waja say market main risk bhi barh jata hay agar hum ziada risk lain gay to hum market main kamany ki bijaye ulta nuqsan he karty hay
              • #8 Collapse

                forex main lot ka usage ap kay account k hisab say hota hai .agar apka account one thousand dollar ka hai to apko lot 0.2 lgani chahye is say ziyada nahi .jab tak yeh profit main clear na ho dosri koi or trade na lgain.
                • #9 Collapse

                  Re: Usage of lots in forex trading.

                  hamy acha knowledge or experience hasial kar ky market ky rules ko follow karty howe or market ky up down ko dahkty howe high amount invest kar ky ache lot lagane chahey pher he hum acha profit gain kar saky gy or agar hum bager learning ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga lakin is mai market ka koi qasur nahi hota
                  • #10 Collapse

                    Re: Usage of lots in forex trading.

                    forex mai usage lot ky liye hamare learning be best than best hoen chahey pher he hum kamyab hon gy or acha bonus earn kar saky gy forex aik real or kabe be band na hony wala real business hain yai east wast mai bohat taze sy phal raha hain lakin agar hum is mai bager learning ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: Usage of lots in forex trading.

                      Sir hamain forex mien kaam kerny ka yeh feda hai k hum as mien earning hasil ker sakty hien or mien as mien jab lot k size ki bat kerta hoon tu as mien aa ker mien aik acha lot size sleect kere leta hoon aur mien jab dakhta hoon k market ka kuch pata na hai to mien as mien lot size belkul kam use kerta hoon or as mien as ka wait kerta hoon.

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X