Best trading long term ya short term
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Best trading long term ya short term
    Mein nay market ko kafi dekha hai kay bazz log long term trade kertay hain aur long term chaltay hain jin ki trade 10 days bhi chalti hain aur phir wo acha kama latay hain forex mein hum jitna wait kertay hain hum utna hi acha earn kertay hain aur sath sath market ko bhi samajh letay hain mein nay kafi suna hai kay bahut sae best trader hain jo long term trading kertay hain kya yeh sach hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    ​Dear bro trading 2 types ki hoty hy aik short term trading aur aik long term trading, jo new traders hn jin ke pass experience and knowledge ki kami hoty hy wo short term trading kerty hn aur jin ke pass ziada experience aur knowledge hota hy wo long term trade kerty hn, long term trade main ziada time trade ko hold kerna hota hy aur profit bh ziada hota hy
    • #3 Collapse

      Dear trading style koi sa be traders agar agar expert hon gey to wo long term trading be achi kar sakty hey aur short term ki trading be, agar short term time ki jaye to market ki analyzing short term ki bunyad par karni chaye aur long term ki trading long term ki bunyad par, es se traders behtar tareeqy se market me good timing key sath apny trades ki entry aur exit kar saken gey.
      • #4 Collapse

        Bahi best trading long term hoti hai kiun ka market ki movement ko check krna ka lia short nahi long time ki zarorat hoti hai is lia ap long time pr trade karian or sabr karain kiun a trading mai wait krna bohot lazmi hai is ka bina ap ko trading fida nahi mil sakta wait karain market ki movement dahkain or phr ap trade lagain tu fida ho ga
        • #5 Collapse

          Forex mein her banday ka apna apna experiance hota hai aur jin ka experiannce zayada ho tou woh log long term trading ko tarjeeh detay hain lakin agar koi kam experiance wala hai tou woh short term trading kerta hai aur long term trading kay lye bonus ka zayada hona bhi bahut zaroori hai
          • #6 Collapse

            trading humay wohi karni chahiye jitna keh humary pass trading ka experience ho hum es trha safe trading kar sakty hay agar humara trading experience kam hay to humay kam time wali trades karni chahiye es trha humay ziada wait bhi nahi karna parta aur hum market main safe trading bhi kar lety hay aur humay es baat ka khyal zaroor karna chahiye
            • #7 Collapse

              Agar ap loss free trading karna chahte hain to phr apko long term trading karni chahiye or short volumes ki trading karni chahiye kyun k loss ke chances tab increase hote hain jab ap short time trading karte hain or zeyada volume ki trading karte hain.
              • #8 Collapse

                Dear fellow forex trading Kay business may kamyabi ka raaz sirf our sirf experience hay our jaha thak trading ke baath hay wo aap Kay lot size par depend karta hay kionka agar aap ko trading ka experience nehee hoga tho aap loss may rahengay is liay sab say zarori cheez hay is business ka knowledge and experience
                • #9 Collapse

                  best trading wahi hoti hai jo hum long term main krtay hain aur ye trading ka faida ye hota hai k iss trading main hum logh earning kr sktay hain zyada aur short term main hum logh kam hi earning krtay hain iss liye long term trading faida mand sabit hoti hai iss liye zaruri hai k aap long term per hi tawajjo do.
                  www.instaforex.com/?x=HFVY join instaforex by my link
                  :1f609: and get free signals 90% accuracy
                  Add me on skype furqan.ramey
                  • #10 Collapse

                    janab jahan tak maira khiyal hai tu long term trading hi best hoti hai aur us main profit earn karnay kai chances bhi buhat zaida hotay hain tu humay chahiyay kai hum long term trading koi hi prefer kiya karain agar safe trading karni hai tu because short term trading main buhat kam waqat main ap ka sub khuch zaya ho sakta hai.
                    • #11 Collapse

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: Sobi2978 پيغام ديکھيے
                      Mein nay market ko kafi dekha hai kay bazz log long term trade kertay hain aur long term chaltay hain jin ki trade 10 days bhi chalti hain aur phir wo acha kama latay hain forex mein hum jitna wait kertay hain hum utna hi acha earn kertay hain aur sath sath market ko bhi samajh letay hain mein nay kafi suna hai kay bahut sae best trader hain jo long term trading kertay hain kya yeh sach hai
                      Traders Apne account ki mein maujood hai capital ke hisab se trading Karni chahiye Agar traders ke paas capital Jyada ayato long term trading Kare Agar capital Thoda Hai To short term trading Kare small capital share long term trading Kabhi Na Kare
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        trading humay apny tajurbay kay hesab say karni chahiye agar humara experience kam hay to humay short term trading par ziada dhyan daina chahiye kyun keh es trha he humari trading ziada achi ho sakti hay aur humay chahiye keh es business main khoob mehant karen aur ziada kay lalach main bhi na parain

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X