Forex trading ko risky kyun samjha jata hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex trading ko risky kyun samjha jata hai
    Forum mein aksar members forex trading ko bahut risky samajhtay hain aur iss ki asal wajah yeh hai kay humain agar trading kay terms and conditions ka pata ho tou humain trading ka achi tarah knowledge aur experience ho tou trading bahut zayada aasaan business hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Gee haan bhqi aksar log aise himkehtay hain agar aap forex ko achi tarah seekh lain iss ka knowledge hasil karain iss mein experiance ko gain karain apni skills ko improve karain tou iss mein sae risk bilkul khatam ho jata hai kyun kay risk iss business mein humari wajah sae hai kyun kay hum kisi na kisi tarah paisa kamana chahtay hain iss ko seekh a nahin chahtay
    • #3 Collapse

      Deaf forum forex trading ko risk business is liy samjha jata hy ke forex trading market 100 percent predictable ni hy, firex market kisi bh waqt apna trend change ker sakta hy, lkn hum ye risk kum ker sakty hn ager hum forex trading ko proper way se learn kren aur hamary pass experience and knowledge ho
      • #4 Collapse

        Forex trading ko risky isliye smjha jata ha k jin logon ko market ki movement ka best knowledge nhi hota aur unki trade hmesha loss m jati ha to WO forex business ko always risky he consider krty hen.jb k Jo professional trader hen WO forex business ko risky consider nhi krty keun k unko best knowledge hota ha aur WO market changes ko smjhty hen.
        • #5 Collapse

          My dear forex trading business hai hi bht complicated or riski even hr business jo bhi hm new start krty hain wo riski hota ha forex m risk es liye hai k hm jb trade lgaty hain to koi idea nhe hota k market trend kaha move kry ga phr b hm risk ly k trade lgaty hain or risk k bd acha pprofit earn kr lety hin hm.
          • #6 Collapse

            g haan bhai jaan ap ne thek hi kaha hai kee forex trading ko risk as liy smjah jata hai q k as main risk se ham ko profit ho ta hai as liy as ko risk samjh jata hai as main risk lena koi bory bat nahi hai as main har koi risk leta hai as liy aese risk samjah jata hai aor ham ko risk samjahna chahiy hai
            • #7 Collapse

              My dear friend kam koi bhe ho us main rizk lana parta ha forex treeding ak bahout he acha aur complet busnes ha aur ham jb bhe koi tread lagty hain to market ka koi pta nh hota ha us ka level ap h ya down aur is main experiance lazmi ho ku ka tread opan karty hnwy market ka level dhkna chahy
              • #8 Collapse

                Dear brother ap ki bat bilkul theek hey forex trading aik risky business hey aur merey khayal men her business men risk iiya jata hey aur issi tarah forex trading men bhi risk lena zaroori hota hey agar risk se dartay rahay tu kamyabi mushkil hoti hey risk se darna nhi chahiay loss aur faida hota rahta hey
                • #9 Collapse

                  G bilkul forex aik risky business hy hamara acount kisi bhi waqat profit aur loss main ja skta hy es leay log es ko karny darty hen es main loss k bahut chances hen. Lkn dosri side dekhen to profit bhi bahut hy. Agr es ko pori trha seekh k start karen to phr loss k chances kam ho jaty hen. Es darna ni chahy billy apni skill ko improve karna chahy.
                  • #10 Collapse

                    Baai Jaan forex trading Kay business ko risky kehna maray knowledge say ghalat hay kionka is business may sirf our sirf experience ke zaroorat hothi hay our baqi nafa our nuqsan tho Allah Kay haath may hay lekin agar hum Dil say kaam karay tho is may koi risk nahee hay
                    • #11 Collapse

                      forex trading risky tab he jab hum esmain apny experience say ziada kam karen gay humay esmain trade apny experience ko mady nazar rakhty huway he karni chahiye tab he humari trade achi ho sakti hay es business main sabar aur tahumal say kam karnay main bohat faida hota hay tab he safe bhi reh sakty hay esmain
                      • #12 Collapse

                        Re: Forex trading ko risky kyun samjha jata hai

                        forex aik big or risky business hain is mai loss ky chance zada hoty hain hamy acha knowledge or experience hasial kar ky market ky rules ko follow karty howe or market ky up down ko dahk kar mahnet sy kam karna chahey pher he hum acha profit gain kar saky gy or apne zarorto ko asane sy pura kar saky gy
                        • #13 Collapse

                          Re: Forex trading ko risky kyun samjha jata hai

                          Forex trading ko risk is liye samaga jata hay kay ager is main trader apna risk lock nahi kerta to wo saray account say fariqh ho jata hay. is liye liye trader ko pehlay poray account ka risk aur phir har trade ka risk calculate kerna hota hay. aur ager losses poray account kay risk jtina ho jaye to wo trading close ker kay mazeed learning kerta hay.
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Re: Forex trading ko risky kyun samjha jata hai

                            Jeevan Sir aapne bilkul theek kaha hai Pakistan Forex ko hichki isliye Samjha jata hai kisme Jab Hum kaam karte hain to jaise ki posting karna aur Hame post in male image car issue aa jata hai aur hum Jab great karte hain to hume lost ka bahut Khatra Hota Hai Hame chahiye ke hum Pakistan Forex Mein Aise kaam kare Jaise Hum Achi Achi Tarah Jante Hain thanks

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X