loss ake acha ustaad hy
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    loss ake acha ustaad hy
    dear friends apni baat karoon ga main ny forex main profit ki nisbat loss sy zyada seekha q k jb hamain loss hota hy to ham daikhty hain k hamain loss q hooa aor aaenda un ghaltyoon sy guraiz karty hai iss hasaab sy loss ake acha ustaad huwa k nai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Dear brother ap ki bat bilkul theek hey dunia men koi bhi aesa business nhi jiss men loss nhi hota issi tarah forex trading men bhi kabi kabi loss bhi hota hey aur yeh aik risky business hey aur kabi risk kamyab ho jata hey tu faida mil jata hey aur jab risk nakam hota hey tu loss ho jata hey lekin hamen loss se sabak seekh kar aagay barhna chahiay aur dobara pahlay wali ghalti nah Karen
    • #3 Collapse

      Bhai apki baat bilkul teek hay aor wesay bhi ye baat mashahoor hay kay jab tak thokar na lagay hum sambhalna nhi seekh saktay tu forex trading ma taqreban her trader ko loss huta hay aor loss hamesha kisi na kisi mistake ki waja say hi huta hay laiken ager hum apni mistakes ko waja talaash karay aor next time un mistakes ko repeat hunay say avoid karay tu pher humay profit bhi huga aor hamara best teacher loss hi ban jaye ga.
      • #4 Collapse

        Achi baat kahi hai apne. Shoro mein loss kerna itni buri baat nahein hai. Q ky shoro mein ghaltian hoti hain. Lakin buri baat ye hai ky un ghaltion ko drust na kiy jaye aur baar baar dohraya jaye. Apni ghaltion seekhna sab sr best hai. Is liye apni ghaltion ko bura na kaho un se seekho.
        • #5 Collapse

          wqi loss ekacha ustad h suro mein jb admi kamkerta h to tjrba na hone ki wja se loss mein chla jata h kuinna to itna tjrba hota h na kam ki koi bunyadi chezein yad hoti h suromein in galtuin ka hona koi aeb nilekin aeb ye h k in galtuin k bd na sekhna is lye in galtuin sekhna chahye wrna hm ek ache trader ni bn skte
          • #6 Collapse

            ye bat bikul sai ki hay kay loss aik boht acha ustad hota hay is main ye bat dykhi jaye kay humain loss ki waja say hoa hay to market ko smjhna or apny loss ki reason ko overcome karna humary liye kafi best ho sakata hay humain hard work kar kay kam karna ho ga ta kay trade main km say km loss hasil ho skaay
            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #7 Collapse

              G friends may ap ke bat say bilkul agree kartta ho k loss ek acha ustad ha es say hum kafi kuch seekh sakty hain aur k ager hu ko loss hota ha to tub he hum ko apni galtion ka pata chalta ha aur us k bad hum dehan say trading kary hain. aur hum ko kafi kuch sekhany ko be milta ha.

              اب آن لائن

              Working...
              X