Forex Tradings K Nuqsanaat

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex Tradings K Nuqsanaat
    dear brothers mn ny jb sy forex platform join kiya hy logon sy tarha tarha ki baaten sunnany ko mil rhi hen ye bekaar hy time ka zaya hy or ic mn koi khaas faeda nhi hy ,tou kya ic mn aap logon ny aisi koi baat mehsoos ki tou share karen.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    dear bat yah ha k jin ko yah business ka experience nahi or jo is man loss krty hain on k luy yah business fazool ha dear is man kamyab hona hir ksi k bas ka kam nahi is man mahnat sy kamyab ho skty hain agir loss bhi hota hai to afford krna chaye
    • #3 Collapse

      Dear aisi koi baat nhi hay forex trading bhot hi acha business hay aor bhot profit wala business hay laiken is ma wohi log kamyab hutay han jo mehnat kertay hay aor jo mehnat nhi kertay unkay hissay ma serf loss hi aata hay aor pher wohi log aisi batayn kertay han jo apnay sun li han is liye mera mashwara ye hay apko kay logon ki baton ma na aana aor apni mehnat jaari rakhna ta kay apko kamyaabi mil sakay.
      • #4 Collapse

        Dear brother ap ki bat bilkul theek hey new trader ko doubt hota hey k pata nhi yeh achi cheez hey ya nhi log bhi daratay rahtay hen k yeh fraud hey agar ap forex ko sahee nhi seekh saktay tu phir ap ka time waist ho ga
        • #5 Collapse

          iss baat main koi shak nai dunya k her business main profit and loss hota hy aor forex to ake riski business hy jis main new comers zyada ter loss he karty hain laiken forum aap ko iss khof sy aazad karta hy k aap ko loss ho jay ga forum aap ko bonus daita hy k aap seekhain b aaor kamaaen b
          • #6 Collapse

            Dear aisi batain hum bhi suntay hain leken yeh batain woh log kerty hain jo khud forex trading main nakam ho chuky hain. Koi bhi kamyab trader aisi baat nhen kerta isleay logon ki baaton per dhian deny se behter hey apni trading per focus kerain.
            • #7 Collapse

              Brother forex trading aik genuine business ha . Aur iss Mai kam kar k log earning b kar rahy hain aur jis trah app nay baat ke ha time b waste kar rahy hain aur loss b karty hain .
              Mager Maire khayal say yeh tu totally traders b depend karta ha ke woh iss market Mai kitne achy tareqay say kam kar sakty hain . Ager traders achi trading na Karin tu phir loss aur time waste ke elawa Kia hasil ho sakta ha.
              • #8 Collapse

                Dear agar ap kam.larna chaty hain or ap hardworking karny waly hain to ap kay ley forex eik bohat he acha business hay or ap es say jetna cahin profit bana sakty hain magar shart yh hay kh ap zeyda mehnat karin or achy experience say tradeing karin agar ap es main mehnat nahi karin gay to phir apka profit hasal karna be bohat mushkal hoga leha time zeya hony say banchany kay ley achi mehnat karin or acha profit bana lain
                All The Best Dear Friends
                • #9 Collapse

                  Bhai yeh aap sae kis nay keh dya kay forex kay nuqsaanat hotay hain bhai forex aik bahut acha business hai aur aap iss sae bahut achi income lae rahay hain aur iss ka koi nuqsaan nahin hai aap iss mein jitni zayada mehnat karain gay iss sae aap ko utna zayada faida milay ga aap iss kay negative pahelu ko dekh rahay hain tou iss kay positive pahelu ko bhi tou dekhain
                  • #10 Collapse

                    ni bhai forex ek bht ala or umda cheez h agr ap ko kam krne or koch krne ka jzba h to forex ek aesa moka deta h apko k ap jitna chahein kma sakte hain jitni ap zayada mehnat krein ge or trading ka tareka apko ae ga ap utna zyada porofit is se hasil krein ge
                    • #11 Collapse

                      Asalam o alikum dear ap n bilkal tek kaha ha both sy log negative baaten karty han ap ko chae ha logun ki baaten na suny or apni hard work jari rakhen or learning pe tawaja Dan
                      Forex trading m practice karny jtni practice ziada ho ge utna ap ka knowledge or experience ziada ho ga or ap k pass jtna b knowledge or experience ho ga us sy ap easily trading kar saken gy or ache earning kar saken gy or loss k chance both kam ho ga
                      • #12 Collapse

                        Bhai aise koi baat nahin hai jis tarah aap nay kaha hai forex mein aise baatain woh log kertay hain jo kuch kye beghair bahut kuch hasil kernay ki koshish kertay hain lakin ker nahin saktay iss lye aisay log doosroun ko bhi gumrah kertay hain forex mein log bahut zyada income hasil ker rahay hain aur iss mein humara koi nuqsaan nahin hota
                        • #13 Collapse

                          sab sy pehli baat hay k har business main profit k sath loss ka option hota hay. to is main bhi no doubt loss k chances ban jaty hain. lekin ap ki kum aqli ki waja sy aur koi issue nai hota
                          • #14 Collapse

                            Meray khayal men hmain suni sunai bato ki bjaye khud daikh k faisla krna chaeay k forex time ki zia ha ya such men ic men kuch faida bhi ha jahan tak mera experience ha aur mujhay forex ko join keay huay almost aik saal zay ziyada ho gaya ha forex aik bahut acha online business ha jis say hmain ghar baithay acha munafa hasil kr sktay hain meray khayal men forex k fawaid ziyada aur nuqsanaat kam hain.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Dear forex trading k nuqsanaat tu nhn han aik he nuqsaan hai wo b agar ap es ko bina learning k shuru karo gy tu ap ko loss ho jaye ga lehaza ap ko aysa nhn karna ap ko trading business ko seekh k aur smjh k kam karna hai ta k ap ko es business mai acha reward hasil ho jaye aur ap apne es trading business ko behtar se behtar bana k chalo aur apni trading business ko enjoy karo...

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X