kis tarha k traders account washed kartay hain?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    kis tarha k traders account washed kartay hain?
    dear main yeh janna chahta hoon k forex main konsay traders account washed kartay hain jin ka balance kam hota hay ya jin k pass experience bahut kam hota hay ya jo is main lalach kar jatay hain? hamain account k washed honay say kaisay bachna chaye?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Dear forex m wohi trader account wash krta hai jis k pass experience nhe hota specially newbignners account wash krty hain q k wo bina experience ksi ki guidence k baghair trade lga dety hain na ksi tool ka pta hota hai or na kisi indicator ka to tuky pa trade lgaty hain tb account wash ho jata hai.
    • #3 Collapse

      forex main 2 terh k trders hi acount wash karty hain ake lalchi aor doosry darpok lalchi to zyada k chakr main jaty hain aor darpok thory loss ko accept nai kartay wo darty rehty hain k ye recover kaisy ho ga aor iss chakr main trade close nai karty aor wash kar baithty hain
      • #4 Collapse

        dear bat yah hai k jin k pass experience nahi hota woh he lalch bhi krty hain is luy experience bhi hona chaye or lalch bhi nahi krna chaye kun k trader woh he kamyab hoty hain jo lalch nahi krty kam risk sy trading krty hain
         
        • #5 Collapse

          Dear brother ap ki bat bilkul theek hey forex trading men her category k log kam kar rahay hen unn men kuch lalachi log bhi hen jo ghalat trading ki waja se bar bar loss men chalay jatay hen unn ka account wash ho jata hey aur kuch log kam experienced bhi hotay jin ka balance khatm honay ki waja se account wash ho jata hey
          • #6 Collapse

            dear is man experience he chaye hota hai jin k pass experience zuada hota hai woh kam balance sy bhi achi money management kr k acha profit bna skty hain or agir experience nahi to balance zuada ho to tb bhi loss ho jata hai is man experience sy he aap kamyab ho skty hain na k big capital sy
             
            • #7 Collapse

              Forex trading Mai ziada tar woh traders ziada tar Nakam rehty hain jo apni trading ke learning ko zaroori nai samjhty hain aur forex trading ko easy business samjh kar trading karty hain . Iss wajha say forex trading trading Mai ziada tar logon ko loss ka samna karna parhta ha.
              • #8 Collapse

                Forex mein mein nay dekha hai kay log trading ki practice kertay nahin aur trade lagana start ker detay hain aur aisay hi trader bonus milnay kay kuch hi din mein apna account wash karwa letay hain mera tamam members ko mashwara hai kay trading ki practice kerain aur trade mukammal analysis kernay kay baad aik strategy kay mutabiq lagain
                • #9 Collapse

                  Dear ap nay traders ki jo be catgarie batai hain on sab zeyda chance hoty hain kh woh apna account wash kar lain gay agar trader kay pass acha knowledge nahi hoga tab woh loss kary ga agar acha experience nahi hoga tab be loss hoga or agar trade open karty hoy lalach kary ga tab be loss kary lehaza tamam sorton main account wash hony kay chance hain seraf safe tradeing wohi trader kar sakty hain jo lalach key bagar zeyda experience say tradeing karty hain
                  All The Best Dear Friends
                  • #10 Collapse

                    bhai in sabhi reason ki waja say hi account wash hota ha.jab trader kay pas is business kay baray main knowledge and experience na ho.to wo apni trading main fazol kisam ki trade ko open kerta ha.or apnay capital say bari trade open honay ki waja say uska account buhat jald wash ho jata ha..
                    • #11 Collapse

                      Ziada ter new trader ka account wash hota hey aor iski reason money managment ka na hona hey. Jeb unko bonus milta hey to woh safe trading ki bajaey beri lot key sath trading start ker dety hain aor stop loss bhi nhen lagaty jiski wajgan de unky account wash ho jaty hain.
                      • #12 Collapse

                        Aisay traders jin ka forex mein zyada experiance nahin hota woh her maheenay iss mein apna account wash kerwa letay hain aur woh iss lye kay woh trading analysis ker kay nahin lagatay humain chahyea kay hum apnay bonus ko safe rakh ker trading kerain ta kay jab humain next bonus milay tou pahele walay bonus kay sath mil ker humara account balance zayada ho aue hum bari trading ker sakain
                        • #13 Collapse

                          Dear friends AAP ke baath drust hay forex trading Kay business may aksar members apna account wash karwa betthay hay jis ke Sab say bade waja excited ka na hona hay jis members Kay acount wash hothay hay os ko chahiay ke wo trading ke field may apna experience ziada karay
                          • #14 Collapse

                            aisay traders jo forex trading market main high lot size k sath trading krtay hain aur lalach sa kaam laitay wo apna account bohat hi jaldi wash kr laitay hain un k pass phir sad honay k ilawa koi aur option ni hota iss liye zaruri hai k low lot size k sath kaam krna chahiye takay success hasil ki ja skay.
                            www.instaforex.com/?x=HFVY join instaforex by my link
                            :1f609: and get free signals 90% accuracy
                            Add me on skype furqan.ramey
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              G bhai acha sawal hai apka jwsa kay ap nay kaha hai kay kis tarha k traders account washed kartay hain hain to es mn kuchh wo traders bhii hotu hai jo over confidance ka shikar hojaty hein aor jaldbaazi mn aaky bghair kuch sochy smjhy trade lga dety hein aor acco7nt wash hony kii waja low blance py trading karna bhi hota hai..
                              Mehnat Me Azmat hai

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X