Mistake se kasy bacha ja sakta hai...

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Mistake se kasy bacha ja sakta hai...
    Salam all dear mara ap se ya sawal hai kay forex trading main hum mistake se kasy bachty hai. Agar ap ko pass mistake se bachny ka kohi knowledge hai to humary sath share karo. Os se humey be faida ho ga or jonior ko be faida ho ga.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Dear mistakes se bachny ka best tareeka to demo account m practice krna hai agr ap trade lgany se phly demo m practice kr lo to idea ho jata hai secondly experience gain kro trading start krne se phly tb bhi mistakes hony k chances km hoty hain or agr by chance koi mistake ho bhi jaye to us se learn kren improve kren ignore na kren ta k dubara esi galti na ho.
    • #3 Collapse

      Walaikum salaam dear forex trading aik risky business hay is liye is ma traders say mistakes huti rehti han aor in mistakes say bachnay ka aik hi tarika hay kay hum apna knowledge aor experience improve karay aor pher bhi ager hum say kabhi koi mistake hu jaye tu oski waja talaash karay ta kay wo mistake humay say pher kabhi repeat na hu sakay.
      • #4 Collapse

        mistakes se bachna unko improve kar lena aik kisam ka hamara fisrt step hota hay success ki taraf move karnay ka hamay chaiye kay hamay jiss bhi mistake se loss hota hay hum usko repeat na karain lazman hum uss mistake ko note kar len jab hum mistake ko
        repeat nahi kartay tou loss ka chances nahi hongay
        :1f60e: IBRAHIM BILAL TRADING JOURNAL :1f60e:

        PLEASE VISIT HERE
        • #5 Collapse

          forex ma mistake se bacha ja sakta ha gara ap market ko achi tarah study kar laye trade karnay say pehlay humay achi tarah market knowledge hona chaye markaet kab up or down ho rahi ha aus kay bad humay invest karna chaye bohat say log wasay hi tradeing start kar datay hain or bad ma aun ko loss hota ha humay aoni galtiyo say seekhna chaye phir hum mistake say bach saktay hain
          • #6 Collapse

            Gee sahi kahan hain app nay forex trading main mistakes say bacha ja sakta hain ager hum say trading main mistakes ho jay tu hum ku apni skills , knowledge aur experience ku increase kerna chiya aur ju b hum say mistake ho jay tu ussay note ker laina chiya aur next time phir apni mistake ku dor kiya jay
            • #7 Collapse

              Dekhein bhai ap ko ye dekhna hai ky ap mistake kahan aur kaisy ker rahein.hain. ghaltian do wajah se hoti hain. Aik ap jaldbazi kerty hain.
              Dosra ap market ko achy se analyse nahi kerty.
              Teesra ap lalach kerty hain
              Ager in teen wajohat ko control kiya jaye to ap mistake se bach sakty hain.
              • #8 Collapse

                brother walaikum assalam ye forex market main yahan aap khud daikh lo experience trader b mistakes krtay hain iss liye mistakes sa na darro blkay apni ghaltion sa sekho aur dubara wahi ghalti na dohrao aur uss sa sabaq sekhi bilkul iss tarha hi aap mistakes sa bach sktay ho aur earn kr sktay ho.
                www.instaforex.com/?x=HFVY join instaforex by my link
                :1f609: and get free signals 90% accuracy
                Add me on skype furqan.ramey
                • #9 Collapse

                  bhai forex main jo bhi new trade ata hai wo mistaskes karta hai in mistakes say bchny kay lea forex learning ki bohat zrorat hai ham jitni learning karen gay ham utna is mistakkes say bach sakty hain is kay ilwa demo account par bhi practis karny say hmri forex trading main bohat mistakes door hosakti hain or apna experience or knowledge ziada say ziada increase karen
                  • #10 Collapse

                    G bhai yaha AGR acha profit hota hy to loss b hota hy Bhai loss sy bechny k liy humy apni trading history ko dekhty rehna cahiy us sy humy pta chl jay ga k hum sy pichli dafa glti kaha sy hoi hy is sy hum dobara us glti sy bech jay gy
                    • #11 Collapse

                      Dosto forex trading ma agr ap mistake sy bachna chaty hy to ap ko dkhna ho ga k mistake kiun hoti hy or os mistake ko improve krna ho ga or os mistake sy sbak seekhna ho ga k phr kbi aisi mistake na ho or es k ly ap or zyda mhenat kr or acha knowledge or experience hsal kry ap ki mistake khud he Thk ho jy gi
                      • #12 Collapse

                        Bhai agar aap forex mein kaam ker rahay hain tou aap ko normal rej ker kaam kerna chahyea aur trading mein market kay analysis ker kay trading kerain ta kay aap ko iss kaam mein koi loss na ho tou uss kay lye aik waqt mein aik hi trade open karain jis sae aap ka account bhi safe rahay ga
                        • #13 Collapse

                          Mistakes sae aap tab bach saktay hain jab aap ka apnay emotios per control ho ga kyun kay aksar ghaltian hum forex mein trading kay dauraan market ki movement ko dekh ker kertay hain aur jis ki wajah sae hum ghalt trade open ker jatay hain jis ki wajah sae hum loss ker jatay hain hamesha straight forward trading karain
                          • #14 Collapse

                            mistake se bachne ka sb se behter treqa to ye ha k forex online trading business per kam hi na kea jae jab tk jab tk ap ko forex business k bare mukamal malomat ni ho jati aor ache experience hasal ni ker lete ,forex k bare good knowledge hi ap ko good earning de sakta ha .aor jo galti ek bar ho jae us ko bar bar na kea jae.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Mistake se kasy bacha ja sakta hai...

                              forex mai jab hum kam karty howe koi galti kar dety hain to hamy loss ho jata hain hamy loss ky bad zada thence nahi hona chahey hamy next time apne galtiyo py gur kar ky kam karna chahey forex aik real or kabe be band na hony wala business hain is mai dunya ky bary bary mumalik samil hain forex aik real business hain

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X