is fundamental analysis necassary to succeed in forex trading ?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1156 Collapse

    meray khayal main fundamental not necassory to succeed in forex. forex main 3 trah kay analysisi hotay hain. sentimental, fundamental aur technical. sab say zyada technical ayalysis boht ahm hain aur ager thoray boht fundamental knowledge ho to trading boht achi ho jati hay. aur ager akaily technical bhi hon to bhi kamayab trading ho jati hay. baki sentimental aur fundamental itnay ahm nhi hotay.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1157 Collapse

      Yes bro you are right for successful trading you must have experience and analaysis.
      • #1158 Collapse

        is main kam kar k apni har zarorat ko pora kar skaty hain aur sucess tab hi hum hon gay jab hamain is forex main trend ko use kar hi hum kamyab ho sakty hain aur hamain is k bary main analsye karein gay tab ahmain kam karny main bi asnai ho saky gi
        • #1159 Collapse

          forex mai fundamental analysis ke bohat ahmeyat hain hamy isy daily learn karna chahey jab hum is ko use karty howe kam karty hain to hum market mau run kar jaty hain or acha profit hasial kar lety hain forex aik international business hain hum is mai trading be kar saky hain hum isy apa life time career be bana sakty hain
          • #1160 Collapse

            is analysis ke forex mai bohat ahmeyat hain hamy isy daily learni karna chahey jab hu isy use karty howe kam karty hain to hum kamyab ho jaty hain or acha bonus earn kar lety hain hum is mai part time be kam kar sakty hain or full time be ka kar sakty hain hum isy apna life time career be bana saty hain
            • #1161 Collapse

              Re: is fundamental analysis necassary to succeed in forex trading ?

              forex mai fundamental analysis ke bohat ahmeyat hain hamy isy kam karty howe zaror use karna chahey pher he hum kamyab hon gy or acah bonus earn kar saky gy hamy isy daily learn karna chahey lakin agar hum forex mai new hain to hamy is mai kam karny ka risk nahi lena chahey q ky hamy loss ho jy ga or is market ka koi qasur nahi hota
              • #1162 Collapse

                Re: is fundamental analysis necassary to succeed in forex trading ?

                market main analyse kar k hi hum achi trade kar sakty hain aur sucess hony k liye learning karni ho gi ta k achy say trade karny k kabil ho sakty hain aur market main enter hony k liye learning karni ho gi tab hi hum real main achy say trade lga sakty hain it is best job
                • #1163 Collapse

                  Re: is fundamental analysis necassary to succeed in forex trading ?

                  G bhai Ap ki baat theak hy k hum ko forex ma trading karny k ley fundamental analysis bohat zaroori hain aur fundamental analysis basic hain trading k agr hum kisi market ka fundamental analysis nai aata to hum ko zayda tar loss k chance hoty hain.
                  • #1164 Collapse

                    Re: is fundamental analysis necassary to succeed in forex trading ?

                    yes fundanental analysis necassary forex trading mein succeed huone ke leye bohat zarori hai hyum is kie madad se rend ko prodict kar sakte hain or trading mein acha profit hasil kar sakte hain trading karte waqat hamara eik hi maksid hona chahey ke hum ko is trad se profit hasil karna hai
                    • #1165 Collapse

                      Re: is fundamental analysis necassary to succeed in forex trading ?

                      Yes buth zaida important factor hy fundamental analysis k bana ap Kabi forex market ma profit ya earning nae kr sakty kun k ,,jb b fundamental news aati hy tu market news ke favor ma chlti so jb b treading kro fundamnatly k sth awareness important hy
                      • #1166 Collapse

                        Re: is fundamental analysis necassary to succeed in forex trading ?

                        Dear friend fundamental analysis koe zarori nahi hay kay wo ap ko kamyab kernay main madad karen gay. Is liye trader ko fundamental analysis kay baray main kuch thora boht pata ho to kuch guzara ho jata hay. lakin boht saray trader technical analysis use kertay hain que kay technical analysis trader kay liye boht zarori hian. is say trader ki 90 percent trading hoti hay.
                        • #1167 Collapse

                          Re: is fundamental analysis necassary to succeed in forex trading ?

                          hamain analsye kar k hi trade karni ho gi ta k achi trade karein gay aur sucess hony k liye expeirence ka hona boht hi zarorat hoti hai so hamain knowldge k begiar hum kuch hasil nai kar skaty hain ta k earning karien gay it is best
                          • #1168 Collapse

                            Re: is fundamental analysis necassary to succeed in forex trading ?

                            Nahi yeah koe zarori nahi hay kay fundamental analysis hon gay to trader kamyab trading ker sakay ga. trading kay liye technical ya fundamental analysis main say koe aik ho to trader us say achi trading ker sakta hay. aur ager yeah dono hon to phir mazeed achi trah say chart ko analysis ker kay achi trading ki ja sakti hay. is liye ager fundamental ka knowledge na ho to guzara ho sakta hay.
                            • #1169 Collapse

                              Re: is fundamental analysis necassary to succeed in forex trading ?

                              hamain market main learning kar k hi trade karni ho gi ta k achy say trade kar skaty hain aur is forex main sucess hony k liye learning karni ho gi tab hi hum run kar sakty hain aur ye sab k liye best hai is main kam kar k hi hum run karein gay
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1170 Collapse

                                Re: is fundamental analysis necassary to succeed in forex trading ?

                                is main kam kar k apni har zarorat ko pora kar sakty hain ta k achi trade karny k kabil ho sakty hain aur hamain market main emotion ko kabo main rakhna ho ga ta k loss kam karein gay aur hamain markt main kamyab ho sakty hain it is good

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X