is fundamental analysis necassary to succeed in forex trading ?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #256 Collapse

    bhai jan, fundamental analysis 25% forex hai
    75% app depend kerty ho technical per aur 25% fundamental per

    but yeh 25% buhut azab hota hai..bara loss dy jata hai kabhi kabhi :(
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #257 Collapse

      G han bilkul fundamental analysis bohat zaroori hai apni trades ko kamiyab banane ke liye,aur iske ilawa jo 2 analysis hain un pe bhi hamen nazar rakhni chahiye aur teeno analysis ko zehan mein rakhte hue hi hamen order lagana chahiye.
      • #258 Collapse

        there are three kinds of analysis . they are techinical, fundamental,sentimental etc. these three kinds of analysis importance are same.these are profitable
        • #259 Collapse

          forex trading me hamen ager kisi be analysis ke samajh aa jaye to per ham aasani say forex me trading kar saktay nan or us ka sat sat ham earning be kar saktay han is leya hamaen chahaya kay ham forex me analysis ko sek kar us per he trading kareng kun kay ya he forex ke basic han or us ko he sek kar ham more then more earning kar sakty han so please use the forex analysis for earning.
          • #260 Collapse

            Forex trading me technical aur fundamental dono analyses ko samjhna baht zaroori he in dono ksamjhe baghair trading highly risky he aur in dono me ziyada ahemiyat fundamental ki he Q ke technical analyses hamen 100% guide nhi karti lekin fundamental analyses hamen 100% guide karti he.
            • #261 Collapse

              je han forex main funadental boht he important hai es main ye wo cheez hai jo actul event hai jin ki waja se market move hote hai es main eco event ate ahin es ko fundamentals news kehte hain aur app ko es main ache result mil skte hian
               
              • #262 Collapse

                je han app ko ager es main success hasil karne hai tu ap ko es main so forex trading main ager app ko news par trading karne hai tu app ko kamayabi hasil hoskte ho so forex main app ko news par kam karo tu app ko es main faida hoskta hai
                 
                • #263 Collapse

                  ji haan forex trading business aik bohat hi paicheeda online business hai jiss se humei loss bhi ho sakta hai iss se bachnay k liaye fundamental analysis ki bohat hi zaroori hai iss se hume achi forex trading ko ker saktey hain.
                  • #264 Collapse

                    Fundamental analysis koo understand karna bohat zaroori hai fundamental analysis see hum short term impact koo identify kar sakte hain aur hum long term trends koo bhi forecast kar saktee hian
                     
                    • #265 Collapse

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: danishskt پيغام ديکھيے
                      my question is that whether fondamental analysis is necessary to learn to succeed in forex trading?
                      g han daer yai bat ap nay theek kahi hai k jab hamen forex pay trading karnay k liye bethjen to hamen is bat ka khayal rakhna hoga k ham nai apnai trading kay fundamental analysis ko kis trha read karn ahai , q k is say hamen trading karnay k baray aik achi jankari mil sakti hai
                      • #266 Collapse

                        yes dear iss iss funda menta lbusines smian aaap ko agar sucses karni hai to aap iss main aap ko zyaada se zyaaada mehnat karni hoti hai iss ke elaawa aap iss anylisis ke baare main kuch khaaas nahi jaanta per aap senior member se contact karen
                        • #267 Collapse

                          main aap ko aik baat btaon yaar. koi b news koi b analysis, koi b indecator, koi b robot koi b cheez aany valy trend k bary main 100% nai btati sab hi humain khin na khin dhoka dy dyti hain. bus min ya smjhta hun k agr luck humari humary sath hy to sab kuch theek hy
                          • #268 Collapse

                            in forex trading business fundamental discuss is very important . to become success in forex trading BUSINESS you must know about the fundamental function of forex .
                            • #269 Collapse

                              ji haan meray bhai jaan mein tou yeh samjhat hoon k forex tarding mein funda mental anaylysis bohat hi ziyada zaroori hai iss se hum achi tarde ko ker saktey hain aur iss se acha profit hasil ker saktey hain.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #270 Collapse

                                اصل پيغام ارسال کردہ از: danishskt پيغام ديکھيے
                                my question is that whether fondamental analysis is necessary to learn to succeed in forex trading?
                                Forex trading main kamyaab hony k liye fundamental aur technical analysis dono per aboor hona chahiye aur fundamental analysis tu bhut he zaruri hai kyun k agar hum sirf market ko technical analysis sy dekhty hain aur trade lagaty hain aur koi fundamental news release ho jati hai tu phir hamri trade bhut ziyada loss main ja sakti hai iss liye aik trader ko hamesha fundamental news k sath touch main rehna chahiye.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X