is fundamental analysis necassary to succeed in forex trading ?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1066 Collapse

    g bilkul dear ap ne sahe kaha fundamental analyse krna boht hai zaroori hai without is ke koie bhe trader forex kamiyabi haisl nahe kr paye or apne capital ke mutabik he trading krne chahye jitna capital ho os ke hesab se lot size rakhne chahye other wise ager ziyadeh ki lalach main aa kr koie trader big lot size rakh kr trading kre ga tu yaqenan loss he hoga forex main jitna profit hai utna loss bhe hai
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1067 Collapse

      forex main trading karny se hmain achi earning mil jati hai magr hmain os main apnuy nalyse ko acha use karna hota hai or es main kmyab hony k liye apny fundamental analyse ko use karna lazmi hota hai
      • #1068 Collapse

        G bhai forex market mn fundamental analysis bahut he zarori hain as k elwa ap ko market mn kuch bhe profit ni milky ga ya bahut kam milky ga fundamental analysis sy myriad hai market k halat markt ki up aor down honey ka Elam
        • #1069 Collapse

          G bilkul forex trading mein fundamental analyisis bahot zroori cheez hy is k bagher ap achy trader nhi ban skty .
          • #1070 Collapse

            forex trading main agar hum news ko follow karty huway trading karen gay to humari trading bohat achi ho sakti hay aur hum esmain kamyab ho sakty hay so humay esmain sabar say kam karna chahiey
            • #1071 Collapse

              trader ko fundamental analysis krna chye is sy trader ko success hoty hy trader ko forex trading main expeirnece hona chey trader market ky news ko follow kry trading main hardowkring kry aor trader market ko complete analysis kr kay trading main profitable trade kr skta hai
              • #1072 Collapse

                Yes of course fundamental ana2analysis bahat zarori hein forex trading main kamyabi hasil karny ke ley chonke kisi kam ki agr boneyad strong nai hogi tu is ke girne ka khatra har waqat sar par mandlata rhta hai
                • #1073 Collapse

                  Asslamoalikum wa rahmatullaha wbraqath ho pyer Bhai jan min forex tarding min new hu is k bare min muje experience in hy thank you so much pyar Bhai jan
                  • #1074 Collapse

                    analyse kar k hi trade karni ho gi tab hi hum sucess hon gay aur rules ko follow kar k hi hum achi trade karny k kabil hon gay aur emotion ko kabo main rakh k hi hum achi trade karny k kabil hon gay it is best
                    • #1075 Collapse

                      Fundamental analysis bahot zarori hain agar ap forex trading k bare main achi tarah janch nahin Karen ge to apko loss hoga ga aur ap waqt se pahle apni mony loss kr baithe ge is liye fundamental analysis ka hona zarori hai
                      • #1076 Collapse

                        forex trading main jo fundamental anayses hoty ahin es main kisi molk ki currency k bary main information hasil ki jti hai fundamental anayses hmain har molk ki seysi iqtasadi situation ko madehe nazar rakhany main kifi help kar hai fundamental se humm market main kisi bhi mollk ki strognest or kamzoor pahlu k bary main jan skty hain es liye apni trading main fundamental anamyses ko istmal main alaen ta ka pko market k bary main p[ta rahy
                        • #1077 Collapse

                          Be home in a minute the hotel out there for company, I'm in the heater his name is Rick, in the heck of a comment about Comcast account automatic or anything but once you can tell Greg I'm gonna hate brother her.
                          • #1078 Collapse

                            g bilkul fondamental analysis forex trading ky lye bohot zruri hen is ky lye kuch site hoti hen jahan pairs ka markeet main next step pta chalta he agar traders apni strategy py park karty hen fondamental analysis main us piar par markeet ny kafi had tak change hona hota he to us time koi stragegy kam nhi karti.
                            • #1079 Collapse

                              sucess hony k liye learning karni ho gi ta k loss kam ho skay aur market main plane kar k hi hum suucess hon gay aur market main greed ko avoid kar k hi hum achi trade karein gay aur market main hard work kar k hi trade karni ho gi aur market main anlyse kar k hi trade karni ho gi ta k loss kam ho saky aur market ain profit hasil karny main bi asani ho saky gi aur earn karein gay
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1080 Collapse

                                Forex men fundamental enalysis bhi trading ka hissa hain Aur inko janna bhi lazmi hai
                                Misaal k tor per agar aap tecknically dekh chuke hain k market ne kiss trend per move kerna hai aur funfamently ni dekha aur issi waqt agar koi news aa jati hai to aap ki tecnically enalysis kissi kaam ki ni rahe gi aur market ne jis trend ko jana hoga uss k aposit cjally jy gi
                                Isliye hamen chahiye k ham funfamently tor pe market ko zarur analyse karen.
                                :1f33a:​KHAN70 TRADING JOURNAL:1f33a:

                                CLICK HERE FOR MY VISITING JOURNAL

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X