Forex main bullish or bearish kiya hyn??
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex main bullish or bearish kiya hyn??
    Assalamoalikum kiya hal hy sab dost ka myra aap logo sy ye sawal hy k forex main bullish or bearish kiya hyn ye dono condition kis waqt lagti hy or in conditions main kisi ek k lago hony py treading main knsa utaar charhaao aata hy please jin members ko is ka idea hy mjhe bhe is k baary main thora bta dyn ta k trading main aasani rahy
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Bahi bullish or bearish ya dono candals ka name hain agr candal up ki bana tu bullish or agr down ki bana dearish in ka bara mai education lana bohot lazmi hai ap ko candals ka bara mai lazmi maloom hona chaya ta ka ap ko trading mai help mil saka or ap ko control mila market pr kiun ka market jab move krti hai tu candals banti hain agr candals ki samaj ah jaya tu ap market ko control kr sata hain ap na analysis bi candals pr hota hain candals ki movement ko dah kr ap decide krta hain ka market up jaya gi ya down
    • #3 Collapse

      Bullish candle matlb market mai buyers ki pakar mazboot and bearish candle matlb sellers active
      Basically form market sellers and buyers ka takrao hai kbi buyers sellers p haavi ho jatay hain and kbi sellers buyers p isi tarha market ki direction bnti hai matlb bulls and bears ka tkrao hota hai bulls buyers and bears sellers ko kehtay hain isi tarha in ki pakar mazboot honay p market mai Jo candle bnti hai usko bullish and bearish kehtay hain
      • #4 Collapse

        Dear fellow forex trading may ye dono cheezay candles Kay liay istimaal hothi hay our Jo candle up ke taraf jathi hay osko bullish kehtay hay our Jo down ke taraf aathi hay osko bearish kehtay hay ye dono candles market Kay up and down Kay indicators show karwathay hay
        • #5 Collapse

          forex trading mien jo bullish trend hota hai to us ka matlab hota hai k market nay sell jana hai or market mien jo bearish trend hota hai us ka matlab hai k es mien aa ker es nay buy jana hota hai es lye hamain trend ko her bar follow kerna hota hai.
          • #6 Collapse

            Forex.mein market ki movement dou qisam ki hoti hai aik ouoer aur doori neechay ko aur forex ki language mein jo movement up ho rahi ho ussay bullish aur jo movement neechay ho rahi ho ussay bearish kehtay hain bullish mein aap buy aur bearish mein aap sell ki entry lagatay hai
            • #7 Collapse

              Forex mein dou qisam kay trading mein trend chaltay hain jab bhi market long time kay lye upward move kerti hai tou uss waqt market ka trend bullish hota hai aur jab yeh market long time kay lye downward move keray tou uss waqt market ka trend bearish kehlata hai aur bullish mein hum buy aur bearish mein sell ki trade lagatay hain
              • #8 Collapse

                Der forex traing main hum jab bhi trading jarte hay tou humain ye watch karna hota hay k market buy main hay k sell main tou isi trend ko bullish aur berish kehte hain agar market buy main hay tou hum usay bullish kehte hain aur agar market sell main hay tou usay berish trend kehte hain
                • #9 Collapse

                  agar hum forex trading main trend ko follow karty huway trading karen gay to he humari trading achi aur behtreen ho sakti hay es business main humay mukhtalif kisam kay indicators ko use karty huway trend ko maloom karna hota hay tab he hum en indicators say acha result lay sakty hay aur market main safe reh sakty hay
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    janab forex market main agar abhi tak ap ko bearish aur bullish kai concept ka nai pata tu I think ap apna time waste kar rahay hain is market main phr bhi main bata daiti hon kai bearish market ka matlab yeh hota hai jab tamam market downward move kar rahi hoti hai aur bullish ka matlab hota hai jab tamam market upward ki taraf move kar rahi hoti hai aur trend set karti hai aglay khuch dino kai liyay.

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X