stochastic oscillator trading idea
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    stochastic oscillator trading idea
    dear forex trading members stochastic oscillators aik bahot acha tool hai jis ko ap trading ma overbought ya oversell market indication hasil krny ky leay use kr skty ho is ma do lines hoti hain aik green aor dosri red hai yeh jub red intersect kr ky green sy uper ajay to down signal hota hai jub nechy jay to green ka mean bullish ajata hai
    so dear forex trading members apko maloom hona chye ky trading ma technical analysis and fundamental analysis krna chye ta ky humen trading ma expert advice hasil krni chye
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Dear ap na kafi acchi information use ki hai asi information lazmi shair kia karian ta ka newbies ko fida ho laken agr sath picture ka strong example mil jati tu or accha hota technical analysis or fundamental analysis tu lazmi krna chaya in ka bana trade krna mai fida nahi hai or nushkal bi hai ya samaj lain ka tukka ka kam ho jaya ga dear analysis pr lazmi focuse karain ta ka ap ko loos na ho
    • #3 Collapse

      Dear fellow aap ne buhut informative post ke hay our ase posts say buhut saray members faida utathay hay kion forex trading Kar business ek samandar ke tarah hay jis may buhut experience our knowledge ke zaroorat hothi hay Jo aap jasay senior members posts k zariay discuss karthay hay
      • #4 Collapse

        Gee haan bhai aap logoun nay theek kaha hai hum stochastic oscillator kay zaryea hum market mein over sell ya bought ko predict ker saktay hain aur jab bhi market mein aise situation chal rahi ho jis sae market support aur resistance ko cross ker jaye tou aap iss indicator ko use ker saktay hain
        • #5 Collapse

          Dear stochastic oscilator sae hum oversold aur overbought market ki situation ko tou samajh saktay hain lakin jab market bahut zayada over sold ho jaye ya bahut zayada over bought ho jaye tou aap ko yeh oscilator koi prediction nahin deta tab aap kay analysis hi aap kay kaam atay hain
          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
          • #6 Collapse

            forex market main different kisam kay indicators use kiey jaty hay agar hum en indicators say result acha lena chahty hay to en ki configuration bhi theak say karni chahiye tab he humay en say acha result mil pata hay aur humay aisy he blindly use nahi karna chahiye enko es trha hum earn nahi kar sakty

            اب آن لائن

            Working...
            X