Forex education university level per honi chahyea

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex education university level per honi chahyea
    University level ki education mein forex subject hona chahyea jis mein professional traders humain forex education advance forex knowledge trading strategies aur trading techniques ka knowledge humain dae sakain UK aur USA mein aise universites hain jis mein forex ka subject students ko parahaya jata hai humari country mein bhi aise university honi chahyea
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Gee brother forex ko agar government promote karay tou yeh pakistan mein bahut zayada taraqui ker sakti hai yeh aik bahut acha business hai aur agar iss ki education universities mein start ker di jaye tou iss mein log bahut zayadaminterest lain gay aur agar iss mein government interest lae tou iss sae mulk ko bahut zayada tax mil sakta hai jis sae mulk bhi taraqui ker sakta hai
    • #3 Collapse

      agar Forex education university level par nahi hoti to kam se kam accounts education me es ka subject to zaror hona chaye, Forex business accounts education se related hay es ley agar accounting education me es ka subject ho ga to bahot se achy traders samny aye gey.
      • #4 Collapse

        Dear sir aap ke baath drust hay forex trading Kay business may members ka mature hona buhut zarori hay kionka is a may experience wahe members hasil Kar saktay hay Jo mature ho our wo kisi be age may ho sakhta hay
        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
        • #5 Collapse

          forex trading kay bary main seekhnay kay liye bohat sary institution abhi bhi hay aur bohat say traders seekh rahy hay trading but mainy observe kea hay keh wo bohat ziada fees charge karty hay aur hum agar ziada fees nahi pay kar sakty to online bhi bohat ziada data hay forex trading kay bary main esko wahan say learn kar sakty hay

          اب آن لائن

          Working...
          X