Trading kuch pairs main hi kerni chahiay
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trading kuch pairs main hi kerni chahiay
    Agar ham bahot zyada pairs ka chart observe kerna shoru ker dety hain tou kabhi kabhi kisi pair ki big movement dekh ker ham trade open ker lety hain jis ko complete analysis nehi Kia hota aur trade open kerty hi loss hona shuru ho jata hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Agar apko kisi aik pair main trading ka acha experience ho gia hai aur apko same pair main trade kerny per acha profit hasil ho raha hai tou koi zarurat nehi kisi aur pair main panga leny ki jab tak apko kisi other pair main trade kerny ka experience na ho bilkul bhi try na kerain warna loss ho sakta hai
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #3 Collapse

      agar hum new hay to humay trading us hesab say karni chahiye humay demo account par trading ki practice karni chahiye kyun keh practice karnay kay baad he hum market main achi earning karna seekh sakty hay aur humay khoob time bhi daina chahiye es business main tab he achi earning kar sakty hay es business main

      اب آن لائن

      Working...
      X