The Fear of lossing Money

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    The Fear of lossing Money
    Certainly Everyone is afraid of loosing his hardly earned money. Today the money is the only thing which is the need of everyone and having no money means dead. That is the main reason for all traders to stick with their jobs , businesses and even with Forex. But in the case of Forex or a business their are huge risks of loosing capital but on the other hand if we do not taking risk it is not possible to earn money. We can control this fear but it is impossible to get rid of it.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    jee han jab hum trading karte hai to hamein risk ke sath sath fear bhii hota hai k hum loss na kar jaye agar hum fear karte rahe to kabhi profit earn nahi kareinge aur zyada tar losst hi hoga hamein apne work pe confidence hona chaiye aur planing k sath sath hi trade karein ta ke hum profitable rahein
    • #3 Collapse

      jab person first time trading karta hai to usay dar lgta hai kay uska paisa doob na jaey,trading ka kam itna asan kam bi to ni hai,bnday ko shaq rehta hai kay mainay trading ki to mjhy nuqsan hoga kukay trading ek risk hai halankay aesa ni hai,yay hai ek mushkil job mgr ismay nuqsan ki koi bat ni,up and down atay rehaty bnda ek dfa lost karta to next time apnay pechlay nuqsan ka bi wo hissab pura kar leta,so bnday ko darna ni cahhayay and strong rehna chahyay.
      • #4 Collapse

        Trade karty wqt kisko dar nh hota loss ka or jab tak loss na karty hain tab tak experience nh hota magr confidence hona zaruri hai agr best trader ban'na hai tou har kam karne se pehly tawaja kark karna or dar door karna asan hojata hai..
        • #5 Collapse

          Assalam.o.Alikum yes brother you are right Fear of lossing money to sub ko hota hay kyun kay ham nay money bohat mehnat kar kay earn ki hoti hay so hamy Forex trading jasy risky work ko karty howy ye bat mind may rakhy howy properly risk management karni chahye ta kay ham apni money ko save karty howy trading kar sakyn and big losses say bach sakyn
          • #6 Collapse

            fear of loosing money would always be there in approximately every trader's heart. so isse faida ye hota hai meray khyal mei k trader mehnat krta hai theek se takay profit ho or loss na honay pai. one should belief on his or her GOd and own capabilities.
            • #7 Collapse

              money loosing ka fear tu lazmi hona chaiye agar nuqsaan se save rehna chaty aur greedy se be aur fear se he ap ka knowledge aur experiecne growth karta hai thankful for question
               
              • #8 Collapse

                forex me loss honay say hume darna nahi chahye bus khud he kam karna chahye k hum kesay apnay kam ko kar sakty hain aur ye cheez dekh sakty hain is lye hum ko yehu sub baten dekhni hoti hain aur ye kam karna hota hai.
                • #9 Collapse

                  je forex mein money loosing ka fear honay chaiye yehi ap ku big loose se save be rakhay ga kiyon es se ap ku kafi kuch sekhnay ku be milay ga agar successful hona chatay es mein fear ka hona buhat he zarror hai
                     
                  • #10 Collapse

                    g bhai jaan hum ko yaad rakhna chay kay bhai jan forex may hum ko lose sey bachna chay bhai jana .
                    • #11 Collapse

                      ji ah bhinij fear yae hi hai kai hum is ko loss kr daity ha hum ko is kai ndr kam krny kia liy demo pr zarort hoty hai hum apni dmeo koloss kurwa daity hai
                      • #12 Collapse

                        yeh dar natural hai mein yeh nahi kehta ke aap ko yeh dar nahi lagna chaye bus yeh hai us ko control kerna seekein aap q ke aap ko yeh amal bohat faida pohanchai ga.jab hum trading karte hai to hamein risk ke sath sath fear bhii hota hai k hum loss na kar jaye agar hum fear karte rahe to kabhi profit earn nahi kareinge.
                        • #13 Collapse

                          ha jub loss hota hai to bahut hi dar lagane lagata hai ki agar sara profit loss me badal gaya to aur hum dar ke trad lagate hai to aur bhi kyada loss hoga aur aapko kabhi is tarah trad nahi karana chaiye taki aapko aur bhi jyada loss se bacha ja sake aur aapko kabhi darna bhi nahi hai loss kitana bhi ho aapko pahale practice karke trad karana chaiye
                          • #14 Collapse

                            Main samajhta hoon jo traders apna capital lose hone se darte hain woh achhe aur safe trader hain. Lekin jin logon par lalach sawar hota hai woh capital lose hone se nahi darte aur big lot size laga kar aik bara risk le lete hain aur as a result un ka account wash ho jata hai.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Agr jo trader money loss karne se darta ho so wo stop money ka option use karey isay hum normally trading main risk averse trader bhi keh sakte hai but is ka return bhi phr low hoga

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X