The Fear of lossing Money

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #121 Collapse

    jee bhai app ne bilkul theek kha hai boht se log serf iss leya loss ker date hain kun k wo iss dar main k un ko loss ho jaye ga galt trade lga date hain aur phir apni life ki sab se bari mistake ker date hain fear aur wo iss time main yah akk boht bari galti hai iss dor main darna nai chahiya :)
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #122 Collapse

      is main mujhy to lagta hay k jo bhi is main kaam karta hay na jnab,,,is ko wahi khof hota hay jnab,,jo k ismain shai kaam kar k achi trha say kaam kar rha ho janb,...
      • #123 Collapse

        forex trading main her trader ko satrting main ik cheez ka bera hkhtar rehta hai k kaheen wo apni money ko loss n aker jayain.
        • #124 Collapse

          yes we have fear from loss that we should not loss our all income that time then our all work go waste my friend and i think that is best for us if we work hard and that is much a junior and victim how fear from loss just go to senior how understand there problem and get some information from there
          • #125 Collapse

            G jub ham trading krty han to hamain loss ka darr rehta ha aur mind mein loss ka darr bi rakhna par hamain confidence ka sath kam krna chahya aur risk lyna chahya...ham mind mein loss rakhan gay to profit ham lay skty han..
            • #126 Collapse

              forex trading my ap ko money loss tab hi hoti hy jab ap ko forex trading market ka acha experience nahi hota hy jab ap ko forex trading market ka acha experience hota hy to tab ap ko loss nahi hota hy
              • #127 Collapse

                jee han jab hum trading karte hai to hamein risk ke sath sath fear bhii hota hai k hum loss na kar jaye agar hum fear karte rahe to kabhi profit earn nahi kareinge aur zyada tar losst hi hoga hamein apne work pe confidence hona chaiye aur planing k sath sath hi trade karein ta ke hum profitable rahein
                • #128 Collapse

                  apni equity ko hum khud khatre main dalte han ager hum aisa sochen gan k humhe loss ho jay ga trade main tou ye sochna sahi hai lakin iss se darne se humhe loss ho jata hai.humhe trading cool mind or planing se karni chahiye ta k humhe profit ho is se hum apni equity safe rakh sakte han.
                  • #129 Collapse

                    bhai jaan dar to har insan main he hota hai and har business main he profit k sath sath loss ka bhe chance hota hai and issi liye hamain chaye k hum is main mehnat karain ta k hum is main loss ko face na karain.
                    • #130 Collapse

                      Trading main money loose kerny ka fear to sab ko hota hy to pher hum iss fear ko hum knowledge our demo experience say kum ker sagty hain our apni money ko safe ker sagty hain
                      • #131 Collapse

                        Forex is very nice business in our world me like forex business in our world. sir yeh to hai jab banda trading kerta hai to usey dar zaroor lagta hai ke kahin us ka nuqsan nahi hojai aur yeh dar natural hai mein yeh nahi kehta ke aap ko yeh dar nahi lagna chaye bus yeh hai us ko control kerna seekein aap q ke aap ko yeh amal bohat faida pohanchai ga.
                        • #132 Collapse

                          The fear makes people's sense work incorrectly and they in turn do a harmful work to the account. This damages the traders options to work on better and incorporates a trader to avoid a beneficial trade. The solution is not prompt but a slow and steady healing of the thoughts and mind which might take some time.
                          • #133 Collapse

                            Fear of losing money is always there with the every forex trader because the market is un controlable to any one, so you have to find better way to making money for trading and if you are best in trading only then you would able to good profit.
                            • #134 Collapse

                              اصل پيغام ارسال کردہ از: Tariq Ahmed پيغام ديکھيے
                              jee han jab hum trading karte hai to hamein risk ke sath sath fear bhii hota hai k hum loss na kar jaye agar hum fear karte rahe to kabhi profit earn nahi kareinge aur zyada tar losst hi hoga hamein apne work pe confidence hona chaiye aur planing k sath sath hi trade karein ta ke hum profitable rahein
                              her kisi ko fear hota he es business mien loss ka keon es yeh business sach mien buhat zyada risky he or buhat sey log es business mein loss ker chukey or chor chukey he per es mein skill hasil kerna zaroori he ager app profit hasil kerna chahty he.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #135 Collapse

                                loss or profit to har business ka hissa hoty hn or trading k waqt hr trader ko he risk lene parta hy result to bad me show hoty hn iss liye loss sy bachny k liye behtreen tariqa ye hy hm forex ka fulll knowledge gain karyn or phir usk bad trade start karyn

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X