Forex mein trading kay dauraan market freez ho jana

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex mein trading kay dauraan market freez ho jana
    Dear members pakistan forex forum mein aap ko aaj iss thread mein batana chahoun ga kay forex market mein jab koi unusual news aati hai tou price movement bahut volatile ho jati hai jis sae order jaldi execute nahin hota iss ko price ka freez hona kehtay hain ya aap forex ki language mein iss ko slippage kehtay hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    G aapki baat darust hai news k doran market men kafi ziada movement hoti hai jiski waja se aksar hamare orders open nhi ho patr hain
    Aur agarvopen bhi hote hain to wo hamen kafi pips miss krwa dete hain aur issi waja se hamara kafi profit bhi miss ho jata hai
    Hamen koshish krni chahiye hamen market ko analyse krne k bad hamen pending orders le lene chahiye q k hamen pending orders se kafi faida hota hai
    • #3 Collapse

      Dear kai dafa market mai buyyer aor seller aik jitny ho jaye to aus time market aik jaga ruk jati hai magar jaisy hi dobara kisi taraf pressure zayda hota hai to aus mai market move karna start kar deti hai agar ap ne aisy time mai trade karni hai to volume indicaotr ko use kary aus time wo ap ko market mai volume batye ga aor aus k hisab se lagye to ap ko acha result mily ga.
      • #4 Collapse

        Yah forex maen jab bhe koi high impact ki news ate hy to market us maen freez mean slipage marte hy jes ki reason ye hy k us time liquidity provider banks hoty haen our wo forex market say liquidity chand seconds k keay remove mer dety haen jes say fast nove hote hy but order fill 40 say 50 pips away ja k fill hotyy haen jab us maen liquidity ate hy oir ye banks loss say bachnay k leay kerty haen
        • #5 Collapse

          Forex market aise situation aksar create hoti hai jaisay aap nay batai hai tou aap ko uss waqt trade laganay mein zara aethiat sae kaammkarna chahyea aur koshish karain kay jab news ho tou aap analysis ker kay news aur trend kay mutabiq trade open karain ta kay aap ko zayada profit ho sakain
          • #6 Collapse

            Dear brother forex trading ka business ek samandar ke tarah hay our is may daily basis par kuch na kuch seeknay ko miltha hay yahe is business ke sab say badhi khobi hay kionka market freezing Kay baaray be aaj aap ke post Kay through patha chala
            • #7 Collapse

              اصل پيغام ارسال کردہ از: Sobi2978 پيغام ديکھيے
              Dear members pakistan forex forum mein aap ko aaj iss thread mein batana chahoun ga kay forex market mein jab koi unusual news aati hai tou price movement bahut volatile ho jati hai jis sae order jaldi execute nahin hota iss ko price ka freez hona kehtay hain ya aap forex ki language mein iss ko slippage kehtay hain
              Forex trading market smoothly of 1848 24 August move karti rehti hai lekin kabhi kabhi Forex trading 1858 Jagah pe Frisbee ho jati hai aur isme gap be attacked hai yeh Ehsaas ho sakta hai ki Kisi Kisi country creations time of hota hai ya Firon Ki holiday hoti hai
              FRD 07 TRADING JOURNAL
              • #8 Collapse

                Bahut zaberdast yar ap ne bahut achi information sgare ki hai. Is jasi information share kerty rehna chaye. Jasy mujhy is bary mein ilm nahi tha is trah kafi members ko is jaisi information ka pata nahein hota. Is is trah ki malomat share kiya kerein please.
                • #9 Collapse

                  Forex market wysy tu daily basis pay move ekrti ha routine man laikin some time aysa hota ha k kuch din koi news nae atin jis say market ki moves bhi ruk jati han laikin ye dangerous hota ha ic say maket man aik dun taizi ati ha jis trade forun open nae hu patti.
                  • #10 Collapse

                    Dear forex jaise k ap ko maloom hai data aur news pe kam karti hai ap jab es business mai seekho gy smjho gy ap ko tabi acha idea ho jaye ga k ye business kese kam karta hai aur ap kese es business mai acha earn kar lo gy lehaza ap ko bina kisi tension aur pareshani k es business ko seekhna hai smjhna hai ta k ap ko life mi loss kabi b na ho aur ap acha earn b kar lo....
                    • #11 Collapse

                      Ap ki baat thek hy forex treadr mevwork karty hin to tab he sekhny ko mely ga or tab he acha idea firex tredar me ho ga or ik acga besness bhe sekhny ko nely ga to is thore bhot pareshani ati hy maghr is ap be fikr ho kar kam kar kskty hin or lehaza pa ko bina kese tenshan forex tradr ko bger kese parshani k ap is ko smjna hy tak ik ache life me bonuss kma sy or apni zendge ko ba asani gozar saky
                      • #12 Collapse

                        Re: Forex mein trading kay dauraan market freez ho jana

                        forex market ka tazia ly kar hamy is mai investment karne chahey pher he hum acha profit gain kar saky gy or apne zarorto ko pura kar sakty hain forex aik online business hain is mai dunya ky bary bary mumalik sahmil hain agar hum is mai bager learning ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga or is mai market ka ya brokers ka koi qasur nahi hota
                        • #13 Collapse

                          Re: Forex mein trading kay dauraan market freez ho jana

                          forex mai trading ky doran hamy market ka tajzia be lena chahey forex aik real or kabe be band na hony wala business hain yai dunya ky bohat sy mumalik mai unique business ban cuka hain or yai pakistan mai be legal ban cuka hain hum is mai investment be kar sakty hain hum is mai trading be kar sakty hain
                          • #14 Collapse

                            Re: Forex mein trading kay dauraan market freez ho jana

                            market agar trading kty doran freez ho jy to hamy loss be ho sakta hain lakin loss ky bad hamy zada thence nahi hona chahey hamy learning ko bahter bana kar market ky rules ko follow karty howe mahnet sy kam karna chahey pher he hum kamyab hon gy or acha bonus earn kar saky gy forex aik real business hain yai pakistan mai legal ban cuka hain
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Forex mein trading kay dauraan market freez ho jana

                              forex mai hum kam karty hain to hamy bonus milta hain agar market fareez hi jy to hamy is mai soch sajm ka kam karna chahey forex aik international business hain hum is mai raat mai ra din mai kese be wakt kam kar sakty hain forex mai hum out off cost account bana kar be kam kar sakty hain yai aik asa business hain jo hamy learning ky sat earning be deta hain

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X