Market main trading karnay kay liay sabar karna chiay
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Market main trading karnay kay liay sabar karna chiay
    Forex trading main trading kartay waqat aik trader ko sabar karna chiay kiun kay karobar main jitna zada aap sabar or patience dikhain gay.
    Aap ko market main trading kartay waqat utna acha or zada profit hasil ho ga hamain trading kartay waqat apnay emotions ko control karna chiay or sabar say kam laina chaiay.
    Is tara ham achay descision lay kar trading main acha income hasil kar saktay hain market day. Forex market main hamain chiay kay ham agar koi trade aik bar laga lain to us ka target complete honay tak hamain wait karna chiay. :1f60b::1f60b:
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    G han bhai jan forex trading men hamesha sabr se kam lena chahiay forex trading ziyada tar log iss liay nakam ho jatay hen kiun k woh jaldi ameer hona chahtay hen aur iss liay ghalat trade laga detey hen jiss ki waja se loss ho jata iss liay hamen chahiay k pahlay mukamal trading seekh kar phir kam shuru karen aur kam se kam trade se start len aur jald bazi se kam nah len
    • #3 Collapse

      forex market man achi trade lyny k liye trader ku wait kerna hota ha. jis trader man sabar ka maada jitna zyada hu ga wu trader otna hi acha trader bun sakta ha or profit earning man bhi oc ku zyada tention nae hoti.
      • #4 Collapse

        agar hum market mai trading karna chatey hain to hamy acha learning hasial kar ky market ky rules ko follow karty howe or market ky up down ko dahkty howe analysis ko use karty howe kam karna chahey pher he hum kamyab hon gy or ache earning hasial kar saky gy yai aik international business hain
        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
        • #5 Collapse

          sabar to kisi bhi filed main bohat zaroori hota hay agar hum sabar kay sath kam karen gay to he hum market main profit bna sakty hay es liye humay chahiye keh sabar ka kabhi bhi daman na chorain kyun keh es waja say humara nuqsan he hota hay aur hum kamany ki bijey ulta jaib say dy daity hay matlab nuqsan kar lety hay

          اب آن لائن

          Working...
          X