Trading market ma risk factors ko smjhna zarori hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trading market ma risk factors ko smjhna zarori hai
    dear fellows apko maloom hai ky forex trading aik online risky international business hai jis ma bahot zeyada risks hain apko trading ma risk factors ko identify krna understand krna aor according to factors management krna bahot zarori hai lehaza apko trading ma motivated hona chye ilm hasil krny ky leay isky l
    elawa apko risk manage krny ky leay trending market ky against nhi jana chye na he apko full lot size ki trades open krni chyen
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    yes apki ki bat theak hai forex trading ma management special stoploss bahot ahmeyat ka hamil hai agr ao stoploss nhi lgao gay to ap ko har month .a posts krna pary gi har mo th apka account wash ho jay ga full risk ma thori earning management ma zeyada earn krna sekhen sabar ka ohal metha hota hai sach ka qaol krva hota hai lehaza apko forex trading ma risk factors ko smjhna bahot he ahm hai ma to apko yehi kahon ga ky knowledge aor experience ky sath market ko qabu kren
    • #3 Collapse

      G raja Sab ap ne theek kaha risk ko AGR ham log identity kar lain to ham trading mai bahot baray loss se Bach jatay hain ab yeah ham p depend krta hai k ham kesay running market mai risk ko manage kartay hain is k lye hmara market k sath touch bahot zarori hai AGR ham market k rujhaan ko achay se monitor kartay rahein to aane walay risk p qaabo paana easy ho jaye ga
      • #4 Collapse

        Apki baat se main agree kerta hon. Jeb tek risk managment nhen ki jati utny tak account safe nhen hota. Profit earn kerny se bhi jo phla step hey woh hey risk management. Jeb bhi trade open kerain to phly decide ker lain keh main is trade main kitna loss bear ker sekta hon phir us hisab se stop loss ka use krrain. Apni capital amount ko safe rekhain.
        • #5 Collapse

          Dear brother ap ki bat bilkul theek hey forex trading aik risky business hey aur ziyada tar members risk lenay se darta hey jiss ki waja se woh kamyab nhi ho patay iss liay kiun k kabi kabi risk kamyab ho jata hey aur profit ziyada hasil hota hey aur kabi kabi risk nakam bhi ho jata hey aur loss ho jata hey aur business men aesa hota rahta hey iss se ghabrana nhi chahiay
          • #6 Collapse

            Ap ki baat se mein bilkul agree kerta hon. Dekhein jab bhi koi trade lagain to ye dekhein ky ap us mein apny profit ky badly kitna risk ly rahein. Ap profit aur risk ky dermiyan tanasub ko dekhna ho ga. Ap ka risk ap ky profit ky mukably mein 50% hona chaye. Matlab ap ager 100 ka risk ly rahein to ap ka profit 200 hona chaye.
            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #7 Collapse

              forex trading main humay risk kam say kam lena chahiye kyun keh agar humara risk kam ho ga to humari earning bhi ziada safe hoti hay aur agar hum risk main ziada paren gay to es say humay reward bhi ziada mil sakta hay but humay ye baat bhi mind main rakhni chahiye keh es waja say nuqsan bhi kar sakty hay market main

              اب آن لائن

              Working...
              X