Baar baar loss hona.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Baar baar loss hona.

    forex mai hamy aik mistake ke waja sy loss hota hain jab hum bar bar ise mistake ko repeat karty hain to hamy musalsal loss hota hain is mai market ka ya brokers ka koi qasur nahi hota forex aik real business hain hamy apny mistakes ko avoid kar ky mahnet sy kam karna chahey pher he hum kamyabe hasial kar saky gy
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Baar baar loss hona.

      Boss agar ham forex mien kaam kerte hien aur agr ham as mien bar bar nuqsan kerte hien tu ham ko dkahna hota h k ham ko as mien nuqsan q hota h as lyee hamain as lyee ham ko kam kerna hota h as lyee ham ko as mien her waja ko jan ker trade kerna hota h k ham ko agar as mien nuqsan hota h tu q hota h.
      • #18 Collapse

        Re: Baar baar loss hona.

        g han mere bhai ap n bil kul thk kaha h k forex mein hamwein bar bar los kuin hota h uski wja yaeh h k ham jb forex trading ko start krte hain to is mein hm sbr se kam ni lete bl k lalach mein a k bht glt faesle le lete hain isi lye ye ni krna chahye bl k sbr k sth is p kam ko start krin or phr dekhein k is mein hamein kaese profit hasil hota h
        • #19 Collapse

          Re: Baar baar loss hona.

          Walikum Salam Mohamed shb Na bikul bhot ach
          • #20 Collapse

            Re: Baar baar loss hona.

            aap ki baat se agree kerti ho forex trading aik best online business hai or hum yaha se bohat zaida earning ker sakte hai wo b bohat kam wqt mein lekin yeh tab he munkin hai jab hum proper knowledge or experience k saat is business ko kare gay tou tab he ja ker hum aik good trader ban sakte hai or is business mein successful ho sakte hain
            https://t.me/pump_upp
            • #21 Collapse

              Re: Baar baar loss hona.

              Kisi trader ko baar baar loss tab he hota hai jab usay samajh nahi arahi hoti kay market ko kaisay read kerna hai or trade kis waqt kis pair pay open kerni hai.Aisay traders jin ko baar baar loss ho raha hota hai unhey chaiye apni trading ki strategy ko dobara recheck karey or tabdil bhi zaroor karey kiyu kay unki strategy unhey flop ker rahi hai.Agar dobara demo pay bhi practise ker kay real trading start karey to or bhi behtar hai
              • #22 Collapse

                Re: Baar baar loss hona.

                اصل پيغام ارسال کردہ از: MOhibahmad پيغام ديکھيے
                Dear friends ye dekhny mein aya hai ky hum profit mein ja rahy hoty hain aur aik din hamein loss ho jata hai. Us ky jo bhi trade lagain loss hota hai. Kiya wajah hai?
                Wajah ye hai ky hum confuse ho jaty hain. Jis ki wajah se trade galat lag jati hai jis ki wajah se loss ho jata hai.
                Dear is ki bohat si wajoohat ho skti hain jesa k ap ny btaya k hum confuse ho jaty hain ,hum jaldbazi kr rhy hoty hain,hum market ka analysis theak nahi kr rhy hoty ya hum lalach kr rhy hoty hain... Is k elawa sb sy aeham cheez ye k hum over confident ho jaty hain.. Ye wo cheezy hain jo hmy loss krwany ka bais bnti hain agr aesa ho to hmy kch dair k liye sirf ye sochna chahiye k hum kaha or kya glti kr rhy hain... Phr usko sort out krna chahiye
                Thnx
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #23 Collapse

                  Re: Baar baar loss hona.

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: MOhibahmad پيغام ديکھيے
                  Dear friends ye dekhny mein aya hai ky hum profit mein ja rahy hoty hain aur aik din hamein loss ho jata hai. Us ky jo bhi trade lagain loss hota hai. Kiya wajah hai?
                  Wajah ye hai ky hum confuse ho jaty hain. Jis ki wajah se trade galat lag jati hai jis ki wajah se loss ho jata hai.
                  Assalamu alaikum bhai jaan aapne bilkul theek Kaha Hai Hum Jab profit banate hain uske paas Jab Hamen first time loss hota hai Chahe Woh ek dollar hi Kyon Na Ho Hum usko recover nahin kar sakte uske baad hum loss wali site par Chalna Shuru kar dete Hain Aisa isliye hota hai ki Jab Hamen loss Ho Jaaye To Ham D moral ho Jate Hain uske baad Hum Mar kiko analysis nahi kar paate aur pressurize hokar trading Karte Hain jisse Hamein Pahle Se Bhi Jyada nuksan Hota Hai

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X