Baar baar loss hona.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Baar baar loss hona.
    Dear friends ye dekhny mein aya hai ky hum profit mein ja rahy hoty hain aur aik din hamein loss ho jata hai. Us ky jo bhi trade lagain loss hota hai. Kiya wajah hai?
    Wajah ye hai ky hum confuse ho jaty hain. Jis ki wajah se trade galat lag jati hai jis ki wajah se loss ho jata hai.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    G han bhai ap na balkul teak kha hai or main ap ke bat se agree karta hon. Agar hum trading main profit kamaty hai to phir humey lalach ati hai or hum sochy samjy trade ko laga dety hai or hum is main loss kar dety hai. Agar hum soch samj kar trade ko lagy to hum zaroor kamyabi hasel kar saky gan or forex trading main asani se profit kama payn gan.
    • #3 Collapse

      Dear forex trading business bht hi complicated hai es m hmesha market trend same nhe rehta or hmy market analysis ko bhi smjhny m mistake ho jati hai jis ki wajha se loss zayada hota hai secondly jb news ati hai koi to tb jo trade hm ne lgai hui hoti hai us k acording market trend opposite direction m move kr jata hai ye bhi lose ki wajha hoti hai.
      • #4 Collapse

        Dear brother ap ki bat bilkul theek hey forex trading men bahot se aesay log hen jo bar bar loss men chalay jatay hen un ko chahiay k woh pahlay achi tarah learn karen phir practice karen aur phir trade shuru karen new traders kam experience ki waja se loss men chalay jatay hen un ko sahee trade lagani nhi aati jiss ki waja se loss ho jata hey
        • #5 Collapse

          Dear loss bh zindagi ka ak hisa hai,liken bar bar loss hona ye sochny ki bat ha sub ka liye ka kya ghlati horahe ha, loss hony pa pareshan hony sa bhtar ha us pa socha jay kya waja banni.zyda tar hm apni ghaltyon ki waj sa he loss ma jaty hai jsy k Jaldbazi, lalach, emotion unstability
          • #6 Collapse

            Confusion ak buhut bhara factor ha jis ki waja sa hum log aksar nuqsan kar jaty ha our us ki main waja ye ha k hum jaldi ma confusion k sat trade open kar lety ha our vo trade jo jaldi ma confusion ki waja sa hum open karty ha vo zyada ter profit ki bajaye loss ma jata ha
            • #7 Collapse

              G kuch loss hamen lalach ki waja sy hoty han or kuch loss hamen jaldbazi ki waja sy hoty han or kuch loss market ko achi tarha sy analysis na kar k trade laga deny ki waja sy hoty han
              • #8 Collapse

                Loss bar bar hony ka reason traders ki weak trading techniques hey aur trading plan be agar acha na ho per be trading me bar bar loss ho sakta hay, trades ko apni strategies es base par open karny chaye key us ko bar bar loss na ho saky otherwise jo mistakes traders karty rahy gey es ki waja se bar bar un ko loss hi ho ga.
                • #9 Collapse

                  Dear bar bar loss hone ki waja ye b ho skti hai k ap jo trade karne ja rahe ho os k bare mai ap k pass complete knowledge nhn ho ga lehaza ap ko chaiye k ap seekho aur smjho ta k ap ko acha faida hasil ho jaye aru ap waqt k sath sath kam karo aur trading ko mazeed behtar banao forex aik behtreen bsuiness hai ko ap ko boht kam waqt mai acha reward de skta hai lehaza ap ko mehnat karni ho gii...
                  • #10 Collapse

                    Walikum salam mohiahmed shb na bilkul bhot acha farmya hai asal mai tard lagny ka buniyadi usool hai practice jo hm kam krty hai jb experience hasil ho jaya thab tarde lagya or hafta mai market ko sahi samja kr aik hi bar tarde lagni cheya .
                    • #11 Collapse

                      Dear ap ke baat drost hy jab bar bar los hony ka maqsad he koch asa hy hota k jab humy forex k bary me kenwolig he na ho or forex k bary posty ghlt kart rhy humy is ki smj he na hoo t is k bary me humy phly experience hona zrore hy taky hum bar bar los na ho sky or hmara bonus zaya na ho sky is ley humy chay forex k bary me phaly kenowleg ley kar pher posty kary ta k humare post loos na ho sky
                      • #12 Collapse

                        forex mai kam karty howe jab hum koi galti kar dety hain to hamy loss ho jata hain or jab hum is galti ko bar bar karty hain to hamy musalsal loss hota rahta hain or is mai market ka koi qasur nahi hota hamy apne galtiyo ko avoid karna ho ga pher he hum market mai run kar saky gy or acha bonus earn kar saky gy
                        • #13 Collapse

                          agar humay forex trading main bar bar loss ho raha hay to humay chahiye keh loss ki reasin ko kill karen kyun keh agar hum reason ko kill nahi karen gay to humay pher say bar bar nuqsan hota he rahy ga aur humay aisa nahi karna chahiye humay mehant karni chahiye aur safe reh kar he trade karni chahiey
                          • #14 Collapse

                            Re: Baar baar loss hona.

                            forex mai jab hum kam karty howe koi galti kar dety hain to hamy loss ho jata hain lakin jab hum bar bar aik he galti ko karty hain to hamy musalsal loss hota hain or is mai market ka ya brokers ka koi qasur nahi hota hamy apne galtio ko avoid kar ky kam kary gy to hum kamyab hon gy or acha bonus earn kar saky gy
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Baar baar loss hona.

                              Ye business hai is mein loss hona koi ajeeb bat nahi hai aur waha ye hai ke ya bar bar loss hone ki waja ye hai kyon ke ham koi na koi galti karte Hain greed main waja hai emotions pe control Karen loss kam ho ga

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X