kua is business ko join krna easy hota ha
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    bhai is business ko join is liya asani kay sat kiya ja sakta ha.kue kay is business ko start ap is forum ki madad say ker sakty hai.or is business main apko koi investment ki zaroret nahi hoti ha.or leave is liya nahi kiya ja sakta.kue kay jab koi trader is business main acha earn kerny lag jata ha.to kis ka dil kerta ha kay jis business main acha profit mil raha hon us buisness ko leave keray.
    is business main profit hi itna ha jo ata ha wo us kay baad is business ka hi ho jata ha..
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Dear forex ko join karna easy tu hai lekin es business se profit earn karna thora mushkil hai es liye ap ko chaiye k ap seekho aur smjho ta k ap ko aage chal kar kabi b loss na face karna pare aur ap jaise jaise es business ko seekho gy ap ko reward b acha hasil ho jaye ga lehaza ap ko mehnat karni hai aur ap ko acha earn karna hai ta k ap ko apni trading ko bethar bannae mai madad mil sake...
      • #18 Collapse

        forex trading aik bohat acha business hay es business main agar hum achi earning karna chahty hay tohumay seekh kar aur learning kar kay he esmain kam karna chahiye tab he humari trading achi aur future main bhi regular base par profit ban sakty hay es business main mehnat he humary liye faidamnd hoti hay
        • #19 Collapse

          Re: kua is business ko join krna easy hota ha

          hello dear brother is bisness ko jhoin karna koi khas mushkal nahi ha bus aap kay pas aik aap kay naam ka utility bill ho aur aik cnic ho tou aap iss ko join ker kay iss mein kaam ker saktay hain aur apnay lye bahut achi income bana saktay hain
          • #20 Collapse

            Re: kua is business ko join krna easy hota ha

            g han Forex business ko join krna boht easy hy but is sy earn krna boht difficult hy kyun k ye risky business hy is main profit or loss dono hain agr hum trade main kamyab ho jaty hain or profit gain kr lety hain to phir is business ko leave krna b mushkil ho jata hy. is business ko smjhny main time to lgta hy but jb aek bar is ka experience humary pass a jay to humain or zyada earning ki khuahish hoti hy or hum forex ko leave krny ki bjay continue rkhty hain. or agr kisi ka bar bar loss ho to us k liy is business ko continue rkhna mushkil ho jata hy.....................
            • #21 Collapse

              Re: kua is business ko join krna easy hota ha

              Bilkul jee is business ko join karna boaht hi easy hota hai. Lakin is business main survive karna bohat hi difficult task hai. Jis ky liya bohat hi zyada hardworking darkaar hoti hai. Long time tk practice karni parti hain knowledge gain karna prta hai aur phir kahin ja k koi bhi is qabill hota haink is sy faida utha saky. So first understand it fully and then enter into this business.
              • #22 Collapse

                Re: kua is business ko join krna easy hota ha

                Yes bro join karna too easy haii butt es mn work karna dificult haii esky lia bht mehnat karna parti haii starting mn too forex kovzaida seczaoda wakt dena parhta haii forex kii basis ko jaany k lia aor leave karna bhii unky lia mushkil nhii jo chorna chahyn but aesa kuii krna nhii chahta.
                Mehnat Me Azmat hai
                • #23 Collapse

                  Re: kua is business ko join krna easy hota ha

                  Forex business ko jion krna asan haiu aur es ki verify bhe asan hai. likan es business mai kamyabi hasil krna bohat muskil hai Es business mai kamyabi hasil krney key lye ap ko bohat zada mehnat aur market key analysis ki zaroorat hai. tou es key bad ap market mai earning kr sakty ho.
                  • #24 Collapse

                    Re: kua is business ko join krna easy hota ha

                    forex aik online business hain yai kabe be band na hony wala aik real business hain yai aik aam job ki nisbat bohat hi achi job hain ham isy asani sy join kar sakty hain ham is main apni marzi sy time tabl bana kar be kam kar skaty hain ham isy apna life time career be bana sakty hain yai pori dunya main legal business ban cuka hian
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #25 Collapse

                      Re: kua is business ko join krna easy hota ha

                      Is buisness ko join krna biot Eada easy hy pr is my kamuab hona bhot zeada muahkil jy ham sani sy isnmy ajaty by our pana ham kam shoro kr dyty hy or ham ko is my kamyabi easy nai hoti hy hamy is my kafi zeada taime lgat hy kamyab hony my tb ham is my kamyab hoty hy jbbham paractis krty hy

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X