Kia USD din ba din down ho raha hai
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Kia USD din ba din down ho raha hai
    Mai apne seniors and all members of forex say ye puchna chahonga k din ba din USD nichay kiyon jaraha hai is ki din ba din down hona ki kia waja hai ziada trade mai istimal honay wala USD akhir kiyon Down hota jaraha hai hamy kia karna chahiya kis tarhan trade lagani chahiya is view ko dekh k jo ajkal USD k sath ho raha hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Gee haan bhai ab forex mein USD ki position kuch down ho rahi hai aur baqi currencies up ja rahi hain aap ko chahyea kay ab aap analysis ker kay aur dollar ko khoob achi tarah janch ker trade open karain kyun kay dollar kabhi kabhi tezz movement ker kay neechay aur ouper jata hai
    • #3 Collapse

      forex aik aysa business ha jis man up and downs ati rehti han or usd aisi currency ha jis ku king or currencies kaha jatta ha jub us dollar down hota ha tu sari market hi down hu rehi hoti ha. dollar opper hu tu market bhi opper jatti ha.
      • #4 Collapse

        G dear member us ka China k saath trading clash chal raha hai jiski waja se America ki economy down ho rai hai. Ab America is bat pe koshish kar raha hai k kisi tarah China k saath maulmlaat thek kiye jayain taa k economy stable ho jaye.
        • #5 Collapse

          ye to humain trade kay doran hi honay wlay profit or loss main pata chalta hay kay konsa pair hum use karty hain to humain achi earning dyta hay mery khyla main to usd din ba dinup ja raha hay kun kay pakistani currny ki nisbat usd dollars kafi mehnga ho gaya hay is main kafi log trade kar kay acha profit b kama rahay hein
          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
          • #6 Collapse

            forex market main usd main bohat ziada trading ki jati hay aur humay chahiye keh es par khass tor par nazar rakhy kyun keh es par agar hum nazar rakhy gay to he hum market main achi trade kar sakty hay aur humay es business main dil lga kar time bhi daina chahiye tab he safe bhi reh sakty market main

            اب آن لائن

            Working...
            X