Gold pr trading k ly best lot size..

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Gold pr trading k ly best lot size..
    Dosto forex trading ma hr koe gold py trading krna chata hy es ki wja ye hy k es sy Acha profit hsal hota hy
    Agr koe gold py trading krna chata os ko chy k money ko mange kr k phr lot size ko lgaya kiun k agr bri lot lgi or loss hua to ap ka account wash ho skta hy..
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Dear baat ya hay k instaforex main hum different pair per trading kartay hain in main khuch slow moving khuch fast pair hain gold kashamar be fast moving pair per hota hay iss main markit bhot jaldi up and down hoti hay ager aap ka capital kam hay tu gold per trade nahi karni chaya pher be ager aap trade open kartay hain tu 0.01ki lot k sath trade open karan ta k lise ki soorat main kam sa kam nuqsan ho
    • #3 Collapse

      agar hum gold par trade karna chahty hay to humary pass balance bhi acha hona chahiye aur eskay sath sath humary pass trading kay bary main experience bhi acha hona chahiye tab he humari trading achi aur behtreen ho sakti hay aur humay esmain dil lga kar time bhi daiana chahiye tab he safe reh sakty hay
      • #4 Collapse

        gold par trade karny kay liye humain is main lot kay size ko khud decide karna hota hay kun kay is main kafi high risk main kam hota hay gold ki market main kafi movment hoti hay kbhi to profit hoota hay or is main kbhi to loss hota so humain active ho kar kam karna ho ga ta kay achi earning ho is main lot low risk main use karna best hay
        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
        • #5 Collapse

          agar hum lot size ko theak say manage kar kay trade karen gay to he humari trading achi ho sakti hay aur humay es business main money managemnet bhi karni chahiye kyun ye dono he chezain bohat aham hoti hay en main say aik bhi cheez ko agar hum follow nahi karen gay to hum market main kama nahi sakty ulta nuqsan he hota hay

          اب آن لائن

          Working...
          X