Galti ko ignore ni krna chy...

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Galti ko ignore ni krna chy...
    Dosto forex trading ma agr ap sy koe galti ho jy or os galti sy hmain loss ho jy to hmain os galti ko kabi ni ignore krna chy Bilkay hmain os ko bhtar krny ki khoshish krni chy tak phr kabi hm sy galti na ho..
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Dear brother ap ki bat bilkul theek hey forex trading men jald bazi men hum ghalti kar detey hen jiss ki waja se loss ho jata hey aur hum woh ghalti bar bar kartay hen halan k hamen pichli ghalti se sabak seekhna chahiay aur iss ko door kar k aagay barhna chahiay
    • #3 Collapse

      Dear apki baat bilkul teek hay trading ma hum sab say ghaltiyan huti rehti han aor humay chayi kay hum apni in ghaltiun ko kabhi bhi ignore na karay balkay in ki waja talaash ker kay inko hamesha kay liye remove ker dayn aor mistakes huna koi barhi baat nhi hay balkay aik hi mistake ko baar baar repeat kerna buri baat hay is liye humay apni mistakes say bhi kuch na kuch seekhna chayi.
      • #4 Collapse

        Dear aap ki baat bilkul thek hay main aap ki baat sa itafaq karta hoon k aap kohi be bussniss karan us main aap sa mistake hoti rati hain jis sa aap ko lose be hota hay lakan ager hum bussniss main success hasil karna chatay hain tu wo mistak dobara nahi honi chaya same issi tarha instaforex trading main hum sa aksar kohi na kohi mistak hoti hay jis sa hum ko bhot zayada nuqsan hota hay lakan ager hum chatay hain k instaforex sa hum aak aacha profit earn kar sakain tu hum ko apni galtion ko dorana nshi chaya
        • #5 Collapse

          Yes i agree with you hr business k start ma uos and downs to aty rehty hain koi bhi naya kam k start m loss to hota hi hai hm trading m jo mistakes krty hain unhy hmy ignore nhe krna chahihye hai hmy un se learn kr k improve krna chahihye hai ta k next time wesi mistake ni ho
          • #6 Collapse

            اصل پيغام ارسال کردہ از: mnad پيغام ديکھيے
            Dosto forex trading ma agr ap sy koe galti ho jy or os galti sy hmain loss ho jy to hmain os galti ko kabi ni ignore krna chy Bilkay hmain os ko bhtar krny ki khoshish krni chy tak phr kabi hm sy galti na ho..
            Forex trading Mein traders who lost Hamesha unke mistakes ki wajah se hi hota hai traders ko chahiye kya trading karte huye loss ho toh apni mistake Ko Dekhe Aur phir usko thik karne ke trike aur apni mistake ko ko kabhi bhi ignore Na Kare
            • #7 Collapse

              Je belkol ap ne thek kha hy insan ghlte ka potla hota hy is le forex me jo kam ho rha hy is me ho ya koe or bhe khta hoe ho humy dar gozar kar lena chay ta k humhy forex me jo ghlte hote hy wo hamy aps me mashwara kar ka is ki islah kar lene chay
              • #8 Collapse

                galtion ko ingnor nai karna chahiye kun kay jab b hum kam karty hain to is main loss humari mistake ki wja say hi hota hay agr to is mistake ko hum sai karty hain to loss hony kay chanses km hoty hain agr to mistake ko avoid karty hain to is par learning nai karty hain to ho sakta hay ye mistake again and agin ho or humain loss ho
                • #9 Collapse

                  agar trading main loss huwa hay to humari galti ki waja say he hota hay aisa aur humay daikhna zaroor chahiye keh konsi aisi galti ki hay jiski waja say market main nuqsan uthana para hay aur humay cahhiye keh us galti ko theak karen ta keh mazeed market main nuqsan na kar lain humay esmain mehant karni chahiye
                  • #10 Collapse

                    yes i am agree with you forex trading market main ghalti ko to bilkul b ignore ni krna chahiyta balkay apni ghaltion sa sekhna chahiye aur bar bar ghaltion ko bilkul b dohrana ni chahiye iss liye zaruri hai k achay tariqay sa kaam kia jaye na k tukkay lghaye janay chahiye market main tab hi hum market main earning kr sktay hain aur kuch profit gain kr sktay hain.
                    www.instaforex.com/?x=HFVY join instaforex by my link
                    :1f609: and get free signals 90% accuracy
                    Add me on skype furqan.ramey
                    • #11 Collapse

                      Re: Galti ko ignore ni krna chy...

                      forex mai agar hum kam karty howe galtiyo ko ignore kary gy to hamy loss ho jy ga or is mai market ka ya brokers ka koi qasur nahi hota hamy apne galtiyo ko avoid karna bohat zarore hain pher he hum loss sy bach saky gy forex aik real or kabe be band na hony wala business hain hum isy apna life time career be bana sakty hain
                      ᴍᴇʀɪ ᴘᴏsᴛs ᴋᴏ тнαикѕ ᴢᴀʀᴏᴏʀ ᴋᴀʀᴇɴ
                      • #12 Collapse

                        Re: Galti ko ignore ni krna chy...

                        Forex trading business mein jab bhi loss hota hy tu kise galti se hota hy aur agr galti se loss hota hy tu hum ko us galti se sekhna cahaiye aur us galti ko theek kar k hi profit earn kar saktay han aur us galti ko bar bar nhi karna cahaiye aur hum ko apni mistake ko cover karna cahaiye mistake ko cover kar k hi achi trading kar saktay han
                        • #13 Collapse

                          Re: Galti ko ignore ni krna chy...

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: mnad پيغام ديکھيے
                          Dosto forex trading ma agr ap sy koe galti ho jy or os galti sy hmain loss ho jy to hmain os galti ko kabi ni ignore krna chy Bilkay hmain os ko bhtar krny ki khoshish krni chy tak phr kabi hm sy galti na ho..
                          Assalamualaikum bhai Forex trading main Agra se koi choti se hai galti ho jaye to aap usko avoid Na Kare in fact of us par focus Kare aur apne wo Galti Dur karne ki koshish Kare Kyunki wo Choti Si Galti hai aapko bahut jyada load karwa sakti hai Shukriya
                          • #14 Collapse

                            Re: Galti ko ignore ni krna chy...

                            Ap ki baat theak hai k ak trader ko galti ko ignor nahi krna chahey. Kyu k ak trader galti sey bohat kuch learn krta hai. jab wo forex market ki learning krta hai aur apni galti ko phr sey nahi krta tou wo forex market mai kamyabi hasil krta hai. Es ki earning regular hoti hai.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Galti ko ignore ni krna chy...

                              Agr hum koi mistake kartay han aur us mistake ko cover nhi kartay tu is ka mutlab hy k hum forex trading business mein achi trading karna nhi cahty kiok agr hum kise bhi galti ko wo choti ho ya bari us ko cover karna cahaiye agr us galti ko theek nhi kartay tu loss hi hota rehta hy

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X