Forex trading ma log kiun bry trader ni ban paty..

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex trading ma log kiun bry trader ni ban paty..
    Dosto forex trading ma log es ly bry trader ni ban paty hy kiun k wo mhenat kr k razi ni or ap mhenat k bina es ma kbi bry trader ni ban skty or na he kbi bri earning kr skty hy
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Dear log forex maen bareyy traders us leau nahe ban sagtay haen koin k us maen hum aik to business ko keenay k rules hoty haen un ko follow nahe kerty haen dosara flrex mawn hum greed ko control nahe kertsy haen us maen bonus ki qadar nahe kerty haen oir trades bare bare lots k sath kety haen jes say humera account bonus milnay k aik ya do haftoun maen wash ho jata hy
    • #3 Collapse

      Dear brothers merey khayal men forex trading men new traders zyada hen kam knowlege aur experience ki waja se woh bari trade nhi lagatay dartay hen k kahen zyada loss nah ho jay issi liay woh baray traders bhi ban saktay aur aesay log hi jaldi nakam ho jatay hen
      • #4 Collapse

        Dear baat ya hay kisi be bussniss main bara maqam hasil karna k laya ya bara bussniss man banna k laya bhot zayada mehint aur time ki zarrorat hoti hay jab be kohi bussniss start karta hay tu start main wo bilkul initial lavel per hota hay per time k sath sath wo mehnit kar k bar bussnissman banta hay same issi tarha instaforex trading main abi kam time howa hay traders ko forex trading main trade kartay howay time guzarna k sath sath apna exprence aur knowledge be hasil kartay rahtay hain aur sath sath apni investment be barhatay ja hain jo wo baray trader baan saktay hain
        • #5 Collapse

          G han bara busniess man banny kay lia apko bht sara stuglle karna parhat hai mrhnat karnii parhti hai zaida se zaida wakt dena parhta hai apnii abilities ka proper is karna parhta hai tabhi aap bare busniess man ban paaty hein jesa kay hum sabhii janty hai trading forex ka ek nayat e complicatrd marhla hota hai humy tradind tuky pay nahi karnui hotii blky soch samjh kay karna parhtii hai market kii movemnnt ko fully analays karna parhta hai tb jaa kay hum axhy aor kamtab traders bann skty hein..
          Mehnat Me Azmat hai
          • #6 Collapse

            اصل پيغام ارسال کردہ از: mnad پيغام ديکھيے
            Dosto forex trading ma log es ly bry trader ni ban paty hy kiun k wo mhenat kr k razi ni or ap mhenat k bina es ma kbi bry trader ni ban skty or na he kbi bri earning kr skty hy
            , Forex trading red Colgate Radiance meditators isliye nahi ban Pate ki Hoon ke woh sorry traders wiener index trading co understand KK Forex trading se profit banane ki try karte hain jisse ki wajah se Hone Ko Jyada loss hota hai
            • #7 Collapse

              Forex trading business bht hi complicated business hai esy without learning start krna sb se bari mistake hoti hai logo ki jis ki waja se wo bary trader nhe ban sakty kuch log greed k liye bhi forex pa kam krty hain jis ki waja s jaldbazi m mistake kr dety hain or achy trader nhe ban sakty.
              • #8 Collapse

                forex man earning ku daikhna or forex man apny account ki equity ku increase kerna ye donu seprate si chizain hain. forex man trader ku apni equity or balance increase ekrny k liye buhut work ki zarurat perti ha.
                • #9 Collapse

                  market main kam karny kay liye humain boht mehnat darkar hoti hay is main bary trader is liey nai ban paty hain kay log greedy ho kar kam karty hain kay humain aik mint main ziada say ziada profit hasil ho jaye humain loss km ho magr is tara kam nai hota hay humain loss b ko face karna parta hay or profit b tab hi hasil ho ga
                  • #10 Collapse

                    agar hum nay achay aur bary trader banna hay to humary pass forex trading kay bary main knowledge bhi us level ka hona chahiye kyun keh knowledge ki base par he hum market main achy trader ban paty hay aur humay chahiye keh demo account par trading experience ko bhi enhance karen tab he humari trading achi ho pati hay
                    • #11 Collapse

                      forex trading bohat zyada risky business hai iss main trading krnay k liye bohat sa trader loss krtay hain kuch logh kam capital honay ki wajha sa aur kuch logh bghair sekhay kaam krtay hain aur kuch logh apni emotions ko control ni kar sktay aur kuch logh greed ki wajha sa phas jatay hain aur loss krwa laitay hain iss liye zaruri hai k apnay aap ko pahlay trading k qabil bnao phir trading karo.
                      www.instaforex.com/?x=HFVY join instaforex by my link
                      :1f609: and get free signals 90% accuracy
                      Add me on skype furqan.ramey
                      • #12 Collapse

                        Dear mera khyal main forex trading ak bahut acha business hai us main ham bra trader us lya nea ban pata han ka ham na abi learning mikamal nea ke hoti aur ham trading start kr data han forex trading ak bahut acha online business hai us main agr acha trader bnna chahta han tu learning krna pra gi
                        • #13 Collapse

                          +je bhai trading main sab say zaida zarori mehnat hai hamrai mehnat hi hmari sucess ka zariya banti hai forex aik assa business hain jis main sab say ziada time dana parta hai or is main sucess kay lea daily ki learning or seniors teacher say is main help lana zarori hai or intrest say kam krna chaea or hard work kar kay is main apna experience ko bhrhana chaea
                          • #14 Collapse

                            Re: Forex trading ma log kiun bry trader ni ban paty..

                            forex mai trading karny walo ko trader kaha jata hain forex mai hum live or sada urdu mai kam karty hain hum is mai 24 ganty mai sy kese be wakt kam kar sakty hain yai students or house wife's ky liye bohat ache job hain hum is mai out off cost account bana kar be kam kar sakty hain is mai hamara koi boss nahi hain
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Forex trading ma log kiun bry trader ni ban paty..

                              Forex trading business mein ziada log is liye kaamyaab aur brye trader nhi ban saktay k ziada log forex trading business mehnat aur hardwork nhi kartay aur js se learning knewledge aur experience nhi hota aur learning knewledge aur experience k baghair trading kartay han js se loss ho jata hy aur agr mehnat aur hardwork karain aur learning knewledge aur experience hasil kar k trading karain tu kaamyaab trader ban saktay han

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X