Apni mistakes sae seekhnay ki koshish karain

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Apni mistakes sae seekhnay ki koshish karain
    Dear members jaisa kay hum sub jantay hain kay bahut sae log forex mein trade kertay waqt mistakes kertay hain aur loss ker letay hain lehaza humain chahyea kay hum apni mistakes sae sabaq hasil karain aur mistakes ko dobara na repeat karain taa kay hum loss sae bach sakain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Yes you are right akser log forex m choti c mistake ki waja se zayada loss kr bethty hain or disheart ho k forex ko chorny ka soach lety hain jb k apni mistake se learn krna chahiye or next time apni mistakes repeat ni krni chahihye blky or zayada knowledge gain kr k trade lgaien to sucessful trader bn sakty hn.
    • #3 Collapse

      Gee haan brother forex mein jo hum mistakes kertay hain agar hum unn ka weekly basis pae analysis karain tou humain forex mein bahut zayada faida ho ga aur iss sae humari trading achi ho gi aur jo hum ghaltian kertay hain woh bhi kam ho jayain gi tou aap ko yeh kaam zaroor kerna chahyea
      • #4 Collapse

        Dear brother ap ki bat bilkul theek hey her banda ghalti kar sakta hey aur forex trading tu aik waseeh business hey aur iss ko seekhna bhi thora mushkil hota hey aur phir log trading k daoran ghalti kar detey hen jiss ki waja se loss ho jata un ko chahiay k woh pichli ghalti ko door kar k aagay barhen
        • #5 Collapse

          Yes dear aap bilkul thek kaha rahay main aap ki baat sa itafaq karta hoon k aap kohi be bussniss karan ys main aap sa khuch na khuch lose zarror hota hay lakan ager aap na iss bussniss main success hona hay tu galti sa seekhan aur dobar wo mistak na karan same issi tarha instaforex trading main aap sa bhot si mistak hoti hain jis sa aap ko lose hota hay lakan success tu iss main hay k next time aap wo mistak na karan
          • #6 Collapse

            Dosto forex trading ma jo b trader Kam krta hy to os ko Forex trading ma profit k sath sath loss b hota hy or ye loss kbi b ho skta hy es ly Dosto forex trading ma agr hmain loss ho to hmain os loss ko kbi b ignore ni krna chy Bilkay hmain chy k os loss sy sbak seekhna chy Kiun k aj agr hm sbak seekhy gy kl phr he hm osi galti ko improve kr k profit hsal kry gy
            • #7 Collapse

              اصل پيغام ارسال کردہ از: Ghulam786 پيغام ديکھيے
              Dear members jaisa kay hum sub jantay hain kay bahut sae log forex mein trade kertay waqt mistakes kertay hain aur loss ker letay hain lehaza humain chahyea kay hum apni mistakes sae sabaq hasil karain aur mistakes ko dobara na repeat karain taa kay hum loss sae bach sakain
              apni mistakes se seekhna trading improvement ki behtreen soorat ha agar ap ney apni mistakes ko he control nahi karna ha then aap forex mei kisi surat kamyabi nahi le saktay mistakes jitni jaldi remove ki jati hain apni trading se tou ap k trading mei success ki taraf
              janay kay chances utni jaldi barhtay hain
              :1f60e: IBRAHIM BILAL TRADING JOURNAL :1f60e:

              PLEASE VISIT HERE
              • #8 Collapse

                yes my baro me ap ki bat se etfaq karta hu , profit and loss to market ka hisa hn trading e ham loss b le skty hn pr profit b lekin loss hmesha hmari apni galti se hota hai so agr ham apni galtiyoon se seekhny ki koshish kary to hm buaht sara profit ly skty hn ku ek bar hm galti kary gy to next tome hm dobara wo galti nhi kary gy
                • #9 Collapse

                  g bilkul humay aoni galti say seekhna chaye woh admi kabi bi zindagi ma kamyab nai ho sakta jab tak woh apni galtio say na seekhay hum na zindagi ma bohat say log dakhay jo prhlay to =bohay galtiyua kartay thay par ab woh bophat kamyab hain aus ki waja yeh hi ha kay aun logo nay apni galtio say seekha ha .hum forex ko hi dakh saktay hain yeh par jab pehlay log kam start kartay hain to bohat loss hota ha par jab hum apni galtio ko theek kar latay hain to profit honay lag jata ha
                  • #10 Collapse

                    agar hum forex main mistake karen gay to es chakar main market main kama nahi sakty aur humay chahiye keh kam say kam galtia karen ta keh market say nuqsan say bach saky es business main ziada say ziada mehnat karen ta keh market main mehnat kar kay he acha profit bnaya ja sakta hay aur tab he safe earning bhi kar sakty hay market main
                    • #11 Collapse

                      mistake say humain sikh kar hi kam karna hota hay agr to is main achi leraning hay to practice karna kafi best ho sakta hay magr humain ziada say ziada is main apni galtion ko sudharna ho ga ta kay kuch loss nai ho har mistake say hum lesson lay kar insta main kam karty hain to mumkin hay mazzed humain loss hasil nai ho ga
                      • #12 Collapse

                        Forex trading business mein acha trader wo hi ban sakta hy Jo apni mistake ko cover karta hy aur apni mistake ko bar bar nhi karta kiok forex trading business mein jab bhi loss hota hy kise mistake se hi hota hy aur mistake ko cover kar k aur learning kar k hi achi trading kar saktay han
                        • #13 Collapse

                          forex trading business mein jab bhi loss hota hy kise mistake se hota hy is liye agr loss ho tu hum ko apni mistake ko dekhna cahaiye aur trading mein jo bhi mistake ho us ko theek karna cahaiye tab hi hum achi trading kar saktay han aur profit earn kar saktay han
                          • #14 Collapse

                            Re: Apni mistakes sae seekhnay ki koshish karain

                            forex mai jab hum kam karty howe koi galti ka dety hain to hamy loss ho jata hain lakin is mai market ka ya brokers ka koi qasur nahi hota hamy next time apne galtiyo py gur kar ky mahnet sy kam karna chahey pher he hum loss sy bach saky gy or acha bonus earn kar saky gy forex aik world wide business hain
                            ᴍᴇʀɪ ᴘᴏsᴛs ᴋᴏ тнαикѕ ᴢᴀʀᴏᴏʀ ᴋᴀʀᴇɴ
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Apni mistakes sae seekhnay ki koshish karain

                              Aslam o alikum dear aap nay teak kaha hai kay forex trading main jo ammal hai wo aap ke skills ka hai kay aap kay pass knowledge kitna hai aur aap es ko ksy use krty hain agr aaap apnay knowledge ko acha use krty hain too acha aap ko profit milta hai mistake aap kay knowledge say hota hai ya phr aap ko jan kr khud ho jati hai

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X