Short posting k nuqsaanat kiya hai?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    jab short posing karty hain to is ka koi faida nai hota hay kabhi b humain short posts ka acha bonus nai milta hay humain is ka liye kafi nuksan uthana parta hay phla ye kay bonus nai milta hay or dosra ye kay humain rules ko follow na karny kay account ko bane karny kay ki notification milti hay may possible account ban b ho sakta hay
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Assalam alaikum dear pak forum ak bahut acha platform hai us main ham agr short short post krta han tu ham ko bonus bahut thora milta hai us lya ham ko chaya ka apni posts ko bra bra aur ziada information wala bnaye jitni lambi post ho gi us main utni ziada information ho gi aur us ka bonus ham ko ziada mila ga
      • #18 Collapse

        Hamesha aisi post likhain aur reply karen kay aik new user aur jis ne sawal kya hai ussay puri tarha say mutmain kya jasakay takay woh beginner banda sahi say trading kar sakey aur Forex kay business main kutch earning karkay khush haal ho. Bari aur choti post koi maanay nahi rakhti. Sirf Jawab aur maslay ka hal sahi say kya jaye.
        • #19 Collapse

          G brother apki bat Bilkul theak hai short posting karne se humari bat log samjh nhi pate or us wajha se hame post ko thanks b nhi milte hame post sahi tarha bat explain kar k karni chahiye ta k sab easily samjh sake or hame uska faida ho bonus k zariye
          • #20 Collapse

            Re: Short posting k nuqsaanat kiya hai?

            agar hum forex mai short posting kary gy to hamy loss ho jy ga ya hamy bonus km mily ga forex aik online business hain hum is mai kam kar ky ache earning hasial kar sakty hain or apne zarorto ko pura kar sakty hain forex trading students or house wife's ky liye bohat ache job hain hum is mai out off cost account bana kar be kam kar sakty hain
            ᴍᴇʀɪ ᴘᴏsᴛs ᴋᴏ тнαикѕ ᴢᴀʀᴏᴏʀ ᴋᴀʀᴇɴ
            • #21 Collapse

              Re: Short posting k nuqsaanat kiya hai?

              G han short ost ka mutlb hy k post detail sy nehi ki gai hy so short post ki khuvh samj nehi ati lehaza humy chaheey k hum short post na kiya kren balky detail post kiya kren jis sy sab ka faida ho aur apki ki gai post b zaya na ho us post ka bonus nehi milta jo bht short ki jaey so post waste ho ho ja ti hy lehaza agr acha bonus banana hy tu post ko detail sy kiya kren kam sy kam post two lines ki honi chaheey
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #22 Collapse

                Re: Short posting k nuqsaanat kiya hai?

                dear bat short aur long posting ki nahi hoti bat ye hoti hai k ju bhi a psot kar rahy hain ya phir new thread kar rahy hain uss post main jan honi chaheya achi say achi post honi chehay phir h ap ko acha bonus milta hai ager ap kii post he nahi achi aur wo chahy jinti marzi likhi hai tu uska faida nahi ha.

                اب آن لائن

                Working...
                X