Short posting k nuqsaanat kiya hai?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Short posting k nuqsaanat kiya hai?
    Short posting ka matlab jab apkay post two lines say kam ho osko short posting kaha jata hai eske nuqsaanat yahe hai k short posting say apko koi khas benefit nahe milta aor apka profile be weak posting k leye highlighted rehta hai so koshish kiya karay k ache words ka estimal kiya jaee aor short posting kabi nahe kiya jaee q k apko short posting say acha bonus be nahe milta ....
    Zuhaib9988 Trading journal
    https://investsocial.com/ur/showthread.php...rading-Journal
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Short posting ka sab se barra nuqsan to ye hai k hamen short pistes se koi acha knowledge nhi mill raha hota hai hamara iss plateform e kaam krne ka asal maqsad aik acha knowledge gain krna hota hai jo k ham nhi kr oatr hain
    Aur dusra barra nuqsan ye hai k hamen short postes se kabhi bhi acha bonus nhi mill pata hai so please aap short postes k bajay always hi achi qisam ki postes kia kren
    • #3 Collapse

      Yes my dear sir you are right. Moderators b short posting se mana krty hain specially, 500 words se km posts se apke post bonus k lye approve nai hoti hai. Islye hmen chahye k hm forum k rules ko follow kren or 3 lines ya is se zida ki posts kren yani k har thread ka details se answer dain taky thread creator or newbies ko forex me help mil saky. Short posts me sb details shamil nai ho sakti hain,
      • #4 Collapse

        forex trading main post kertay howay iss bat ka khiya rakhay kay app ki post space 3 say 4 lines ki honi chiya , aur sath main ya b khoshish krain kay post kertay howay post ki quantity kay sath quality ka b khiyal rakhy, app ki post relevant honi chiya ju be swaal poucha ja rha hain, ta kay app ki post say dusray traders be faida utha sakay
        • #5 Collapse

          posting mien agar hum short posting kerty hien to hum apni bat ko detail mien bata na paty hien to hum es mien aa ker es lye hamain es mie aa ker hamain detail mien psting kerni chaye or pni bat ko aram say samjhna chahye.
          • #6 Collapse

            اصل پيغام ارسال کردہ از: Zuhaib9988 پيغام ديکھيے
            Short posting ka matlab jab apkay post two lines say kam ho osko short posting kaha jata hai eske nuqsaanat yahe hai k short posting say apko koi khas benefit nahe milta aor apka profile be weak posting k leye highlighted rehta hai so koshish kiya karay k ache words ka estimal kiya jaee aor short posting kabi nahe kiya jaee q k apko short posting say acha bonus be nahe milta ....
            short posting karne ke fall sa dance on hota hai unke Naam performance on postback English main baat bhi Buri nahi hoti Aur Hum Apni Baat Ko thik karne se clear nahi kar sakte na dusron ko Samjha sakte hain
            FRD 07 TRADING JOURNAL
            • #7 Collapse

              Short posting krnay sebposts ki quantity to bhar jay g per friends is se quality nahi bharay g .
              Pakistan forex fourm ka rules regulations hain ka post ki quality be achi ho or jo threat hai is ka ans be jo likh rahay hain parnay waly ko samj a jaye .
              Is fourm ka maqsad hi dosron ko means new users ki help krna .so hamain post ki length or qualty achi krni chahye
              • #8 Collapse

                Short posting ka nuqsan ye hai k us ka bonus nhe milta minimum 500 words ki post honi chahihye hai secondly ye k hm apni bat shortly share krty hain jo hr koi smjh nhe sakra so 3 se 4 liines ki post kren gy to hmy bonus bhi zayada mily ga or hm apne views bhi detail m share kar sken gy .
                • #9 Collapse

                  short post ka sab say bara nuqsan yeh ha kay aes say hum koi knowledge nai gain kar rahay gar hum nai bas yeh sirf apnay sar say autranay wali bat karni ha to phir kaya faida humnay forex par hamesha long post karni chaye aik to aes say humare typing speed achi ho jati ha or dusra humay forex kay baray ma pata chalta ha kay aes kaya kuych hp raha ha bpohat say log sawal ko phartay nai ha or bas type kar datay hain na to aun ko koi knowlege milta ha bas time waste kartay hain
                  • #10 Collapse

                    Dosto forex trading ma hmain kbi short posting ni krni chy jb b ap posting kry or jitni b posting kry un ki length achi honi chy phr hm Acha bonus ly pya gy agr Hmari length he achi na hui or na posting ma sai explain kia ho ga kisi cheezy ko to hm kesy achy likes or acha bonus hsal kr pya gy
                    • #11 Collapse

                      dear mai tu sab sy kehna chahat hun ky hm log yah per itna time bi spend kerty hy or post bi kerty hy tu lazmi hm logo ko us mehnat ka sila milna chahiya or wo tabhi milta hy jab ap ko achi post kery gy tu hi ap ko mily ga is liya jo bi time yaha per spend kery lazmi us ko ziyada sy ziyada achi post or achy alfaz ky sath post likhy taky ap ki post ko likes bi ziyada mily or ap ki post count bi ho jay ap ko asani ky sath ik acha bonus mill saky tu faida ap ka hi hy.
                      • #12 Collapse

                        short posting mein sub se pehli bat post par bonus nahi milta or na hi koi short post karney ki wajha se us post se benefit hasil kar sakta h hmesha theek post karni chaiye or is mein question realted anwer huna chiye takey pardney mein pareshani na ho
                        • #13 Collapse

                          forex forum man enter hoty hi members ku koshish kerni chahye k forum k rules ku carefully read ker layn ta k members kisi kisum ki violation na keryn kun k forum man chance nae hota direct banne dhota ha member or restoration bhi nae hoti.
                          • #14 Collapse

                            Posts hamen fourm k rules ko follow kar k hi karni chahiyen humari posts kam sy kam 4 lines py mushtamil honi chahiye tab hi bounus k liye count ki jaye gi agat short posts karty hain to wo boulnus k liye count nai hoti us k as a spam tasawar kiya jata hay posts hamesha achi quality k banaen tab hi acha bonus hasil ho sakta hay
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              humay agar kam karna hay to rules ko mady nazar rakhty huway he kam karna chahiye kyun keh tab he safe trading mumkin ho pati hay aur humay esmain jald bazi bhi nahi karni chahiye kyun keh jald bazi say market main kmai nahi ulta nuqsan ka samna karna par sakta hay esmain mehnt karty rehna chahiye

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X