Forex trading mai stop loss ko ahmeyat na daina?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex trading mai stop loss ko ahmeyat na daina?
    Forex trading mai stop loss ko ahmeyat na daina kafe ziyada nuqsaan ka baees ban sakta hai q k stop loss ki ahmeyat ko sirf wo janta hai jo eske benefit say faida ota raha ho stop loss bazahir tu nuqsaan daita hai lekan ye nuqsaan ziyada nuqsaan say bachati hai jes say apko toora nuqsaan tu hojata hai lekan apka account major losses say bacha jata hai lehaza stop los zaror lagana chaheye...
    Zuhaib9988 Trading journal
    https://investsocial.com/ur/showthread.php...rading-Journal
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    forex trading main stop loss aur take profit ki boht ziyada ehmiyat hain , trading start kernay say pehlay ager hum stop loss lga lain tu iss say humain ya faida hoa ga kay hamra loss honay kay chances kam hotay hain , tu khoshis kerni chiya kay trading kernay say pehlay stop loss laga lain, specially ju new traders hain un kay liya stop loss boht zaroroi hain
    • #3 Collapse

      Yes you are right stop loss ek bht acha tool hai zayada loss se bachny k liye mostly log bar bar trade open kr k ni dekh sakty to wo stop loss set kr dety hain jis se agr market trend ap ki trade k according opposite direction m bhi move kry to zayada loss nhe hota hai ye tool bht helpful hai.
      • #4 Collapse

        اصل پيغام ارسال کردہ از: Zuhaib9988 پيغام ديکھيے
        Forex trading mai stop loss ko ahmeyat na daina kafe ziyada nuqsaan ka baees ban sakta hai q k stop loss ki ahmeyat ko sirf wo janta hai jo eske benefit say faida ota raha ho stop loss bazahir tu nuqsaan daita hai lekan ye nuqsaan ziyada nuqsaan say bachati hai jes say apko toora nuqsaan tu hojata hai lekan apka account major losses say bacha jata hai lehaza stop los zaror lagana chaheye...
        achi trading karne ke liye stop loss was Karna bahut jyada important hota hai agar Hum trading karte huye stop loss use nahi karte to loss ke chances bahut jyada increase ho Jate Hain aur Hume trading Karke Anuradha lost ho sakta hai aur Hamara account divorce ho sakta hai
        FRD 07 TRADING JOURNAL
        • #5 Collapse

          Forex trading main stop loss aur take profit ki kafi ehmiat hay is liay humain cahiay k hum jab bhi trade karain karain stop loss lazmi lgain is se humara account save rehta hay jo log sl ka istmal nai karte hune is ki ehmiat ko samjhna cahiay aur stop loss aur take profit ka istmal karna cahiay
          • #6 Collapse

            sir forex trading mien stop loss ka bhut aham role hota hai jan hum forex mien stop loss use kerty hien to hamain es bat ka khatra zayada na rah na pata hai or hum zayada loss say khud ko safe ker lety hien or hamain profit bee ho sakta hai.
            • #7 Collapse

              Yes my dear sir is stop loss tool ki boht ehmiyat hai.Lekin baz okat ye aik masla b bn jata hai.Yani k market isy hit kr k wapes any normal condition me aa jati hai. Aesi sorat me kia karna chaye?
              Mery khyal se Stop loss ko 80 pips k fasly pr set krna chaye or Market ko achai tarhn se analysis kr k hi entry leni chaye. Taky apke Stop loss asani se Hit na ho jaen. Ye hmen big loss se mehfoz rakhty hain. Agr hm isy place na krne to hmary accounts wash ho sakty hain.
              • #8 Collapse

                Forex trading main ham jab be kii trade lagaty hain to agar to ham ne trade pa anaylsis kia hai to ham Tp or Sl zarur lagayen ga q ka hamain paata ho ga ka is ka move krna kitna faida da ga or kahan tak ham loss bardasht kr sakty hain.
                Hamain jabbbe profit ho raha ho trade blue main ho to stop loss ko hamain bilkul pass le jana chahye ta ka agar merket reverse b ho tobprofit da kabhi jaye.
                • #9 Collapse

                  dear forex mai stop loss usi terha sy ehmiyat rekhat hy jis terha sy aap ki gari ki break hoti hy ager ap gari drive kerty hoy ager ap ki gari ki break kharab hy ya ap us ko use nahikerty hy tu lazmi ap ko us ka nukhsan hota hy or ap ki break use na kerny ki waja sy hota hy is liya ager tu ap ny forex mai kamyabi hasil kerni hy tu ap ko apny stop loss ko bi lazmi gari ki break samjh ker hi use kerna ho ga is ka sab sy bara faida yi ho ga ky ap ka account safe rahy ga jo log is mai 90% loss kerty hy wo log stop loss ko use nahi kerty hy or account wash kerwaty rehty hy tu ap ky use sy wo masla hall ho jay ga or ap ko phr sy achi trade kerny ka moka mill jay ga.
                  • #10 Collapse

                    forex man koi aysi chiz nae ha jis ki koi importance na hu. forex man traders ku her tool ka use seekhna chahye kun k her chiz work kerti ha laikin koi tool kum work kerta ha or koi zyada baki trader kay experience pay depend kerta ha.
                    • #11 Collapse

                      agar hum stop loss ko use karty huway trading karen gay to humari trading bohat achi ho sakti hay aur humay esmain kisi kisam kay short cut ko use nahi karna chahiye kyun keh short cut say market main humay nuqsan bhi ho sakta hay hmesha rules ko follow karty huway he kam karna chahiye yahe achi cheez hay
                      • #12 Collapse

                        FOREX main stop loss ka use b kafi aham hota hay is main aik limit hoti hay jis say ziada humain loss nai milta hay kun kay ziada loss tab hota hay jab hum nay market kay against trade kar di ho to is sorat main stop loss ko minmum kar kay laga dyna chahiye kkay ziada trade main loss nai ho skaay accoutn wash hony say ybach jaye
                        • #13 Collapse

                          Re: Forex trading mai stop loss ko ahmeyat na daina?

                          forex mai hamy stop loss ko kabe be ignore nahi karna chahey hamy is ko use kar ky mahnet sy kam karna chahey pher he hum loss sy bach saky gy or acha bonus earn kar saky gy or apne zarorto ko pura kar saky gy forex east wast mai bohat taze sy phal raha hain hum isy apna life time career be bana sakty hain
                          • #14 Collapse

                            Re: Forex trading mai stop loss ko ahmeyat na daina?

                            forex mai stop loss ke bohat ahmeyat hain hamy is ko use kar ky kam karna chahey pher he hum loss sy bach saky gy or acha bonus earn kar saky gy or apne zarorto ko pura kar saky gy forex aik online or kabe be band na hony wala business hain yai pakistan mai legal ban cuka hain forex online ke dunya mai king hain
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Forex trading mai stop loss ko ahmeyat na daina?

                              Stop loss order forex trading business main bohat zyada ehmiat ka hamil hai. Jo loog isay ehmiat nhi daity wo loog jald hi apna account wash karwa laity hain aur phir forex sy mayus ho k chor daity hain. Agar account ko save rakhna ho to stop loss order ko every trade main place karna chahiya.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X