Analysis kamyab but trading nakaam
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Analysis kamyab but trading nakaam
    Friends kch dost bahot hi achi tarah se market ko analyse kr lete hain aur unke analysis kafi had tak better hote hain aur wo taqreban narket ko correct hi analysis kr kete hain but wo kamyab nhi ho pate hain
    Iski barri waja unka khud pe control na hona hai agar aise dost apne aap men confidence paida kr len to wo log bahot hi achi tarah se trading men kamyab ho paen ge so hamen apne aap men confidence paida krna bahot zaruri hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    dear forex traders baaz auqat aesa hota hy khe kuch log kamyab analysis ker ke trade lagaty hain lakin unn ka loss ho jata hy aesy logon ko chaye khe jub vo trade lagain tu fundamental ko study ker lia krn koi high impact news market ki direction change ker deti hy.
    • #3 Collapse

      Yes i agree with you akser log achi analysis krty hain but trading m nakaam hoty hain us k bht sary reason hai sb se main point greed hai or self control na hona hai forex ek bht complicated business hai es m kbhi bhi kuch bhi ho sakta hai agr hm penic na hon patience se trading kren to analysis k sth trading m bhi kamyab ho skty hain.
      • #4 Collapse

        Dear aysy trader jo analysis to bohat achy karty hain lekan earning nahi kar paty os ki waja onka lalach be ho sakti hay kh woh apny analysis kay bad lalach main a kar bit trade open kar deytay hain jes ko control karna mushkal ho jata hay to loss hota hay ya phir dosri waja on main sabar nahi hota woh woh he analysis par eik say zeyda trade open kar lety hain jo kh loss karwa deti hain
        All The Best Dear Friends
        • #5 Collapse

          Analysis ka baghair bilkul bhi trade ni lagani chahy. Kabi kabi to tuka lagany se fiada ho jata hy lkn had dafa Esa ni hota. Hamesh market ko study kar k hi trade lagani chahy. Jo esa ni karty in ko nakami hi hoti hy. Aur phr WO disheart bhi ho jaty hen. Es leay sabr k sath aur emotion ko control main rakh kr hi trading karen.
          • #6 Collapse

            Dear ye kabi mumken hi nahi key market ko agar acha analysis kia jaye aur trading me es ka result acha na mily, agar market ko achy aur prefect andaz me analysis kia jaye to trades kabi big loss nahi de sakty aur short ya long trade me profit mil sakta hay.
            • #7 Collapse

              forex trading main analysis karna bohat zaroori hoty hay kyun keh en analysis ki base par he hum market main regular base par profit bna sakty hay es business main dil lga kar time daiany main he faida hota hay tab he humari trading achi hoti hay jab hum sahi time par market ka analysis kar kay trade karen gay
              • #8 Collapse

                Bhai mera nai khayal k As HotA hy k bilkul say market analysis k bad Ap ko loss ho. Han asa ho skta hy k Ap nay analysis to theak kiy thy par jab Ap nay trade lagi is wkt market yak dam down ho Jay ya up t Ap ko loss ho sakta hy. Bki loss ki vja nai agr Ap sai say anao kar lety hain to.
                • #9 Collapse

                  as-salamu alaykum friends my music Surroor Main Apne senior member se Pucha Jata Hoon ke analyseKamyab but trading account is Kamran hai please koi senior member has Manish ke baare mein ke baad mein Bata sake jaldi se jaldi
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: Analysis kamyab but trading nakaam

                    forex may koch asay log bh pay jaty hain jo market ko bohat he bahter tareky say analysis kar laty hain asa lagta hay kay ager ya trade bhe karty hain to kamyab ho jay gay maqer akser okat asa hota hay kay wo analysis kay bad jan trading karty hain to os may nakam ho jaty hain q kay ya to wo had tak dar jaty hain ya pher wo khod he analysis kay bad confidence ho jaty hay jis say on ke trade nakam ho jaty hay is liay in ko khod may confidence pada karna chahey

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X