Patience is a key of success yes or no

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Patience is a key of success yes or no
    Dear friends kia patience trading mai kamyaab hone k lye zarori hai ? Ap ka kia point of view hai is baray mai
    Mery hissab se to AGR hmaray andar patience nae hai to ham kbi b kamyaab trader nae ban saktay
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    G han ap na bulkul teak kha hai agar hum forex trading par patience nahi ho gi to hum kamyab tarder kabhi be nahi ban payn gan. Is leya agar hum forex trading main patience se kaam len gan to hum forex trading main zaroor kamyabi hasel kar sakty hai or phir hum profit be earn kar payn gan. Is leya forex trading main patience ke bohat ahmeyat hai or is patience se kaam leny waly hamesah kamyab hoty hai.
    • #3 Collapse

      Ji my dear brother patience Ek key hai success ki Patience see how you insan kamyab hota hai bcz is main lalach wali bt ni hoti or har member ko patience rkhna chahye
      • #4 Collapse

        ​G han bro ap ki bat bilkul thk hy patience is the key of success in the forex trading, aik asha trader market ko watch kerta hy patience se aur juldy ni kerta aur jub us ki samjh main market ay to phir wo trade lagata hy, patience waly trader hamesha planning se work kerty hn
        • #5 Collapse

          g bilkul forex trading mn patience hi sab kuch ha agr ap sabar krta hain to ap aik acha trader ban sakta hain kyun ka kabh kabhi sabar krna hi insan ka lia bahtr ho ta aha so agr loss ho bhi jaye to sabar krin or apni galtion sa seekhin.
          • #6 Collapse

            Je haa bilkul main apki baat se agree karta ho aik patience he Pakistan Pakistan forex foram me kamyaab ho sakta ha lekn iss ke lye apko kabhi bhi jald bazi ni karni chahye hamesha se sabr aur aik achy waqt ka intzaar karna chahye
            • #7 Collapse

              G bilkul patience is the key of sucess because jb hm sber se trading krty hain to hm mied st kr k achy time frame k sth achi strategies k according trade krty hain jo bhi hi profitable hota hai or jb hm penic ho jaty hain self control kho dety hain to hm se glt trades bhi lg jati hain or loss k chances zayada hoty hain.
              • #8 Collapse

                G Hn Dosto patience is the of success hy kiun k forex trading ma jb b apny soch smjh k or sbr k sath trading ki tb he ap ko Forex trading ma faida ho ga or aisy he ap bry trader bny gy lkin agr ap ny sbr ko chor k lalch k sath Kam krna start kr dia to ap ko Forex trading na loss he ho ga
                • #9 Collapse

                  G han ap ki ye bat bilkul theek hay k humain hamesha apne andar pations ko barhana cahiay aur phir trade karni cahiay kiu k agar hum apne andar pations ko nai barhain gay tou hum kamiab nai ho sakte is market main aur na kabhi ache trader ban sakte hain is liay agar ap kamiab trader bana cahte hai tou mehnat se kam karain aur pations k sath akam karain
                  • #10 Collapse

                    Brother apki bat bilkul theak hai patience se hi hum kamyab hosakhte hai hamare ander patience nhi hogha hum kam mai jaldbazi karege to us se hume nuqsan k ilawa kuch nhi milta is liye patience kamyabi ka zariya hai
                    • #11 Collapse

                      humain market main success hasil karni hay to patience say trade karna ho gi kun kay sabar say trade karna humary liye asan ho saktat hay demo ko use karty hain to trade karna sikh sakty hain market main sabar say trade ko chalana humary liye asan ho sakta hay or order ko close karny main b ziada jaldi nai karni chaiye
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        agar humary andar patience hay to humari trading achi ho sakti hay kyun keh esmain hum nay jo trade lga di hay to humay wait karna chahiye apny target tak ka aur ye wait tab he kar sakty hay jab humary andar sabar ho ga aur agar humary andar sabar nahi ho ga to hum market main kamany ki bijaye loss kar sakty hay

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X