Experienced traders trading k doran hamseha calculated risk laite hain

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Experienced traders trading k doran hamseha calculated risk laite hain
    Experienced traders aur new traders Mai waise tu kafi Saray he difference hoty hain Jin ke wajha say experienced traders aur new traders ke trading Mai b kafi faraq aa jata ha . Inn Mai aik bara faraq yeh b ha ke new traders aksar apni trading Mai risk ke factor ko samjh nai sakty hain . Lakin experienced traders risk ko achi trah understand kar k he trading karty hain.
    App ka kiya khayal ha ?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    G bhai main to samajhta hun k expert aur new trader men basically yehi ek farq hai k trade k doran kitna risk lena hai. New trader ko samajh nahin ati aur wo apny capital k muqablay men zyada risk lay leta hai jis ki waja se uska account wash ho jata hai jab k expert log sirf utna he risk lety hain jitny se unka account wash na ho aur wo market men survive kar lety hain aur phir wo loss recover b kar lety hain.
    • #3 Collapse

      G han professional traders aur expert traders ki trading style ka agar jaiza leya jaye to esy traders fix aur calculate risk per trade me lety hey ye successful trading ka best rule be hay key fix risk hi leya jaye es se fix profit ho sakta hay aur fix loss be ho sakta hay jes ko recover karna traders key ley bahot asaan ho sakta hay.
      • #4 Collapse

        bhai yahi to faraq hota ha.1 experience rahnay walay trader or 1 un experience rakhnay walay trader main.is business main experience is business main kam ker kay hi hasil hota ha.or jab experience rakhny wala trader koi trader open kerta ha.to wo us main apnay profit ka bi target set kerny kay bad hi apni trade ko open kert ha.or jeb uskay profit ka target pora ho jata hay.to wo or profit ko hasil karnay kay liya mazeed risk nahi leta ha..
        • #5 Collapse

          forex man risk laina trader k hath man hota ha. ager trader low risk k sath trading kerna chahta ha tu lot size or leverage ku kum rekh ker ker sakta ha. or money mangment say bhi trader beri lot ki taraf nae jatta.
          • #6 Collapse

            is main kam karna hay to kafi practice say kam karna ho ga kun kay market main humain riksy to lyna hi parta hay humain apni mehnat ko jari rkhna hota hay kun kay is main calculatin kar kay kam karna chahiye ta kay trade karna humary liye kam karna asan ho sakay humain practice ki base say tade kana best ho sakta hay
            • #7 Collapse

              Yes brother you are right experience ka koi nimolbadal nahi ha our forex sa faida bi experience ki bunyad pa leya ja sakta ha jaha tak risk ki bat ha nery hyal ma hamary jaisy new usser ko is ka pta hi nahi hota k trade open karty waqt ye andaza lagaly k agar loss ho to kitna hoga means calculated nahi hoty our ye sub kuch ayega experiencr sa jis sa k hum apny loss ko control kar saktu ha
              • #8 Collapse

                G apki baat bilkul theek hai k Jo b experience traders hotay hain woh trading k doraan calculated risks laitay hain matlb AGR koe experience trader 2 trades p entry laita hai to AGR usko aik trade p 60% confirmation hai k merit trade profit mai jaye GI to other Jo trade us be lgae hoti hai woh 90% confirmed hoti hai matlb calculated loss risks latay hain
                • #9 Collapse

                  Re: Experienced traders trading k doran hamseha calculated risk laite hain

                  forex mai expert traders trading ky doran calculated risk lety hain forex mai hum live or sada urdu mai trading karty hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain hum is mai kam kar ky acha bonus earn kar sakty hain or apne zarorrto ko pura kar sakty hain yai aik international business hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Experienced traders trading k doran hamseha calculated risk laite hain

                    agar hum forex mai expert hain to hamy trading karty wakt calculate risk lena chahey pher he hum acha bonus earn kar saky gy or apne zarorto ko pura kar saky gy forex aik online business hain is mai dunya ky bary bary mumalik sahmil yai east wast mai bohat taze sy phal raha hain hum isy apna life time career be bana sakty hain
                    • #11 Collapse

                      Re: Experienced traders trading k doran hamseha calculated risk laite hain

                      Anil trading term Karni chahiye Jab Hamen hundred percent lekin Ho ke Hamare trading profit Mein Hai Jayegi Hamen Aise time pe trading Nahin Karni chahi Jab market bahut iski Hoti Hai Kyunki use time market ka behaviour kuch bhi ho sakta hai aur traders code trading Karke lost ho sakta hai isliye hundred percent profit Ke Jab chahte ho to trading Karen
                      • #12 Collapse

                        Re: Experienced traders trading k doran hamseha calculated risk laite hain

                        Experienced trader jitne bhi hain sab ko itna tjrba ho chuka hota hai k wo jante hain k market kis point per ja stop hogi ya kis poiny se turn legi ya kis point se breakout le ker acha khasa profit de sakti hai. New trade to tukkay pr trading krte hain zyda tar.
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: Experienced traders trading k doran hamseha calculated risk laite hain

                          G bhai ap nay bilul thek kaha kay senior trader jab trading account open kertay hain to wo aik loss ka trarget bhi set ker detay hain. aur ager loss hotay hotay us target tak ponch jaye to wo trading ko close ker detay hain. aur apni trading main say wo mistake talash kertay hain jis ki waaja say trades zayada loss main gai. us mistake per kam kertay hain aur us ko khatam ker kay demo per dobara practice kertay hain.

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X