forex main lose hona kab khatam hota hay?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    forex main lose hona kab khatam hota hay?
    dear jub ham trading start kartay hain to start main hamain lose zarur hota hay laikin ap mujhay yeh batain kay is main lose hona kab khatam hota hay?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Forex men loose hona tab hi khatam hota hai jab ham aik acha experience hasil kr lete hain jab tak ham acha experience nhi hasil kr lete hain tab tak ham kamyab nhi ho pate hain
    Hamare pass skills ka hona bahot hi zaruri hota hai jab hamare pass achi skills hongi then ham kamyab ho sakte hain ham bagair skills k kabhi bhi kamyab nhi ho pate hainaur always looser hi rehte hain
    • #3 Collapse

      Forex trading Mai traders ko overall loss hona tab kam ya khatam Hota ha Jab woh trading Mai experienced ho jata ha. Trades Jab yeh Learn kar laite hain ke disciplined trading say he profit hasil ho sakta ha aur trading Mai tragey b practical rakhin tu phir iss k baad he trading profitable ho sakti ha.
      • #4 Collapse

        Forex trading mein starting mein kafi mehnat ki zaroorat hoti hai. Shoro mein waqee bahut loss hota hai. Lakin waqt ky sath sath hum is mein experience hasil hota hai. Ap jita ziyada practice ko time dein gy ap ko utna experience hasil ho ga. Aur ap ka loss hona bhi kam ho ga.
        • #5 Collapse

          Dost is market men loss hona kabi b khatam nahin hota ap apny experience aur knowledge k sath isko kam se kam karty jaty ho aur ek waqt aesa b ata hai k apko loss nahin hota. Lekin us wawt b loss ka khatra mojood rehta hai aur ap ye nahin keh sakty k ab apko loss nahin ho ga. Lehaza kabi b overconfident mat hon aur hamesha soch samajh kar he trade karen.
          • #6 Collapse

            Forex ma loss ka hona shoro shoro ma buhut zyada hota ha lakin waqt waqt k sat sat kam hota jata ha us ki waja ak to experience ha k jab experience zyada ho jaye to loss hona kam ho jata ha dosri bari bat laluch ha k shoro shoro ma banda buhut laluch karta ha jab tak laluch pa control nahi hota us waqt tak loss hota rehta ha jab laluch pa control ageya samjo loss kam hona shoro hova
            • #7 Collapse

              Dear baat ya hay k instaforex trading aak online worldwide international bussniss hay iss ko samjna k laya bhot zayada time ki zarrorat hay iss laya trader ko instaforex trading main loss hota hay ya aasa bussniss hay iss main jo seniors trader hain wo be lose lazmi kartay hain lakan jasay jasay time guzarta hay exprence aur knowledge barta hay aur lose hona kam ho jata hay
              • #8 Collapse

                forex k start man tu loss pay loss hi hota ha. or trader ku oc waqt tuk loss hota rehta ha jub tuk wu sahi learning na gain ker lay. jub trader apni learning complete kerta ha tu oc ku loss hona khtum or profit shuru hu jatta ha.
                • #9 Collapse

                  ji dear mary khayl forex main loss aik bohat achy or long time kay experiece say hi khatm hosakta hai or forex wesy bhi aik risky business hai is main profit kay sath loss bhi ha is lea is main loss say bchny kay lea hmen aik achy trader say attach zrore rehna chaea ta kay hmen aik achi guide line milti rahy or ham loss main jany say bach saken
                  • #10 Collapse

                    Forex main loss tab ja k khtam hota ha jb ap forex ka logic smjh jaati ho phr loss ki chances kam hoti ha khtam tuo hone ki confirm koi nh ha wo market pe depend karta ha
                    • #11 Collapse

                      Bhai loss khatm kabhi bhi nai hota trading mai apko pata hona chahiya k profit loss sath sath hi chalty hain agar ap ye kaho k loss khatm hoga tu asa nai ho sakta apko chahiya k ap ziada say ziada forex ko learn karo demo par practice kar k loss ko kam say kam karo
                      • #12 Collapse

                        Jab b hi ham is bisness my kam krty hy to hamary mind my bs yabi hota hy k hamnh is sy bhot zeada pesy kanany hy ya nai hota hy k ham ko is my jo trade lyni hy who sahi taime pr open krni hy ya ckose kr i hy bs lalach hota hy our ham pips bhhi nai dykhty hy level b nai dukhty hy us waja sy loss ho jata hy jis din ya adat khatam ho jaye gi to ham sahi ho jaye gy
                        https://www.facebook.com/profile.php...7089435:1f341:
                        • #13 Collapse

                          bhai trading 1 aesa business ha.jis main loss hona kabhi khatem nahi hota ha.mager jo trader is business ko sekh jata ha.usko is business main loss kam honay lag jata ha.or uski ziada ter traders profit mian janay lah jati hai.bhai loss is business main trader kud apni marzi say kerta ha.is business main ziada profit ko hasil karny kay liya is business main akser trader ka account wash ho jata ha..
                          • #14 Collapse

                            Dear loss forex trading meim kabhe bhe khatam nai hota albata forex trading mein loss ratio kam kiya ja sakta hay experience aor paractice sy loss ki ratio ko kam kiya ja sakta hay loss ko khatam karna forex mein main smjhta hon bahut hi mushkil kam hay q k forex market ki movement kabhe kabhe aesi ho jati hay jo hum expect bhe nai karty....
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Dear brother forex eik risky business hay es main apky loss ko belkul khatam hona bohat mushkal hay lekan apky loss main kami a jati hy oski waja apka acha experience or behtar knowledge kay sath sath apki hardworking ki waja say hota hy es tarha he ap expert trader ban jaty hain or apny loss ko kam kar dety hain
                              All The Best Dear Friends

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X