Start mein jo loss hota hay darasal wo kamyabi ki qeemat hoti hay
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Start mein jo loss hota hay darasal wo kamyabi ki qeemat hoti hay
    Dear jab hum forex trading start karty hain to hamen loss hota hay kam ilmi aor experience na hony ki waja sy hamen loss sy preshan nai hona chahiye q k darasal wo hamen kamyabi ki taraf ly jata hay jab hamen loss hota hay tab hi hum achi learning karty hain agar hamen thora bahut profit hota rahy to learning py itni tawajo nai dety so loss hi success ki taraf ly jata hay
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Yh bat to apki darost hay kh agar hum ko start main he thora profit milta rahy to hum khod ko expert samj lety hain or learning ki taraf tawaja nahi dety es lay loss hona be apki learning or experience kay ly best hota hay qn kh hum ko es say learning karny ki waja mil jati hay or hum phir say or zeyda tawaja kay sath learning ki taraf a jaty hsin
    All The Best Dear Friends
    • #3 Collapse

      Dear apki baat bilkul teek hay aor ye huta bhi hay kay jab bhi hum koi kaam shoro kertay han tu starting ma humay bhot mushkilaat ka saamna kerna parta hay aor humay loss zaror huta hay tu asal ma wo loss hamari kamyabi ki qeemat huti hay kiun kay os loss ki waja say hamara experience kaafi improve hu jata hay aor pher oskay baad profit ana shoro hu jata hay.
      • #4 Collapse

        G dear member forex trading mai kuch bhi fazol nai hai bulkey bohat qeemati hai same aisy hi forex trading mai jo losses hoty hain ya mistake hoti hain Wo bhi qeemati hoti hain. Unko ignore nai karna chahiye q k ye bhi humara aasasa hoty hain jo humain future mai losses se bachty hain aur humari kamyabi ki qeemat hoty hain.
        • #5 Collapse

          sahi kahan app nay forex trading aik complicated business hain , jahan pay itna assan nhi hain trading kerna , iss kay liya lazmi hain app kay pass trading say related knowledge hona chiya tab hi app achi trading ker kay earn ker sakty hain trading main success kay liay struggle must hain ager incase ap ku profit ho jay tu next time app apni skills ku improve ker kay iss main trading krain
          • #6 Collapse

            Bhai koi b insan perfect nai hota Jo b kam start karty hain us ma phely phely to mushkil hoti hy aur start ma loss b hota hy lekn start ma learning b hoti hy. As ley start k loss say dil chota nai karna bs trading par focus karna hy aur market ko fellow kar k profit ki trf jana hy.
            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #7 Collapse

              Dear ap ki bat thek hy humy forex trading starat me parshani ati hy k hum loss na ja rhy ho humy bonuss kam na mel jay ye baat bhe thek hy k jab tak humy expirence ni ho jaty humy loss hony ki pareshani nhe honi chay q k anjany me bhot se parchano ka samna karna parta hy tab he kmyabe hamry qadam chomte hin

              اب آن لائن

              Working...
              X