Loss mai gaya trade jab recover hojata hai?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Loss mai gaya trade jab recover hojata hai?
    Loss mai gaya trade jab recover hojata hai tu kafe ziyada khushi mehsos hoti hai q k ik time mai jo loss taqreeban howi hoti hai wo recover hojate hai tu trader ziyada thankful hota hai
    Ye baat ap b jante hongay k ik trader kabe be loss ko accept nahe karta q k jes maqsad k leye trader nay es business ko join kiya hota hai wo sirf aor sirf profit hai so jab loss recover hojaee tu kafe ziyada khushi mehsos hoti hai...
    Zuhaib9988 Trading journal
    https://investsocial.com/ur/showthread.php...rading-Journal
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    dear sahi bat hy waqi ap jab bi forex mai aty hy tu sirf yahi hm logo ky minde mai hota hy ky profit hi kerna hy or is profit ky chaker mai hm log loss bi kerty hy ager tu is loss ky chaker sy jan shoran hy tu phr lazmi ap ko yi bat zehan mai rekhni chahiya ky sab sy pehly ap loss ko is forex ky business ka hisa samjh ker accept kery ky jab bi trade kery tu loss ko bi lazmi apny minde mai rekhy taky asani ky sath ap is market mai trade bi ker saky or profit bi earn ker saky waqi jab loss wali trade profit mai ati hy tu kushi ki bat yahi hy ky ky hm log loss ko mushkil sy hi manty hy.
    • #3 Collapse

      Bilkul bhi ye aik aisa moqa hota he trafing me jb trader trade k andhery me se nikl kr ujaly me ata he,aor hr trader k sath hota rehta he aor jis tarah ki feelings ap bata rahy hen taqreeban sabhi traders k sath yehi moamla hota he, first off all hmen loss se bachna chahiy magrr chonky trading me loss to hota he is liy loss ki recovery ki koshish kren aor is lazzat kohasil kren.
      • #4 Collapse

        Dear app ki baat sahi hai jo bhi iss business ya kissi bhi business me ata hai. wo profit k liye he ata hai koi bhi bnda loss k liye capital invest ni karta tou zahii baat hai jab loss recover hotta hai tou bht khushi hooti hai doosri baat k logoon nay mind set bna lia hai k m nay just profit he krna hai agar log profit or loss ki ratio ko zehn me rakhain tou un ko kabhi bhi mayoosi ni ho ge
        • #5 Collapse

          dear jab bhe koi trad open ki jati ha to us mein long term trad ki ja ti ha to us kay liye wait bohat he zarori ha is liye market mein wait kar kay work kareen to bohat he acha profit earn kiya ja sakta ha is liye jab apka trad koi bhe loss say profit ki taraf ati ha to bohat he khushi hoti ha
          • #6 Collapse

            Yes my dear sir you are right. Jb hmara koi loss cover ho jaey to hm Relax ho jaty hain or next time k lye planing bnaty hain. Lekin hmen apni mistakes se b learn krna ho ga taky hmara profit arzi na ho or next tme phir hm loss m na aa jaen. SO,hmen apni khushi ko dairpa bnany k lye money management ko follow krty rahna chahye or mistakes ko avoid krna chahye.
            • #7 Collapse

              sab say aham baat keh humay trade lganay say pehlay he market ka analysis karna chahiye agar humay esmain acha trade karnay ka chance milay to he humay esmain trade karni chahiye warna humay wait karna chahiye jab humay acha chance milay trade karnay ka tab he trade karni chahiye aur tab he safe trade bhi mumkin ho pati hay
              • #8 Collapse

                loss mai trade ja kuin rahe hai. sawal yeh hai dosto. apka analysis itna strong nahi hai jis ke waja se app ko market mai loss ho jata hai. hamesha koish karen ke app jo hai woh hamesha market mai. analysis strong karen apna.
                • #9 Collapse

                  Re: Loss mai gaya trade jab recover hojata hai?

                  forex mai jab hum demo account mai kam karty howe loss karty hain to hum isy cover kar sakty hain or agar real account mai kam karty howe loss ho to hum isy c over nahi kar sakty hamara account wash ho jata hain lakin is mai market ka ya brokers ka koi qasur nahi hota forex mai dunay ky bary bary mumalik sahmil hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Loss mai gaya trade jab recover hojata hai?

                    forex mai hum trade lagaty hain agar yai loss mai cale jy to ham yisy close kar dena chahey loss ky bad hamy zada thence nahi hona chahey balky next time apne galtiyo py gur kar ky kam karna chahey forex aik asa business hain jis mai hum learning ky sat earning be hasial kar sakty hain hum isy apna life time career be bana sakty hain
                    • #11 Collapse

                      Re: Loss mai gaya trade jab recover hojata hai?

                      Usse kam karne mein help bhi mil jati hai aur confidence ki Mil Jata Hai Jo log samajhte Hain ke logon ko chahiye job ke liye trading Karan aur Arjun ka kam karne ke advantages ka isko nuksan hone ke chance kab Hote Hain
                      • #12 Collapse

                        Re: Loss mai gaya trade jab recover hojata hai?

                        Forex forum kay maximum new trader aur kuch old trader jin kay pas account main bonus kam hota hay wo forex trading main open trading kertay hain aur is main risk letay hain. jis main ager koe open trade loss man chali jaye to us kay liye boht din tak wait kerna perta hay. aur jab wo trade positive ho jati hay to trader ko boht zayada sukoon aur khushi mehsoos hoti hay kay us ka bonus loss honay say bach gia hay.
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: Loss mai gaya trade jab recover hojata hai?

                          forex mai jab hum kam karty howe koi mistake kar dety hain to hamy loss ho jata hain lakin hamy loss ky bad thence nahi hona chahey hamy saber karna chahey or next time apne mistakes py gur kar ky kam karna chahey pher he hum loss sy bach saky gy or acha bonus earn kar saky gy forex aik real or kabe be band na hony wala business hain

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X