Trading main long term main zada hold karnay ka jazba

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trading main long term main zada hold karnay ka jazba
    Yes trading main hamain apni trades ko kafi long term hold karna parta hai.
    Hamain chiay kay ham jab trading karain to ham apnay emotional feelings ko control karain or hamain chiay kay ham trading main terms and conditions ko madenazar rakhtay huay trading karain.
    Or hamain chiay kay ham trading achay say karain or hamain apnay emotions per control rakhain is tara ham trading main agar long hold karain to easily 100 pips or 200 pips gain kar saktay hai.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Bilkul main samhjta hn k jab tak ap long term hold nhe kro gy to aap kabhe bhe earning nhe kr sakty aap ko is k liya time dyna pary ga or is main ap ki mehnat bhe darkaar hy ap ko chaiye ap jitna risk lo gy ap k chances bhar jae gy is liye ap apni trade ko long term laga sakty ho wysy brother mera abhe itna experince nhe hy main abhe new user hn main ny apny lihaaz sy ap ki post ko discuss kiya hy mazeed idhar kafi experince loog mojood hyn jo is ka acha tajziya kry gy
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #3 Collapse

      forex trading main humay apny experience ko mady nazar rakhty huway he trade karni chahiye kyun keh tab he humari trading achi aur safe ho sakti hay es business main money management bhi karni chahiye kyun keh tab hum market main theak say profit bna sakty hay es business main dil lga kar time bhi daina chahiye

      اب آن لائن

      Working...
      X