Baar baar trade close kerna.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Baar baar trade close kerna.
    Mery piyary dosto aik to hum akser choty time frame mein trade lagaty hain. Is ky do nuksanat hain. Aik to hamein kafi false signals milty hain. Dosra un un signals ki bunyad per hum baar baar trade ko close ker bethty hain jis se humein kafi nuksaan uthana perta hai.
     
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Dear hamen aik achay setup k through trade leni chahiye aur hamari koshish honi chahiye k ham apne aap pe control rakhen aur bar bar apni trades ko close na kren agar ham bar bar apni trades ko close krte rhen ge to ham kamyab nhi ho paen ge
    Bar bar trade close krne se ham kafi acha profit bhi miss kr jate hain aur sath men spread ki waja se bhi hamari achi khasa profit miss ho jata hai
    • #3 Collapse

      Bhai agr hum achi trade Lena cahty hy to humy phly sy planning kr leni cahiy or trade lgany sy phly kisi achy teacher ya kisi achy trader sy poch Lena cahiy k trade kaha lgay
      • #4 Collapse

        G bilkul hme patience k sth trade krni chahihye hai bar bar trade close krny s nuqsan zayada hota hai trade k liye self control hona bht important hai kbhi kbhi esa hota hai k hm low limit ki trade lgaty hain or jesy hi market trend oposite direction m move krny lgta hai hm trade close kr dety hain but esa nhi krna chahihye q k market trend up nd down hota rehta h to hm loss m trade bnd kr dety hn or profit ko miss kr dety hn
        • #5 Collapse

          Chota chota profit hasal krna achi baat ha lakin app jitni bar new trade start kro ga utni he bar app ko spread pay krna hota ha bjye is ka app scalping krin app 1 hour ka time frame main kaam krin app ko acha result mila ga jldi trade lgna ur jldi close krna sa app ko wqie he nuksan ka andesha zyida hota ha bjye profit ka lakin kush isi moments ati hain jin main iyk scalper boht jaldi boht sa profit bna leta ha..
          • #6 Collapse

            Friends ap ne post per achi discuss ki hai. Ager ap trading mein baar baar entry aur exit kerein gy to us akser loss ho jata hai. Jasy ager ko kisi trade mein loss hota hai to ap exit ker ky us ky opsit trade trade open ker dety hain. Lakin trend phir wapis ho jata hai. Jis se ap ko do dafa loss ho jata hai.
             
            • #7 Collapse

              g haan bhai jaan ap ne thek hi kah hai kee ass main ham ko bar bar trade close nahi karna chahiy hai q k as ki wajah se hamara account band bhi ho sakta hai tehk hai bhai jaan
              • #8 Collapse

                g mere pyare apn bil kulthk kaha h k bar bar trade ko closs or open krne se acond bhe blok ho skta h or dosra hm bar bar ye krne se losss mein chla jata h is lye is mein ehtiyat bartni chahye ta k hm iss loss se ba asani bch skein
                • #9 Collapse

                  Trade br br lagny sa bnda nuksan main chala jata ha trade ko br br bnd ya close nh karna chahy is main los hota ha ap thek kah rahy hain
                  • #10 Collapse

                    humay agar scalping karni hay to esmain hum nay jo trade place ki hoti hay wo trade humay close karni hoti hay thory profit kay sath aur esi trha hum thory thory pips ka profit hasil kar kay market say exit ho jaty hay aur humay chahiye keh esmain scalping ziada karen agar humara experinence kam hay to ye safe tariqa hay trading karnay ka
                    • #11 Collapse

                      ji dear friend mary knoeledge kay hisab say bar bar trade close karny say acha ap is ki aik complete learning karen or aik achy time frame par trade lga den or us kay bad ap market kay up down move karny say forn trade close na karen balky intzar karen market opposite movement say dar kar trade close kar kay bohat achy profit say rah jaty hian is lea trading main apny emotions ko cntrol kren or aik fresh mind say trade lgain
                      • #12 Collapse

                        Re: Baar baar trade close kerna.

                        hello dear brother jab ap new trade start kro ga utni he bar app ko spread pay krna hota ha bjye is ka app scalping krin app 1 hour ka time frame main kaam krin app ko acha result mila ga our result k sat sat acha profit b mila ga
                        • #13 Collapse

                          Re: Baar baar trade close kerna.

                          Yes sir aapne bilkul right kaha hai Hamein Aisa bilkul bhi nahin karna chahiye Kyon Ke trade ko Bar Bar close karne se hum Jyada Se Jyada nuksan Mein Jaate Hain Agar Hum I'm a market ko achi Tarah analyses Karen aur apne experience Aur Hai knowledge ko approved Karte Rahe To Humne Apna trade close Karne Ki Koi Kami mehsoos nahi hogi Aur Hum profit earn karte rahenge
                          • #14 Collapse

                            Re: Baar baar trade close kerna.

                            اصل پيغام ارسال کردہ از: MOhibahmad پيغام ديکھيے
                            Mery piyary dosto aik to hum akser choty time frame mein trade lagaty hain. Is ky do nuksanat hain. Aik to hamein kafi false signals milty hain. Dosra un un signals ki bunyad per hum baar baar trade ko close ker bethty hain jis se humein kafi nuksaan uthana perta hai.
                            Hum Jab trading connect to Hamein chahi ke hum thodi der wait Karon aur apni travelled ko profit Mein jaane ka wait bhi Karon Aisa Na hoke hum jaldi jaldi Mein Apni trade co cut kar de Kyun Ke Hamne Commission to pay kar de
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Baar baar trade close kerna.

                              اصل پيغام ارسال کردہ از: MOhibahmad پيغام ديکھيے
                              Mery piyary dosto aik to hum akser choty time frame mein trade lagaty hain. Is ky do nuksanat hain. Aik to hamein kafi false signals milty hain. Dosra un un signals ki bunyad per hum baar baar trade ko close ker bethty hain jis se humein kafi nuksaan uthana perta hai.
                              Hum Jab trading karne to Hamid Rahi ke hum thodi der wait Karon aur apni tradecorp profit Mein jaane ka bat bhi Karon Aisa Na hoke hum jaldi jaldi Mein Apni trade co cut karne Kyun Ke Hamne Commission to pay kar de
                              FRD 07 TRADING JOURNAL

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X