Without indicator necked chart pe kamyab stragtty

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Without indicator necked chart pe kamyab stragtty
    Trading bahot se log indicators ko use krts hain aur in men se aksar logon ko loss sirf indicators ki waja se hi ho rha hota hai but jahan tak main smajhta hoon to indicators se hamen koi khaas faida nhi milne wala hai
    Hamen indicators ko only chart pe as tool lena chahiye aur hamen always hi breakout pe nazar rakhna chahiye jab bhi hamen market men achay setup k sath breakout mille hamen tab koi trade open krni chahiye
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Dear brother jo bhe indicator aapko signal deta hai us say aapko ye nahi signal ho ta kay market ab lazmi us he simat main jaay ge. Kun kay indicator to signal jo value market ke recently chal rahi hoti hai us kay hisaab say indicator apko signal deta hai. So aap beshak signal indicator say lain lekin aap apna mind aur apna experience jo kehta hai us ko bhe made nazar rakhin.
    • #3 Collapse

      bhae jan bat app ki thek hai mger indicator par wo he kam kar sakta hai jiss ko us k bary main information hai aur uss nay uss indicator par acha kam kia hai indicator aik tra say ham ko ishara karety hain k ab markeet yahn say sell ya buy ho skti hai mger jab tak tak app ka expereince na many k koi pair buy ya sell ho ga uss wakt app ko sahi side nahi mil sakti market ki iss leay app k pas expereince ho tu har indicator bhe sahi kam karta hai bat sirf aur sirf expereince ki he hoti hai.
      • #4 Collapse

        Gee haan brother aap nay theek kaha hai forex mein agar aap kisi kay indicators pae kaam karain gay tou aap ko koi khas fauda nahin ho ga kyun kay aksar log fake indicators sale kertay hain jissae kuch hasil nahin hota iss lye aap wohi indicators use karain jo meta trader app mein built in hain
        • #5 Collapse

          Gee haan bhai forex mein agar hum chart kay tools ko use kerain gay tou uss sae trading bahut achi hoti hai jab kay forex mein agar aap kisi sides sae kuch use kertay hain jaisay kay indicators ya strategies tou uss sae aap ko forex mein loss bhi ho sakta hai other sites per bhi zayada tawajah na dain
          • #6 Collapse

            forex trading main indiactors kisi had tak hmain acha result dety hain es liye aghr hum indiacators ko use kar rahy hain tu oay apny chart par he apply kar k trading karni chahye jis se apko apka indictprs acha reult de or apko loss na ho or ap apni trading ko asan bna kar kar saken
            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #7 Collapse

              bahi jan asa to koi koi kr skata hy q k is my hum indicators ko use kr he treading krty hn to he humari trades profit my jati hy or hum ismy itni mahent profit k liay he krty hn likn agr hum kamyab trader hn to hum b asa kr skaty hn.likn hum ismy jo b test krna ho humy us k liay sub sy phly is ki practice demo account my krni chahey.

              اب آن لائن

              Working...
              X