Gold aur currency
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Gold aur currency
    Gold.hamesha apni khalis dhati khasoosiat ki wajah sae saddion sae insan ki tawajah ka markaz raha hai aur dollar kaghzi khasoosiat ki wajah sae uttar charhao ka shikar raha hai jab dollar week hota hai tou log sona khareedletay hain aur jab dollar mazboot hota hai tou log gold bech detay hain aasaan lafzoun mein dollar aur gold aik doosray kay mukhalif hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Dear fellow aap ne buhut informative post Kia hay our maray khyal may new members ko sasy posts say buhut kuch seeknay ko miltha hay international level par ye commen see baath hay k jab be dollar high hoga tho gold neechay aatha hay our jab dollar ke qeemath Kam hothi hay tho gold ziada oopar jatha hay
    • #3 Collapse

      dear traders gold aur currency aik dosry ke reciprocal hain aur basically gold aur doller aik dosry ke opposite hain jub gold oper jata hy tu doller samjh lo kamzor ho rha hy aur jub doller strong hota hy tu phrr gold weak hota hyaur jub analysis thgik ho tu trade achi lagti hy.
      • #4 Collapse

        jee bahi ap na bilkul theekh kaha hay dollor or gold main say koie zameen hay to koie aasman hay ager eik kumzoor ho jata hay to dosera musbot ho jata hay in dono ka mukabala he chalta rata hay is main trading is time he profitable hoti hay jub ap ka capital strong ho
        • #5 Collapse

          Forex market mein sab sae zayada business gold mein hota hai kyun kay iss mein profit bahut acha hota hai aur iss ki market smooth bhi hai aur bahut zayada tezz bhi aur phir iss ki world level pae maang bhi bahut zayada hai aur iss ki movement hamesha dollar index kay opposite hi chalti hai
          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
          • #6 Collapse

            Re: Gold aur currency

            agar hum forex mai new hain to hamy currency py trading karne chahey or agar hamara kam karny ka knowledge or experience bohat acha hain to hamy gold mai trading karne chahey pher he hum acha bonus earn kar saky gy or apne zarorto ko pura kar saky gy forex kabe be band na hony wala business hain is mai hamara koi boss nahi hota
            ᴍᴇʀɪ ᴘᴏsᴛs ᴋᴏ тнαикѕ ᴢᴀʀᴏᴏʀ ᴋᴀʀᴇɴ

            اب آن لائن

            Working...
            X