Rat ko jag ker posting kerny sy kia hamari nazar kharab ho sakti hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Rat ko jag ker posting kerny sy kia hamari nazar kharab ho sakti hai
    Mera forum main yeah third year hai ky start main bhi meri nazar 6 by 6 thi jo bahot zyada posting kerny ky bahd bhi 6 by 6 hai tou mera nehi khyal ky is sy nazar effect hoti hai lekin agar kisi ko yeah problem hua hai tou please share kerain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Mujhy tou abhi zyada time nehi hua forum join kiay huey lekin agar ham lagatar forum main long time ky liay posting kerty hain tou jab posting job khatam kerty hain tou dhundla dhundla sy dekhny lagta hai jo kafi time ky bahd nazar ki setting hoti hai tou hamain forum main posting rat ki bajaey day time main kerni chahiay ky nazar kharab na ho
    • #3 Collapse

      Dear brother comuter par kam karny ka yeh tareqa hy as say hamary nazer par asar nahi hota ak to ap ki light ko madham rajhen dosra ak ghanty lagatar kam karny k bad ap rest lain aur har 20 ment k bad apni nazar computer say 1ment keleye hata lain tk ap ko kabhi bhi nazar ki probloms nahj higi
      • #4 Collapse

        Dear brother ap ki bat bilkul theek hey night time men zyada der tak jaag kar trading karnay se ap ki eyesight weak ho sakti hey iss liay koshish karen k ziyada posting din k waqt karen
        • #5 Collapse

          ji ha ap na thk swal kya h mre nazr kmzor h 1. 50 h es lh jb ma zyda dr posts krta rhta ho to ankhy bhot drd mhsos krte h ya treding dn ko kry to km drd krte q k dn ko roshni hoti h or rt ko kry to hndara hota h or khas tor pa forex pa km ho ya koe or km jo sl pa ya computers pa krty ya tv dkty h to zyda dr nzr ni lgni chih or light jla kr khas tor pa en py nzr lgae agr roshni ni hoge to nzr jld kmzor or ankhy zyda drd kry ge
          • #6 Collapse

            G ha ap ny tk khaha ha ky hm sb ko zada rt tk post ni krni chahey q ky lat rt tk km krny sy hamari nazer kharab hobsakti ha to sb ko chaheya ky wo sb ky sb morning my he post kya kray
            • #7 Collapse

              dear ager app kisi triky k sath karain gay tu ap ki nazer par fark nahi pary ga matlb ap jab bhe post karain tu ruk ruk karain wakfa day kar karain main 4 sal say kam karrha houn meri nazer par koi bhe fark nahi para chahay main din ko karon ya rat ko bas app ko thora sa dhyan rakhna parta hai aur apni brghtnes ko kam kar k kam karain.
              • #8 Collapse

                Nazr par effect to sure hota ha lakin app is ko kam kr skta hain app day time main posting krin to bhtr ha app raat ka waqt krna chata hain to mnsb light ka bndobst zaror kr lain phir app na nazr par atna effect nahi ho ga muga wasa ALHAMDULLAH nazr ka koi msla nahi lakin zyida der pc use krna sa stress ho jati ha masalsz pull ho jata hian grdn ka is lyia ahtyat he bahtr ha..
                • #9 Collapse

                  dear aysa to kuch bhe nai ha kiyon kay forex mein forum pay ap work karna chahty hein to ap bagair kisi bhe rukawat kay kiyon kay agar ap laptop led use karty hein to apki nazar pay koi bhe effect nahi hoga kiyon kay market mein bhe log work kar rhy hein is liye daily raat agar ap 2 hour forum mein posting kareen gay to bohat he achi earning kar sakty hein
                  • #10 Collapse

                    My friend i thik rat m posting krny se eyesight pa aser parta hai us ki mostly waja to ye hoti hai k room ki baki lights to band hoti hain to agr hm computer ya mobile m posts krty hain to us ki light direct eyes ko effect krti h jis s eyesight week hony k chances hoty hain agr mobile ya monitor ki brightness km ho ya rm m koi or light on ho to eyesight pa koi aser ni hota.
                    • #11 Collapse

                      Re: Rat ko jag ker posting kerny sy kia hamari nazar kharab ho sakti hai

                      agar hum late night postin gkary gy to hamare nazer kahrab ho sakte hain hamy aik time be kam bana kar kam karna chahey pher he hum acha bonus earn kar saky gy forex aik international business hamy is mai posting ky bab trading karne chahey forex onlien ke dunya mai aik best business hain yai kabe be band nahi ho sakta
                      ᴍᴇʀɪ ᴘᴏsᴛs ᴋᴏ тнαикѕ ᴢᴀʀᴏᴏʀ ᴋᴀʀᴇɴ
                      • #12 Collapse

                        Re: Rat ko jag ker posting kerny sy kia hamari nazar kharab ho sakti hai

                        Rat ko det tak ja kay posting kernay say nazar kharab h sakti hay. que kay lcd ki light nazar per kafi asar kerti hay. aur ager koe monitor use ker raha ho jis main picture tube use hoti hay to wo confirm nazar kharab kerta hay. que kay us ki light kafi tez hoti hay jis ki waja say nazar week ho jati hay. wesay kam ko thora thora ker ay kerna chahye aur hiso say kernay main asani ho jati hay.
                        • #13 Collapse

                          Re: Rat ko jag ker posting kerny sy kia hamari nazar kharab ho sakti hai

                          agar hum raat ko jag kar posting kary gy to hamare nazer karab ho jy ge forex aik international business hain hum is mai apne marze sy time table bana kar kam kar sakty hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain hum forex ko apna life time career be bana sakty hain
                          • #14 Collapse

                            Re: Rat ko jag ker posting kerny sy kia hamari nazar kharab ho sakti hai

                            forex mai kam karny ky liye hum computer ka istmal karty hain raat ko posting karny sy hamare nazer karab ho sakte hain forex aik real business hain hum is mai agar bager learning ky kam kar gy to hamy loss ho jy ga forex aik amm business ke nisbat bohat acha business hain yai pure dunya mai bohat taze sy famous ho raha hain
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Rat ko jag ker posting kerny sy kia hamari nazar kharab ho sakti hai

                              Bilkol hamri nazar kharab ho sgti hy ham o esy kam krny sy prhez krni chiya hany chiya ham esy kam na kia kry ham shai kam kry sahi taime pr ham posty kinkry rat ko posting jrny k awasy bhi hamy faida nai hota hy is luya ham ko rat ko posting nai krni chiya hamy sahi taime pr ham ko posting krni chiya

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X