Jab news ho tou pending order open nahin hota

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jab news ho tou pending order open nahin hota
    Respected forex members mere tajarbay mein yeh baat aye hai kay jab hum pending orders lagatay hain aur uss time news ki wajah sae market mein khasi tezz movement ho tou pending orders place nahin hotay hain iss ki wajah mere khayal mein tou uss time haumara capital aur equity bhi low ho chuki hoti hai jis ki wajah sae orders open nahin hotay aap kya kehtay hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Dear ma apki baat say agree nhi kerta kiun kay pending order ka news say bilkul bhi koi relation nhi hay pending order serf os waqat open nhi huta jab hamaray pass margin level bhot kam huta hay jo os order ko maintain rakhnay kay liye na kaafi huta hay tu serf aisi surat ma pending order open nhi huta aor isko news say link kerna bilkul ghalat hay.
    • #3 Collapse

      Gee haan brother aap nay theek kaha hai jab news hoti hai tou market mein movement bahut tezz hoti hai jis ki wajah sae aap ka pending order open nahin hita uss ki main wajah yeh bhi ho sakti hai kay aao kay internet ki speed market ki movement ko match nahin kerti ya phir uss waqt aap ki equity aur balance bhi bahut tezzi sae move kertay hain jis wajah sae pending orders open nahin hotay
      • #4 Collapse

        My friend ap ne thk kaha hai me ap ki es bat se agree krta hon jb news hoti hai ti market trend bht taizi se move krta hai es k sth sth us wqt bhi pending order open nhe hota jb margin level bht kam hota hai equity or balance account m kam ho tb bhi pending order open nhe hota hai.
        • #5 Collapse

          Dear Forex members,Ap ke pas koi aisa link hona chahey,,Ke ap ko forex ki maloomat milti rhein.Jb bhi kisi curruncy ka data aa rha ho,,Tu ap ko trade nai lagnai chahey.Ap ko us time hosla or sbr krna chahey,,na ke ap pending order laga dain.
          • #6 Collapse

            bhai aesa ajj tek maray sat kabhi nahi howa ha.main nay jab bi pending order lagaya hay news main mera to pending order zaror time per lag jata ha.bhai kabhi kisi fault ki waja say howa ho to main kuch kh nahi sakta.mager kabhi is tarha hota nahi hay.trading main cahay market ki movement kitni bi fast na ho..
            • #7 Collapse

              News k waqt man buhut say experts bhi market say dour hut jaty han kunk jub effective news aati han tu market man tofan aa jata ha or baaz brokers tu itni fast market man trade execute bhi nae kerty. jis say loss ka chance hota ha.
              • #8 Collapse

                forex mai news ke bohat ahmeyat hain hamy inhy ignore nai karna chahey or pending ko jab hum market mai laagty hain to hamy bar bar marekt ky up down ko dahkny ke zarorat nahi parte to is liye jab news ho to us wakt pending order nahi hota forex aik asa business hain jis mai hum learning ky sat earning be hasial kar sakty hain
                • #9 Collapse

                  forex trading main news ki boht importantce hai or aghe news se pending ordesr main trading nahi ki jati hai tu yah glata bat hai aysa kuj nahi hota hai hum har orders ko folow kar skty hain hmara order ta b nahi lgta hai jub hmary account main trading ki equity nahi hoti hai bonus kam hota hai nahi tu or koi masla nahi hai
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    g han bahi jan jasy he humy pata chalta hy ab news ani hy tohumy ismy koi b trade open nahe krni9 chahey q is my humy news k anay ki pahly sy he pat ahota hy or jb market ki weekend honi hoti hy to b humy ismy koi trade open nahe chorni chahye q us waqat market k koi b pata nahe hota k is ki next movement kia ho gi.

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X