Trading mein hausla na haarain

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trading mein hausla na haarain
    Dear forex members aksar dekha gaya hai kay new traders jab bara loss dekhtay hain tou hausla haar jatay hain aur trade lagana chor detay hain aisay traders ko chahyea kay lot size kam sae kam lagain aur TP ko bhi lazmi lagain aur market ka khoob analysis karain agar market up gae ho tou sell lagain zara sa bhi shak ho to wait karain aur issi tarah jab market bilkul down ho tab buy order lagain tou phir result dekhain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Tradiing men hamen kabhi hosla nhi harna chahiye , q k jab ham hosla haar jaye hain tab ham acha kaam nhi kr pate hain so hamen koshish krni chahiye k ham always hi sabar se kaam len jab ham sabar se kaam len gevthen ham kamyab ho paen ge
    Hamen koshish krni chahiye k ham loss hone pe bhi preshan na hon wwarna ham kabhi bhi apne loss ko recover nhi kr paen ge
    • #3 Collapse

      Bhai apnay bilkul sahi kaha hay humay forex trading ma kabhi bhi hosla nhi haarna chayi kiun kay profit aor loss tu business ma aik normal si baat huti hay is liye loss hu jaye tu iska hergiz ye matlab nhi huta hay kay hum trading kerna hi chor day balkay humay himat say kaam lena chayi aor pehlay say achi trading kar kay apnay loss ko bhi recover kerna chayi aor apnay acha profit bhi earn kerna chayi.
      • #4 Collapse

        Dear ap ki bat theak hay new traders hamesha loss hony py himat har jaty hain laikin laikin agar hum aesa maqam hay to hamesha ye sochna chahiye k jo hum nay loss kiya hay wo darasal hum nay qeemat chukai hay loss k bad hi to business mein ap ka interest barhta hay loss k bad hamesha zyada mehnat sy kam karna chahiye himat nai harni chahiye
        • #5 Collapse

          G friend ap bilkul thk kah rahy Han k humy trading ma kabi b husla ni harna chaya agr humy loss ho b jay toh humy chaya k hum himat k sath kam kary keu k ya toh hota rahta ha k kabi loss hota ha or kabi profit hota ha humy loss k bad b zayada mehnat karni chaya or himat ni harni chaya
          • #6 Collapse

            Dear aap ko baat bilkul thek hay main aap ki baat sa itafaq karta hoon k instaforex trading aak aasa bussniss hay jis main kohi trader chahay kitna he seniors ho us sa lose lazmi hota hay kyun k instaforex trading aak bhot he risky bussniss hay iss laya jab newbee trade main lose kartay hain tu hosal har jatay hain aur trade karna chor datay hain forex trading main hosala nahi harna chaya kyun k nakami k bad hamasha kamyabi milti hay
            • #7 Collapse

              Traeing mein mushkil aur aasaan waqt donoun atay hain aur aksar traders mushkil waqt mein trading sae tang aa jatay hain aur trading ko chornay ka sochtay hain lakin aisa kabhi bhi na sochain aap apni mehnat iss kaam mein jari ramhain aur hausla na haarain aik din aap ko kamyabi zaroor ho gi
              • #8 Collapse

                bilkul darust baat hay ji trading main kabhi bhi dil bardashta na hoon ap. kabhi bhi ye soch na chorain k yar main to is k liye bana e nai. agar ap is kaam k liye bany e nai to phir aap is kam main aaye e kiun ???
                • #9 Collapse

                  Assalamualaikum ji dear forex Ek business hai or business main loss bhe hota hai or profit bhe hota hai isi liye agr hamen loss ho Jaye to hamen apni ghalti sudharni chahye or bilkul bhe hosla ni harna chahye bcz agr hum hosla har jayen to hum agy iss business main work ni KR sken gy or mehnat krne ko Dil ni kre ga is liye ziada see ziada mehnat kren
                  • #10 Collapse

                    bhai forex trading main loss hona bhi zarori hota hai es liye yah bat mind main rakh kar trading karni chahye q k kuj tradors loss ki wjah se himat har jaty hain or es ko chor jaty hain tu kbhi bhi apni trading main himat na haren or loss se ghbraen mahnt karen kamybhi apko mil jay gi
                    • #11 Collapse

                      Re: Trading mein hausla na haarain

                      forex mai hum kam karty howe galti kar dety hain to hamy loss ho jata hain or hamara account wash ho jata hain hamy loss ky bad zada thence nahi hona chahey hamy ache learning hasial kar ky kam karna chahey pher he hum acha bonus earn kar saky gy forex aik aam job ke nisbat bohat ache job hain
                      • #12 Collapse

                        Re: Trading mein hausla na haarain

                        Confidence trading main bohat zyada zarori hota hai jab ap decisions lety hain to ap ko apny decisions par confident rehna chahiye kiyun kay trading main loss aur profit hoty hain is liye ap ka confidence ap ki trading kay liye bohat zyada meter karta hai.
                        • #13 Collapse

                          Re: Trading mein hausla na haarain

                          Dear forex.main new log Jo aa rahyv hain ow say
                          Koi na koi galti hota hay oos say rkam main rokzafa jjota aws
                          • #14 Collapse

                            Re: Trading mein hausla na haarain

                            Trading main ager housla harna hi hay to meray khayal main trader ko trading shoro kerni hi nahi chahye. que kay aksar harnay kay bad hi pata chalta hay kay jeeta kaisay jata hay. isi trah say ager trader loss nahi kerta to wo seekhta nahi hay jab wo loss kerta hay to wo janta hay ka kon c ghalti doabra nahi kerni is say loss ho jata hay aur wo us say bach kay successful trading kerta hay.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Trading mein hausla na haarain

                              forex mai jab hamy loss hota hain to hamy hasla nahi harna chahey hamy saber karna chahey or next time apne mistakes py gur kar ky kam karna chahey pher he hum loss sy bach saky gy forex bohat bara business hain is mai hamara koi boss nahi hain hum is mai 24 ganty mai sy kese be wakt kam kar sakty hain hum is mai investment kar ky be acha profit gain kar sakty hain

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X