Bohat say new traders ko mainy daikha hay keh wo market main profit earn kar lety hay to wo kehty hay keh esko abhi andar he rehnay do aur hum mazeed profit earn kar lain jab ziada ho jaye ga to hum withdraw karwa lain gay mery khyal main humay profit ko sath sath nikalwa lena chahiye ta keh hum safe reh saky warna humari choti si galat trade ki waja say humay nuqsan ka samna karna par sakta hay
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим