Forex losses starts from mind

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #136 Collapse

    ha forex mai jab ap ne buy sel karna yani order lagana hota hai tu es mai zara dehaan se kaam karo pher he ye ap ko profit day ga and mind mai loss ko ne dekh o profit ko dekho
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #137 Collapse

      zeyda tar traders ko loss es waja se hota hay kinu k wo learning k baghir hi trading karty hey or siraf luck par hi depend kar k trading karty hey jes ki waja se loss ho jata hay
      • #138 Collapse

        bilkul, sb se pahly jb hm koi trade open krty hn to mind ka decision hi decide krta ha k hamein loss ho ya profit ho. agr mind active rahh kr chaly to forex mein right decision hamein profit hasil krwa skta ha. mind ko hamesha fresh kr k hi trading krni chahiye.
        • #139 Collapse

          well my dear friend, meray khayal say humein kabhi bhi excitement mein aa kay aur without analyzing kay market mein enter nahi hona chaheay kyun kay aesay humein kabhi bhi positive results avail nahi ho saktay hain aur hamari trades ko sirf aur sirf loss he hota hai, iss leay humein properly working karna chaheay...
          • #140 Collapse

            aap nay theek kaha k agar aap ko forex main loss ho raha hai to aap ko chahiye k is ko mind k sath trade karian or news ko samnay rakhtay huay market ko analyse karian is say aap ko profit gain ho sakti hai
            • #141 Collapse

              Loss Always traders ki mistakes ki wajah(reason) se hota he, like Over Confidence me trade karna, Greedy karna, emotional ho kar trade karna, low knowledge and experience k base pe trade karna, and without market trend ko samjhe trade karna, is traha ke reason he
              • #142 Collapse

                Forex business me daily bahut se trader ate he lekin unmese sucess bahut kam hi pate he kiun ki oh sochte he ki oh forex me without knowledge or experience se trading karlenge or profit earn karlenge.
                 
                • #143 Collapse

                  forex forum tradding par first time to sub ko lose hota hy lakin ap dill par nahi lana loss ko or next start work again and again
                  • #144 Collapse

                    mera jo apna experience he uske mutabic forex me hamko jitna be loss ho raha hota he uski bari waja yhi hoti he ke hamko achi samaj nahi hoti or ham samjte hen ke ham jese be be trade karte hen ak din profit me aa jay gi aesa nahi hota or aesa karna hamko loss deta he or dosra lack of skills hona be loss deta he boht
                    • #145 Collapse

                      G han my dear friends forex trading market main loss forex traders ke mind se hi start hota ha. app jab bhi forex main ko trade enter karne lagin to appne mind ko fresh kar ke bilkul cool ho kar trading karin.
                      • #146 Collapse

                        Forex main start main tora sa loss har kisi ko hota ha ap ko uss sy darna nahi chahy ap ko mhnat karni chahy k ap ko achi tarde set karny ko mil jay jis k bad hi ap achy tarder ban sakty ho or expert ban sakty ha
                        • #147 Collapse

                          Forex me loss jyadatar isi wajese hota he.Trader jab greed karta he yani lalach karta he tab usse liss hota he.So hame trading me kabhi greed nehni karna chahie.
                           
                          • #148 Collapse

                            g han bht se log pehle se hi ye soch ker talhte he k humara loss ho jaye ga forex me or un k mnd me pehle se hi ye bat hoti he. lekin trust hona chahie k agar learning achi ho gi to hum achi earning b ker skte he.
                            • #149 Collapse

                              gee haan forex main trader jo losses krta ha woh apny mind ki wja sy krta ha kion keh jb tradr apny maind main ghlt faisly krta ha or trader main ghlt greed emotion lata ha to woh risk main chla jata ha
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #150 Collapse

                                forex me hamko jitna be loss ya profit hota he woh hamare mind hi ki waja se ho raha hota he is lie forex ko agar learn nahi kia hota toh phr loss hi hota he so hamko chahie he ke ham learn karen or market ko achi trah se samjte ho ge toh phr kmyaabi se win karen ge so leanring hi sab kuch he

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X