Sbr loss k bad he ata ha

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Sbr loss k bad he ata ha
    Mera yeh personal experience ha k bonus atay he hum jaldi profit hasil krnay k chakr men maximum lot lga detay hain aur aksar account wash ho jata ha air loss k bad he hukm irada krtay hain k next time aisa nai krain gay. So loss k bad he kyun sbr ata ha hmain pehlay say sbr ka muzahira krna ho ga
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Trading men sabar ki bahot hi ziada ahmiat hoti hai aur hamen sabar krna sekhna bahot hi zaruri hai so jahan tak mumkin ho sake hamen sabar se hi kaam lena chahiye ham jab tak sabar se kaam nhi len ge to ham uss waqt tak kamyab bhi nhi ho paen ge
    Sabr krna bahot hi zaruri hai then hi hamen kamyabi mill pati hai q k jab tak hamara khud pe control nhi hoga tab tak ham kamyab nhi ho paen ge
    • #3 Collapse

      G friend ap bilkul thk kah rahy han k humy sbr loss say hi ata ha wo is lea k hum profit k chakar ma lot laga daty or phr loss ho jata ha is trah humy chaya k hum sbr say hi trading kary ta k hum acha sa profit earn kar sakhy
      • #4 Collapse

        G yeh to theak hai ky sbar loss ky bad hii ata haii ljmhkn yeh ek qudrti chex hotii h her insan mn huny apny andr sabar aor estkamat paida karni hogii jesa ky hum sub hii saber kii fazilat see asshnaa hainn and forex kay lia yeh kitna important haii huny bar bar btaya jata haii humy achii adatein adopt krnii chaiye jesa ky saber forex trading hosla aor saber see krna hoga wrna nuqsan hojata haii aor jahan nuqsan kaa khtra ho saber aa hii jata hai..
        Mehnat Me Azmat hai
        • #5 Collapse

          G dear bilkul apki bat thek he jub tak hamen loss na ho us waqt tak sabak b ne milta ar sabr b ne milta. Ye bat belkul Thek he k insan apni ghalti se sekhta he jub tak ghalti na ho hamen ehsas ne hota. Jis ki mistakes zyda hon g uska experience b utna zyda hoga.isliay mistakes achi hoti hen agr ham un se sekh jaty hen.
          • #6 Collapse

            Dear trading mein success k liye patience bahut zarori hay agar hum chahty ham chahty hain k loss kam ho to hamen patience k sath forex trading mein kam karna ho ga jo log patience k sath forex market mein kam nai karty successful nai ho sakty success k liye pehli seerhi patience hay...
            • #7 Collapse

              jee dost loss kay bad bunday ko saber akal aor experiene sub kuch aa jata hay mager forex eik itni bari feild hay k is mian ap her trade kay sat eik new experience haseel kertay hain achay ap nai is trade main profit liya ho ka loss
              • #8 Collapse

                Agar ap sahee sekhen gy to galti ka emkaan b kam ho ga. Aur ap ko loss hony k b kam chance hon gy aur agar ap trading sahee nhe sekhen gy sir post karen gy aur bounas any pe bager sochy trade laga dain gy to bhot kam chance hen k wo trade apko profit day gi.
                • #9 Collapse

                  G apne boht sai kaha hy profit aty hi hum qabo sy bahir ho jaty hy k ab to bs is sy profit hi ay ga trading boht hi complicated hy isy boht soch smj k krna cahiy phir hi hum long time trading kr skty hy jald bazi sy loss hi hota hy
                  • #10 Collapse

                    Dear apl ny bilkul sahi khaa hai kuch had tak aisa he hota hai jesy ky ko apna account wash kar ky bethy hoty hain un ko new bonus ka wait hota hai ky bonus kab ay jesy he bonus ata hai jaldi sy trading start ho jati hai pbir sabar khatm ho jata hai market ko achy sy anylize kiy bgair he trade lga dety hain jis sy phir loss ho jata hai
                    Likn phir b hum ko thora sabar karna pary ga ta kay achy time lar trade krain ta ky ek acha profit hasil mar sakain ta ky jo ham ny bonus ky liy mehnat ke hai us sy kuch faida to lain
                    • #11 Collapse

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: lawa786 پيغام ديکھيے
                      Mera yeh personal experience ha k bonus atay he hum jaldi profit hasil krnay k chakr men maximum lot lga detay hain aur aksar account wash ho jata ha air loss k bad he hukm irada krtay hain k next time aisa nai krain gay. So loss k bad he kyun sbr ata ha hmain pehlay say sbr ka muzahira krna ho ga
                      Qk loss say he humy experiences aty hai. Ar wo experiences bahot achy hoty hai agr usi ko improve karty hai time k sath to bahot agy tak jaingy.
                      Han ye bat belkol sahih k humy sabr b tabh ata hai jab account wash kar bethy hai. Qk ik lesson milti hai loss say hi khbi nhi bholti.
                      • #12 Collapse

                        Re: Sbr loss k bad he ata ha

                        forex mai jab hum kam karty howe koi galti kar dety hain to hamy loss ho jata hain lakin is mai market ka koi qasur nahi hota loss ky bad hamy saber karna chahey or next time apne galtiyo py gur kar ky kam karna chahey pher he hum kamyab hon gy or acha bonus earn kar saky gy or apne zarorto ko pura kar saky gy
                        • #13 Collapse

                          Re: Sbr loss k bad he ata ha

                          forex mai loss ky bad hamy saber karna chahey loss hamy apne he mistakes ke waja sy hota hain hamy apne mistakes ko avoid kar ky mahnet sy kam karna chahey pher he hum kamyab hon gy or acha bonus earn kar saky gy forex aik international or kabe be band na hony wala business hain forex aik asa business hain jis mai hum learning ky sat earning be hasial kar sakty hain
                          • #14 Collapse

                            Re: Sbr loss k bad he ata ha

                            forex aik online business hain hum is mai apne marze sy time table bana kar kam kar sakty hain hum is mai apne marze sy time table bana kar kam kar sakty hain forex aik international business hain is mai dunya ky bary bary mumalik sahmil hain yai pury pakistan mai legal ban cuka hain is mai hamara koi boss nahi hain
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Sbr loss k bad he ata ha

                              Forex platform 1 interesting Kaam Hai Boss dialogue isko boring system samajhte Hain Iss main interest nahi Lete Hain Aise logon ko chahiye kya hua interest le kar kaam Karenge to INR mam Forex Mein kaam karne ka maza aayega acche wale confidence level may increase Ho Jayega Hua acche se management Karenge aur ek Samay Adnan Deti Hai Tu Kyu na Mr investment karte rehna chahiye

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X