Fixed spread aor floating spreads ka matlab?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Fixed spread aor floating spreads ka matlab?
    Sub say pehlay apko pata hona chaheye k akhir spread hai kiya cheez ye asal mai commission hota hai jo apse broker har trade par charge karta hai ab spreads two types hotay hai ik fixed hota hai yani kesi be time jab be ap kesi pair mai trade lainge tu wo fixed charges hongay aos mai kesi kisam ki koi kami ziyate nahe hoge
    Jabke dosre type hoti hai floating jo ziyada aor kam hoti rehti hai market mai time k lehaza say .....
    Zuhaib9988 Trading journal
    https://investsocial.com/ur/showthread.php...rading-Journal
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Bilkol dear ap nay sahi farmaya hay fixed spread behtar hota hay trading k liye q k market ki movement jitni tez q na ho spread wohi rahy ga jab k floating spread market ki movement k lehaz sy hota hay jab market ki movement zyada ho gi spread bhe zyada ho ga aor agar market ki movement kam hay to narmal spread ho ga main to yehi suggest karon ga k fixed spread py trading karna hi behtar hay hamary liye
    • #3 Collapse

      dear ap ki info bahut hi achi hy waqi ager hm log kise aisy broker ky sath kam kerty hy jis ka spread kabi bahut kam or kabi bahut ziyada hota hy tu hmy aisy ko chor dyna chahiya is liy ager hm log forex ki bat kerty hy tu lazmi ap ko sab sy pehly account open kerny ky liya broker ka masla hota hy is liya pehly broker ky bary mai jany ap ko insta forex ik acha broker mill jay ga jis mai ap spread ky ziyada hona news ky time mai jo amoman kai broker kerty hy wo nahi ho ga or ap asani ky sath trade ker saky gy.
      • #4 Collapse

        اصل پيغام ارسال کردہ از: Zuhaib9988 پيغام ديکھيے
        Sub say pehlay apko pata hona chaheye k akhir spread hai kiya cheez ye asal mai commission hota hai jo apse broker har trade par charge karta hai ab spreads two types hotay hai ik fixed hota hai yani kesi be time jab be ap kesi pair mai trade lainge tu wo fixed charges hongay aos mai kesi kisam ki koi kami ziyate nahe hoge
        Jabke dosre type hoti hai floating jo ziyada aor kam hoti rehti hai market mai time k lehaza say .....
        Je sahih kaha baz ki floating spreads hoti hai jaisy crude oil ki floating spread hai ar time k lehaz say change hota hai Ar jo fix hoty spread to wo time pat munhasir nhi hoty.
        • #5 Collapse

          Dear yahan logoon ko yeh he ni pta k spread kya hoota hai or app un se fixed spread or floating spread ka pooch rahay hian. app ki info bht achi h spread k hawaly se. waqai he fixed spread commission hoota hai wo commission jiss me kami beshi ni hooti jitni hai utna he rahay ga or floating spread wo commission hoota hai jo bdlta rehta hai. kuch broker ka spread fix hoota hai or kuch ka spread fix ni hoota.
          • #6 Collapse

            Spread borker ka commission hai. Ap jab bhe koi trade open krtay hai tou ya spread ya commission hota hai. Broker ki earning spread ki madad say krta hai. Likan jis pair ka spread kam hai es ki move zada hoti hai. Es pair ko trading kay lye select krna chahye.
            • #7 Collapse

              Nai my dear sir mery khyal se to ye floating spread b Fixed hi hoti hai.Lekin ye time k hisab or market ki volatility and overlaps ki waja se change hoti rahti hai. or ye aam trading me b change hoti hai.Jesy k agr jaeza lia jaey to Gpb/Usd ki spread Morning time ziada hoti hai magr baki din km hoti hai.So,ye aik hi type me rahti hain in ka floating ya normal conditions se koi connect nai hota ho ga.
              • #8 Collapse

                Dear Fixed spread mean ap ki big aur ask ki value same rehti hai chahe jitni he fast market move q na kar rahi ho aur floating spread mean bid aur ask value change hoti rehti hai kabi kam kabi zyda aur ye aksar fast market ki time he dekhne mai milti hai ap ko fikar karne ki zarort nhn hai bas ap ko es business ko seekhna hai smjhna hai ta k ap ko faida ho loss na ho aur ap achi trading kar lo...
                • #9 Collapse

                  Dear ap ney achi information di hey aor spread ko behter brief kia hey. Main samjhta hon jeb bhi koi trade laga di jaey to uska pread fix ho jata hey usky baad change nhen hota leken floating spread trade se phly change ho sekta hey. Jo trade jis spread per leg jaey uska spread trade close hont tak utna hi rehta hey. Fix spread to waisy bhi fix hota hey yani unchangable.
                  • #10 Collapse

                    fixed spread aur floating spread ye selling aur buying main ju fark hota hai us ko ham spread kehty hain aur fixed ka matlub hai k app ka spread ager 3 ka hai tu wo 3 ka he rahy ga badly ga nahi aur ager wo floating hai tu wo abdlta rahy hai kabhi 1 ho jayga kabhe 2 ho jayga aur kabhi 1.6 ho jayga iss lieay app try karain kam spread waly pay karain jis ka spread 2 ka ya 1 ka ho.
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: Fixed spread aor floating spreads ka matlab?

                      forex mai fixed spread or floating mai farak hain hamy apne learning ky mutabik is mai kam karna chahey pher he hum acha bonus earn kar lety hain forex aik online business hain hum is mai apne marze sy time table bana kar mahnet sy kam kar sakty hain or acha bonus earn kar lety hain forex east wast mai bohat taze sy phal raha hain

                      اب آن لائن

                      avatar Ayn
                      avatar Km2006
                      avatar Expend
                      avatar Hassi
                      avatar lego
                      avatar Falcon5
                      Working...
                      X